Update 9
Subah ke nashte ke liye main niche pahuch chuka tha , aur meri dono chachiya ladkhada kar chal rahi thi , jante to sabhi the lekin bol koi kuchh bhi nahi raha tha , ghar me ek ajib sa sannata chhaya hua tha ..
Meri maa aur Anaya didi ne dono chachiyo se kaam na karne aur baith kar nashta karne ke liye kaha , mere ander apne kiye ki koi bhi sharmindagi nahi thi balki main bahut hi fresh aur takatwar mahsoos kar raha tha ..
“beta tujhe akhade me jakar thodi vargis karni chahiye “
Maa ne dheere se kaha
“maa abhi to main hospital se nikla hu “
Ha sach me main ek din pahle tak hospital me tha lekin itane jaldi se recover kar raha tha ki mujhe khud bhi yakin nahi ho raha tha…
Main apna virya girane ke bad aur bhi taja shant aur taktwar mahsoos karne lga tha ..
“beta tu ab puri tarah se thik ho chuka hai , fikar mat kar thodi kasrat karega to tujhe bhi achcha lagega “
Maa ne fir se kaha , maine bhi sahmati me sar hila diya
“ha beta didi sahi kah rahi hai ,thodi takat wanha bhi laga “ Rani chachi ke muh se nikal gaya jise sunkar janha rewati chachi hans padi wahi maa aur didi thodi jhep si gayi ..
Sab fir se shant ho chuke the tabhi meri dono chhoti bahne Shirin aur Ritu doudate hue niche aayi aur aate hi mujhse lipat gayi ..
Dono ne mere ek ek gal par kiss kiya
“good morning bhaiya , tabiyat kaisi hai aapki “
Shirin bol uthi
“thik hu meri gudiya aaj se college jana hai “ maine muskurate hue Shirin ko dekha , Shirin mujhse bas 1 sal hi chhoti thi ye rewari chachi ki beti thi wahi Ritu mahaj 3 sal ki chhoti thi aur Rani chachi ki beti thi , main in sabka iklouta bhai tha isliye meri 3no bahne hamesha se mujhpar jaan chhidakti thi …
Shirin mere hi college me mere hi class me padhti thi , fir bhi main use gudiya hi kaha karta tha …
“ha bilkul jana hai , aap bhi chalogoe ???”
Shirin ne pahle mujhe fir maa ki or dekha , maa bhi chinta me pad gayi ..
“maa mujhe lagta hai ki ajay ab thik ho gaya hai wo ghar se bahar nikal sakta hai , “ Anaya didi ne maa ki duvidha ko dekh kar kaha
“lekin beta … “
“uske liye dawai hai na didi , aise bhi maine aur Rani ne milkar ajay ki khoob seva ki hai ab aasha hai ki din bhar use koi takleef na ho “ rewati chachi ka lahja thoda shararti sa tha ..
“okk thik hai lekin beta apni dawai sath rakhna mat bhulna thoda bhi ajib lage to use turant kha lena aur ager usse bhi aaram na mile to turant hi ghar aa jana …” maa bahut chintit thi aur hoti bhi kyo na ager uttejana jagi to main kuchh bhi kar sakta tha , is ek raat me hi mujhe apne bare me samjh aa gaya tha , uttejana jagne par main na jane kya kar jata , maine haa me sar hila diya aur uper jakar college ke liye taiyar hone laga ……..
Main do mahine ke bad college pahucha tha mere sabhi dost isse bhahut khus the , ham canteen me baithe hue gappe maar rahe the ki meri najar ek hur ki pari par padi , dekha to maine use pahle bhi tha lekin is bar pata nahi uske ander kya tha ki meri najar bas uspar ruk hi gayi , kah sakte hai ki wo pahli ladki thi jise main pasand karta tha lekin kabhi mujhe ye nahi laga ki main use pasand karta hu , wo hota hai na bachpan ke pyar ka pata bhi to nahi chalta ki wo kab ek dusare ko pasand karne lage hai ,main use tab se dekhta aa raha tha jab hamare pita ghughar ke maidan me bane akhade me varjis(vayayam) kiya karte the ,hamne aaj tak kabhi ek dusare se bat nahi ki thi lekin aankho hi ankho me na jane kitani bate abhi tak ham kar chuke the , us din ladai ke bad maine aaj use pahli bar dekha tha , lekin aaj wo thodi alag si lag rahi thi , kuchh jyda hi khubsurat kuchh jyda hi akarshak …
Usne bhi mujhe ek najar dekha aur uske chahre me ek smile aa gayi , wo meri hi or aa rahi thi aur jaise jaise wo meri or aa rahi thi mere dil ki dhadkane aur bhi badhte ja rahi thi ..
“hii ajay ab tabiyat kaisi hai tumhari “ kya awaj thi , maine aaj pahli bar uski aawaj suni thi , kitani pyari awaj thi wo .. jaise shahad ho , narm , Mulayam aur bahut hi payri si mithas ke sath …
“tumhare chacha ne to ise maar hi diya tha wo to bhala ho Shikari baba ka jinhone sahi samay me buti khila kar ise jinda kar diya “
Mera bachpan ka dost dev bol utha , uski bat sunkar Ridhima thodi jhep si gayi
“ye kya bol rahe ho chup “maine dev ke sar par ek chapt maari
“are dev kya galt bol raha hai , iske chacha ne niyam toda hai aur hamare ganw ke mukhiya ke ghar ke chirag ko bhi chhinane ki koshis ki hai “ ye dev ka bhai Anand tha dono hi mere ganw ke the, judwa the aur mere bachpan ke dost the ..
“jo mere chacha ne kiya uske liye main bas mafi hi mang sakti hu ajay , unhone jo kiya wo niyam ke khilaf tha , ab main ganw ki mukhiya hu kya tum chacha ki galti ki saja pure ganw ko dogo ..?? sabhi jante hai ki ham dono ke pita kitane achche dost the kya ham bhi dost nahi ban sakte “
Main bas uske masoom se chahre ko hi dekhta rah gaya , ye mujhe kya ho raha tha main usse itana akarshit kyo ho raha tha , aajkal jab main kisi ladki ke youwan ko niharta hu to mere dil me nahi mere ling me halchal hoti hai , lekin ye mujhe itani pyari kyo lag rahi thi , sharir me ya fir man me ?? kis kone me ?? ek halchal si to uth rahi thi , lekin kaha ye main pata nahi kar pa raha tha …
“kyo nahi Ridhima ham dono dost hi to hai , tumhare chacha ne jo kiya uski saja to unhe kanoon dega “
Maine hath aage badhaya usne bhi badi hi pyari smile ke sath mere hatho ko apne hatho se mila liya , mujhe aisa laga jaise koi currant mere sharir me doud gayi ho , mere rongate khade ho gaye the ankhe badi ho gayi thi sanse jaise tham si gayi ..
Wahi Ridhima ka chahra bhi lal ho gaya tha ajise khoon utar aaya ho , maine jhat se uska hath chhoda wo bhi badi hi nervous dikhai di ..
“okk bye bad me milte hai “ Ridhima teji se wanha se nikali mujhe samjh hi nahi aaya ki ye mujhe aur use hua kya ??
Main apne khyal me hi duba hua khada tha ki mujhe kisi ladki ki awaj sunai di
“us ladki ki himmat kaise hui tumse bat karne ki “
Mera dhyan tuta to samne Shirin khadi thi
“kya hua gudiya ??”
“kya hua , apne dushamn se hath mila kar puchh rahe ho ki kya hua , uske chacha ne hamare pure pariwar ko ujaad diya aur tum puchh rahe ho kya hua ??”
Wo gusse se gurrai
“are to ye sab uske chacha ne kiya na usme iski kya galti hai , aur hamare pita bhi to dost the ne “
“ha wo dost the lekin is dosti ka ant kya hua pata hai na tumhe , tau ji ko uske pita ka gala katna pada wo bhi 3no ganw ke samne , tumhe kya lagta hai ki Ridhima itane aasani se ye sab bhool jaayegi ki uske pita ko tumhare pita ne mara tha “
Main Shirin ki bat se puri tarah se niruttar tha aur na hi mujhe ye sochane ka man bhi tha , main to us ajib se akarshan ke bare me soch raha tha jo ki mujhe Ridhima ke prati ho raha tha aur mere sharir me change jo ki Ridhima ke chhune se mujhe hua ..
Idhar
Hath milane ke bad Ridhima jaldi se canteen se bahar aayi aur doudate hue washroom ki or bhagi ..
“he bhagwan ye mujhe kya ho raha hai , wo mujhe itna akarshak kyo lag raha hai , usse milkar to aisa laga jaise main uske liye hi bani hu , mujhe wo sharm si kyo ho rahi thi , mera man itana khus kyo ho raha hai … mujhe itani umang sa mahsoos kyo ho raha hai … “
Ridhima apne chahre ko pani se dhone lagi , pani ka chhita padte hi uske man thoda shant hua , wo apni tej sanso ko kabu me karete hue wahi baith gayi ..
Wo wanha se nikal kar jamuna ko phone lagane lagi
Usne puri bat jamuna ko batai ..
“are yahi to teri pariksha hai ki tu kaise khud ko us Shikari ke akarshan se bachayegi , ab tu ek Chudail hai aur har Chudail ke sath ye hota hai ki wo Shikari ke prati tiwra akarshan se bhar jati hai ,aur tu to Chudail hi us khas Shikari ki takat ko kabu me karne ke liye bani hai , wo bhi tere aakarshan me fans jayega lekin tu bhi fasegi , jo apne dil ko samjha lega wahi raaj karega ..”
Jamuna ki bat sunkar Ridhima ne pas rakha pani piya
“lekin mere sath aisa pahle kabhi hua nahi hai kaki “
Jamuna joro se hasane lagi
“are pagali yahi to jawani hai , aur ghabrahat bhi pyar ki nishani hai “
Jamuniya joro se hansi
“aap pagal ho gayi ho kya ..?? kya pyar pyar kar rahi ho “
“are main to bas tujhe chhed rahi thi pagali , samhal kar rahna kahi us Shikari ke kabu me mat aa jana , jab bhi kuchh lage to jakar apna chahra pani se dhona thoda shanti milegi tujhe “
“ye aapne kaha fansa diya kaki main to aise hi thik thi , Chudail banne ke chakkar me main kahi ajay ke pyar me na fans jau “
“are beti fikar mat kar , tujhe pata hai ki tu kya kar rahi hai lekin use to nahi pata na ,sabhi jante hai ki wo ek Shikari hai lekin ye bat kisi ko nahi pata ki tu Chudail hai, bas tujhe itana dhyan rakhna hai ki tujhe fasna nahi fasaana hai, samjhi “
“ha kaki “
Jamuna se bat karke Ridhima ko thoda achcha laga aur wo apni saheliyo ke pas chali gayi …

