Update 21
Ham Noida ke filmcity ke bahar khade the tabhi ek chamchmati si car hamare samne aa kar ruki ..
Main aur Parimal Dr. chutiya ke bataye anusar yanha pahuch gaye the ,maine Parimal ko bhi apne sath la liya tha use maine utani hi bate batayi thi jitni usko Janani jaruri thi , main jamuna ko bhi apne sath hi laya tha lekin use hotel me hi chhod kar ham yanha aaye the .. jamuna ke bare me maine Parimal se bas itana kaha tha ki wo mere shikari ko shant rakhegi , uske aage Parimal ko kuchh bhi samjhane ki jarurat nahi padi , wo mere sath mere aur Ridhima ki love story ki wajah se tha …
Ham abhi abhi yanha pahuche the aur thodi hi der me wo car hame lene aa gayi , car se ek behad hi sunder aur madak aourat bahar aayi ,uska sharir us kale rang ki dress me aur bhi hasin ban pada tha , ankho me kale goggle the , dress jism se chipki hui thi jisse uske jism ka har kataw ubhar kar samne aa raha tha , aisa laga jaise sunny leon samne aa kar khadi ho gayi ho , rang bhi NRI jaisa hi tha , wo na to puri Bhartiya lag rahi thi na hi puri videshi ….
Uske kataw ko dekhkar mere ling me sursuri si uthane lagi thi , wo to bhala ho ki main kuchh der pahale hi jamuna ke ander thanda hokar aaya tha , maine turant apna dhyan dusari or kiya …
“hello meri marlo “
Usne apna hath hamari or badhaya , Parimal ki ankhe hi jaise chamak gayi thi , ham dono ne ek dusare ke chahre ko dekha aur Parimal ne jhat se apna hath aage badha diya ..
“kya sach me ..??” wo ashchary aur khushi ke sath bol utha
“ha meri marlo “
Parimal ne apna muh mere kano ke pas tika diya …
“bhai ye bade shahar ki aourate bhi kamaal hai abhi abhi mile aur sidhe marne ki bat kar rahi hai , main to iski jam kar marunga “
Parimal excitement me bawla gaya tha
“kaha ..??”
“what kaha , I am Mary Marlo , main Dr. sahab ki secretory hu “
“iski maa ka poha jalebi , kaise kaise naam rakhte hai ye log “Parimal thoda gusse me aa gaya wahi maine apna hath aage badhaya ……
Thodi hi der me ham log ek film ke set par the ..
“marol ji ham yanha kya kar rahe hai “
“Dr. sahab ne film production company kholi hai usi ke tahat pahli film ban rahi hai Bhawar naam se usi ki shooting chal rahi hai “
“ohh ..”
Maine pahli bar kisi film ke set par aaya tha ye waisa nahi tha jaisa maine socha tha , charo or kai log khade the aur kisi ko kisi se koi matlab hi nahi tha m tabhi Mary ne ek adami ki or ishara kiya wo bhi hame dekhkar hath hilane laga, koyale jaise kale rang ke us patle dubale aadami ko dekhkar aisa lagta tha ki kisi nar kankaal me bas thoda mans chada diya ho , aur uske bikhare hue bal aur badi dadhi, ankho me laga chasma use aur bhi ajeeb dikhane wala banata tha , ye the Dr. chutiya mahan psychologist aur philosopher..
Jitne kisse hamne inke sune the dekhane se to nahi lagta tha ki ye sab inhone hi anjaam diye honge ..
“swagat hai lakhanpur wasiyo “
Unhone hath badhate hue kaha ..
“ji ye lakhanpur se hai main to Ghughar se hu “
Dr. ne Parimal par ek najar dali ..
“Gajraaj ke bete ho ??”
“ji, aapko kaise pata chala ?? “
“chehra milta hai aur tum ho Ajay , vinay choudhari ke suputra “ wo meri or mude
“ji Dr. sahab … “
“tum dono se milkar khushi hui , salo ho gaye mujhe udhar gaye hue , kaise hai tumhare pita ji aur tumhe mujhse kya kaam hai ..??”
Main kuchh bolta usse pahle hi ek aawaj wanha gunj gayi ..
“teri maa ko carona maru , light ka angle 45.123 degree north rakhne ko bola tha na tune 44.99 degree me set kiya hai sudhar ise , aur camera 60.001 degree east se hota hua aayega apsayu par focous, than angle change and 35.36 degree west se hota hua sanchi aur amy ka closeup leta hua sidhe nandani ke uper jayega , sabhi ke chahre me shock ka expression hona chahiye lekin apsayu muskura raha hai wahi aarav bas lawani ko dekhe ja raha hai aur lawani sharma rahi hai , dono ka close up … okk okk ek aur take karte hai “
Dr. ne ek najar us or dekha ..
“ye sala socha tha scientist type ke writer director ko launga to achchi Si-Fi movie banayega , lekin socha nahi tha ki ye itana perfectionist nikal jayega , har chij ise bilkul perfect chahiye “
“ye koun director hai sir ..”
Main us adami ki taraf dekh kar kaha jo ki director ki topi pahne director chair me baithe hue screen par kuchh dekh raha tha ..
“are wahi jo romance bolkar action aur Si-fi likhte hai Hollywood type ki movies ka writer “
“Christopher Nolan??? Inception wale “ Parimal chillaya
“are nahi uski movie me romance kaha hota hai ye to romance bhi dalte hai na movie me ..”
“oohh james cameron to nahi titanic wale “
Parimal fir se bol pada , lekin is bar Dr. ne use gusse se dekha
“ye kya tujhe videshi dikhate hai ??”
Parimal chup ho gaya
“dekho bachcho maine socha tha ki aaram se paise lagaunga, film hit hogi to maje karunga lekin yanha to director ke nakhare hi alag hai , har chij me science ghusa dete hai , mera jeb khali hone wala hai , abhi tak to delhi me the ab inhe aage ki movie shoot karne USA jana hai, kabhi pahad ki wadiyo me chale jate hai ,kabhi ashram jalwa dete hai, aur uspar bhi koi sex scene nahi yaar , aisa kaise chalega ..usse achcha to wo kimmo bhaiya(@kamdev99008) hi thik the jo puri movie ek kamre ek ghar aur ek bagiche me bana rahe hai , bas baithe raho naye naye relations par bat karo aur philosophy chodo baithkar wahi sahi tha ”
Tabhi samne se wo shakhs aaya ..
“inse milo ye hai hamare film ke director and writer nainu bhai urf @nain11ster “
“hello bachcho … ye bokachoda camera man sahi angle nahi laga raha hai Dr. “
Dr. ka chahra chhota ho gaya tha
“ji maine suna , nainu bhai main kya soch raha tha story me thoda masala hona chahiye na “
“to action to hai na .. aur romance bhi to hai “
“nahi wo to hai , main bol raha tha thoda sex…” Dr. ne thoda dheere se kaha lekin nainu ji bhadak uthe
“isiliye ham tum jaise perverted logo ke sath kaam nahi karte, are yaar ham yanha saf suthari pariwarik movie bana rahe hai aur aapko usme bhi masala chahiye insect daal de kya , kaho to sulekha ko bajwa de aarav se, ya sulekha aur nandani ko lesbo bana de “
“sulekha … ??” main buri tarah se chouk gaya , Dr. ne apni najaro se mujhe chup karwaya
“wo inke film ki character hai “
Main thoda shant hua
“dekhiye nainu bhai wo sab to thik hai lekin kam se kam apsyu aur amy ka to koi scene dal sakte ho na ya fir aarav ya lawani ka .. thoda intimate wala“ Dr. ne fir se unhe samjhate hue kaha
Lekin nainu bhaiya ka gussa shant nahi hua tha
“dekho Dr. intimate scene chalega lekin kambal ke niche chalega , ham aslil chije nahi likhte ,aur kiss to dikha hi rahe hai na ,aise bhi bihar me daru nahi milti na jo pi ke likh de kuchh bhi “
Bolte bolte nainu bhai ki ankho me aansu aa gaye the, chamakdar chahra achank se udaas ho chala tha , Dr. ne bade hi pyar se unke kandhe par hath rakhate hue unhe santwana diya …
“thik hai nainu bhai , aur aapne kaha tha na ki ek space ship aur alien mangwane hai to alien to nahi mile lekin NASA walo se bat karke ship jugaad kar raha hu “ Dr. ne fir se dabi awaj me kaha
“huuumm thik hai wo hamari dusari movie ke liye chahiye tha , usme aadami sher ban jata hai , nahi sher adami bankar sex karta hai , lekin wo alian hote hai na to sex karke ladki ko maar dete hai “
“thik hai thik hai nainu bhai aap apna kaam kijiye main thoda bachho se bat kar lu “
“bilkul jate jate main tum logo ko apni likhi ek Kavita suna deta hu ..” nainu bhai hamari or mud gaye
“dil me dar lagta hai …
Dhyan se suniyega bahut gahri Kavita hai …
Dil me dar lagta hai
Janha tum aur main, main aur tum
Gujarte hai 9.81 meter prati second ki gati se girte hue 300 kg ke generator ke niche se 4.1meter parti second ki raftaar se ..
Man ko khushi milti hai
Janha tum aur main , main aur tum
Kudat hai 20th floor se , bina parashot bandhe hue,15.369 cm mote taar ke sahare …
Is janha me sab apne lagte hai
Janha tum aur main, main aur tum ….”
“bas nainu bhai ho gaya …” Dr. ne hath jodte hue kaha
“are suno to ye nayi line hai “
“main sunau kya apna , kamriya pakd ke lagaye re saiya Dhaka dhak ..”
“chup raho tum , sala ashlil hai ye lounda , jata hu kar lo bat ?
Are ye choreographer [USER=2058]@Naina[/USER] kaha hai , use bola tha ki apsayu ko salsa sikha de wo use daru pilwa kar nagin dance karwa rahi hai , sala Hollywood hi thik hai yanha to kisi ko kadar hi nahi hai “
Nainu bhai chillate hue aage bad gaye …
“dekha dekha tum logo ne yaar sab perfect chahiye inhe, ab main alien kaha se launga “
“are sir jadu ya PK ko phone kar dijiye na “
Parimal hasante hue bola lekin Dr. ke gusse dekhane par wo chup ho gaya …
“tum batao Ajay kya kaam tha mujhse “
“sir wo , thoda akele me challenge “
Unhone Mary ko ishara kiya,aur meri Parimal ki taraf mudi
“aaja tujhe Jannat dikhaungi “
“kya ?? “ Parimal ke chahre me pasina aa gaya tha wahi mary ki aada dekhkar mere ling me sursurahat si hone lagi , maine turant Dr. ko dekha unke bhayanak chahre ko dekhkar sursurahat turant hi shant ho gayi
“Jannat movie ka set laga hai na “ mary ne badi ada se kaha …
*************
“bolo Ajay .. kya bat hai “
Ham pas ke hi ek bar me baithe hue the , Dr. sahab ne apne on the rocks wale pack ko chusakiya lagakar pi rahe the
Main Ghughar ki ladai se lekar abhi tak ki har chij Dr. ko batani shuru ki , ye bhi ki kaise main apni chachiyo ke sath involve hua, kaise Ridhima Chudail bani aur ab kaise un 4 ladko ka katl hua kaise unke pariwar walo se meri dushamni hui , kaise jamuna mere pas aayi aur ab kaise main apne pyar ke liye is takat se chhutkara pana chahta hu ..
Sab sunne ke bad Dr. ka chahra Gambhir ho utha tha ..
“dekho Ajay shikari ko dhundhna to hamse na ho payega , lekin tumhara pyar dilane ke liye main kuchh kar sakta hu “
“sir aap to bahut busy lag rahe hai mujhe lagta hai ki maine yanha aakr galti kar di “
Main thoda dukhi ho gaya tha , lekin Dr. ne mere kandhe par apna hath rakha
“yaar yanha apni sunta koun hai, director koi film banane do ham chalte hai tumhare ganw … warna pata chala mujhe hi kabhi helicopter se fek denge aur bolenge ..
Janha tum aur main ,main aur tum
Udate hai panchhiyo ki tarah ..
“
Dr. ki bat sunkar main bhi hans pada tha

