Reading Mode

Update 11: Ek Nayi Subah

Agli subah…

Roz ki tarah sab log apne kaam mein vyast ho jaate hai. Kal ki wajah se Raju kaa aaj man nahi hota hai khet mein jaane ke liye to woh ghar par hi reh jaata hai.

Aaru bhi naha kar aangan mein aati hai to Raju use andekha kar deta hai.

Sandhya bhi naha kar apne kamre mein kapde badalne jaati hai. Geele paanv aur farsh bhi thoda geela hone ki wajah se kamre mein uska paanv fisal jaata hain aur woh dhadam se gir jaati hai aur ohhhh..maaa…ki zor ki cheekh nikal jaati hai.

Ghar ke sab log daudte hue uske kamre mein jaate hain aur Sandhya ko zameen mein gira pada dekh kar pareshaan ho jaate hai. Ratna aur Aaru use uthaane ki koshish karte hain..Sandhya uth to jaati hai par usse chala nahi jaa raha tha..

Raju bhi uske paas aa jaata hain aur jab woh Sandhya ko mushkil mein dekhta hain to turrant hi use apne God mein utha kar bistar pe le jaata hai.

Girne ki wajah se uska paanv ekdum soojh gaya tha..jiski wajah se use bahut takleef ho rahi thi.

Raju phir ek cream laa kar Sandhya ke pair mein laga kar maalish karta hai. Sandhya thoda surprise ho jaati hai aur apna paanv hata leti hai lekin Raju uska paanv apni taraf kheench kar cream laga kar maalish karta hai.

Sandhya ko thoda aaram milta hai lekin use abhi bhi pareshaani ho rahi thi dard ke wajah se.

Dopahar tak jab uska dard kam nahi hota hain to Raju use hospital lekar jaane ki baat karta hai. Sandhya mana karti hai but Raju aur Ratna ki zid ki wajah se use jaana hi padta hain.

Hospital mein doctor use jaanch kar kehta hai ki sirf moch hai…dawa aur cream dekar kehta hain ki dard theek ho jaayega..

Jab woh ghar aa rahe hote hai to Thakur bhi apne ghar jaa raha hota hai. Undono ko dekh kar Thakur ko phir se tharak padti hain aur sochta hai ki yeh laundiya bhi abhi inke saath reh rahi hai. Jaldi hi kuch jugaad karna padega…aur yeh sochte hue ghar chala jaata hai.

Raju aur Sandhya ghar aa jaate hai. Aaru bhi Raju se thoda impress ho jaati hai ki usne maaji (Sandhya) ki itni seva ji hai jab ki koi zaroorat nahi thi.

Sandhya bhi man mein: kaash mera pati bhi aisa meri madad karta..woh to bhadwa aur sharabi nikla…Raju sach mein meri itni madad kar raha hain jab ki zaroorat bhi nahi tha..

Yehi soch mein uske aankhon mein aasoon aa jaate hain jise Ratna dekh leti hai.

Raat ko normal hone ke baad Ratna Sandhya ke kamre mein jaati hai aur poochti hai ki woh kyun ro rahi thi. Sandhya kehti hai ki Raju ne uski itni madad ki hai aur woh use bahut khush hain aur uske dil mein Raju ne panaah le liya tha.

Ratna use gale laga leti hai aur kehti hai ki Raju ne jo kiya, usmein koi alag baat nahi hain…

Ratna use kuch aur baatein kar ki apne kamre mein chale jaati hai.

Sandhya ko theek hone mein 2-3 din aur lag jaate hai aur in 2-3 dinon mein Raju uski bahut madad aur dekhbaal karta hain..jab bhi Sandhya ko chalne mein takleef hoti hai to Raju usko sahara deta hai…har baar woh (Raju) uski (nangi) kamar par apna ek haath rakh kar Sandhya ko chalne mein madad karta hai..Raju jab uski kamar par haath rakhta hai to Sandhya mud kar uski aankhon mein dekhti hai aur halka sa muskuraa deti hai..in 2-3 dinon mein Sandhya Raju se bahut khush hoti hain ki usne uski itni madad ki aur dheere dheere us par pyaar aane lagta hai.

Wahi doosri taraf Aaru bhi Raju se bahut khush ho jaati hai ki woh ghar mein sab ki dekhbaal kar raha hai. Woh bhi in 2-3 dinon mein Raju ko rijhaane ki koshish karti hai..jab bhi uske pass se jaati hain to apni gaand matkaate hue jaati hai…use chai dene ke bahaane kuch zyaada hi jhukti hai jiski wajah se 1-2 baar uski saadi kaa pallu gir jaata hai aur cleavage se jhaankti hui chuchiyaan Raju ko nazar aati hai…..Woh yeh bhi mehsoos karti hai ki in sab harkaton ki wajah se Raju ne ek baar bhi uski taraf nazar nahi daala…yeh soch kar uske honton mein ek kaatil muskaan aa jaati hai.

Agli Subah…

Aaru phir naha kar sexy ada se chalte hue Raju ke paas se guzarti hain..

Uske nahane ke baad Raju bhi nahane chala jaata hai..

Jab woh bathroom mein jaata hai to maile kapde ek basket mein rakhe hue hai lekin ek chhoti panty farsh par padi hui dikhti hai..usko dekh kar uska man bhi machal uthta hai aur utha kar sochta hain ki kiski hogi…usko soonghta hua aahein bharta hai..sochta hai ki khusbhu kitni acchi hain…sochte aur soonghte hue mooth maarta hai aur naha kar bahar aa jaata hai.

Raju phir bhi Aaru ko ignore karta hain aur apne kaam mein busy ho jaata hai aur khet chala jaata hai.

Dopahar ko Aaru uske liye khaana lekar khet mein uske paas jaati hai. Use dekh kar Raju thoda surprise ho jaata hai lekin kuch nahi kehta.

Dono khaana khaane ke baad Aaru Raju se kehti hai..

Aaru: Raju, usdin maine jo kiya shayad thoda galat tha.

Raju: nahi..

Aaru: tumne maaji ke liye jo bhi kiya, woh mujhe bahut accha laga..aur jaise tumne kaha tha…main tum mein Ravi ko dekhti hoon. Mujhe vishwaas ho gaya hai ki usdin tumne jo kiya woh vaasna nahi tha.

Raju: tumhe aise kyun lagta hai?

Aaru: Agar vaasna hota to shayad tum in 2-3 dinon mein mujhe andekha naa karte…aur shayad mujhse milne yaa chhed kaani zaroor karte..maine bhi tumhe rijhaane ki koshish ki..lekin tumne aisa kuch galat nahi kiya jisse mere man ko thes pahunche. Mujhe bhi laga ki tum us din sahi the.

Aaru: tumhe iska inaam main doongi tumhe..

Raju: matlab? Samjha nahi

Aaru: samajh jaaoge…thoda intezaar karo…kehte hain naa ..intezaar kaa fal meetha hota hain.. …aur ankh maar deti hai.

Yeh keh kar Aaru wahan se apni gaand matkaate hue ghar ke liye nikal jaati hai. Aaru bhi bahut dinon se pyaasi thi aur use ab laga ki yeh hi sahi samay hai apni aag ko bujhaane kaa..

Raju kuch sochta hai aur woh kaamya se milne uske ghar chala jaata hai.

Thakur ke Ghar:

Woh Kaamya ke kamre mein jaa kar dekhta hai to dekhta hai ki kamra khaali hain…phir thodi der baad Kaamya bathroom se naha kar baahar aati hai to Raju usko dekh kar chakra jaata hai.. (aur pant mein tamboo bhi ban jaata hain)..

Naha kar khule aur geele baalon mein aur sirf sexy blouse aur petticoat mein Kaamya bahar aati hain…use pata nahi tha ki Raju aa jaayega…

Kaamya use dekh kar halki se cheek nikal jaati hain…

Raju apna chehra ghuma kar thoda door jo jaata hain…

Kaamya usko bahar wait karne ko bol kar apne kapde pehen leti hai..

Raju jab wapas kamre mein aata hai to dekhta hai ki Kaamya ek sundar saadi mein bala ki khoobsurat lag rahi thi…woh uski taarif karne se ruk nahi paata aur kehta hai..malkin aap bahut khoobsurat lag rahi ho…

Kaamya thodi sharma jaati hain…(kaamya ki berukhi zindagi mein yeh pehli baar tha ki kisine uski taarif ki thi) aur poochti hai ki Raju wahan kyun aaya..

Raju: 2 din pehle jab aapne mujhse madad maanga tha..to main soch mein pad gaya tha…bahut sochne ke baat nirnay liya ki aapki madad karoonga aur aapko us Thakur se mukti dilaaonga..

Raju: lekin yeh main kaise maan loon ki aap mujh se sachmuch mein Thakur se bachaane ke liye bol rahi ho aur yeh Thakur ki koi chaal to nahi hai.

Kaamya: agar aisa hota to main tumhe mujhse milne ke liye chhup ke se kyun bulaati?

Raju: baat to sahi hai phir bhi mujhe kuch gadbad lag raha hai.

Kaamya: nahi..koi gadbad nahi hain…mera vishwaas karo…mujhe yahan se nikal lo..tumhe jis tarah ki madad chahiye to woh main karne ko taiyyar hoon.

Raju: theek main..maan leta hoon…lekin agar aapne kuch galat kiya aur mujhe fasane ki sochi to mujh se bura koi nahi hoga…main jitna accha hoon…utna bura bhi ho sakta hoon.

Kaamya: haan…main samajh sakti hoon tumhaare vichaaron ke baare mein.

Raju: aapki madad ke badle mein mujhe kya milega?

Kaamya: kaatil nigahon se use dekh kar kya chahiye tumhe

Raju: Woh bhi Kaamya ko thoda laalchi nazar se dekhta hai…dekhta hain ki woh kitni sexy lag rahi hain…sundar chehra, uthi hui (aur shayad unchui chuchiyaan)…ekdum sapat aur gora pet…abhi to kuch nahi..but waqt aane par maang loonga

Kaamya: theek hai.

Raju: theek hain…main kuch sochta hoon aur aapko batata hoon ki aage kya aur kaise karna hai.

Kaamya: main intezaar karoongi..aur thoda jaldi karna..mujhe yahan ghutan hoti hai aur narak jaisa lagta hai yahan.

Raju: theek hai.

Raju: accha..main ek baar Thakur ka kamra dekh sakta hoon kya? (Kaamya ko pata nahi tha ki pichli baar Raju uske kamre mein ghus gaya tha).

Kaamya: kyun, kya hua?

Raju: kuch nahi..ek baar dekhna chahta hoon..shayad kuch kaam ki cheez mil jaaye..

Kaamya: theek hai..

Raju phir dheere aur chupke se Thakur ke kamre mein jaata hair aur savdhaani se kamre ki talash karta hai..

Kuch khaas to milta nahi hai lekin use gaanv waalon ke zameen ke kaagzaat mil jaate hai..

Unhe dekh kar wahin par rakh deta hai lekin use pata chal jaata hai ki Thakur ne gaanv ke bahut logon ki zameen girvi mein rakh li hai aur unke kaagzaat bhi uske paas hi hai.

Raju sochta hai ki woh kaagzaat bhi Thakur se waqt aane par nikal lega aur gaanv walon ko bhi mukti dega..

Woh dekhta rehta hai to use kisi ke aane ki aahat hoti hain…

Woh jaldi se bhaag kar bahar aa jaata hai aur Kaamya ko bol kar chupke se nikal jaata hai.

Aane waala (waali) shaks aur koi nahi balki Thakur ki behan thi.

New character entry:

Name: Mala , Age 35 yrs, fig : 34/26/34

Thodi ghamand hai usme lekin Thakur ke muqaable thode acche sanskar aur bahut chudakkad aurat..aur mast figure….

Please complete the required fields.