Update 72
Ejaaj school se aagaya hoga, aur mujhe ghar na paakar kya soch raha hoga..?
Wo naujawan khada hua aur bola – ab is waqt apne ghar jaakar kya karogi Rukhsana Begum..?
R – ye kya kah rahey ho tum ? mere shauhar bhi ghar pahunchne wale honge.. mujhe wahaan na paakar na jaane kya – 2 sochne lagenge…?
Chalo ! jaldi karo, ab aur jyada der karna munasib nahi hoga…
Naujawan ne badi rukhayi se kaha – to kyon na tumhare shauhar ko bhi yahin bula liya jaaye..!
Rukhsana uske badle huye tewar dekhkar ekdum chonkte huye boli – Kyaaaaa..??? kya kaha tumane…?
Wo bhaunchakki si us naujawan ki surat dekhti hi rah gayi……jo ab khada khada uske saamne muskara raha tha…!!!.
Raat ko jab Abdul sattar gani urf Gani bhai apne ghar aaya to uska beta ejaz ghar mein akela tha, uska bodyguard bahar ahaate mein mustedi se tainat tha.
Bete ne jab apne abbu ko dekha to wo rote huye daudta hua aaya aur uske pairon se lipat gaya.. – abbu..! ammi kahaan hai..?
Gani ko apne bete ke muh se ye baat sunkar ek jordaar jhatka laga – kya..? wo yahaan nahi hai..? to kahaan hai, tumhein nahi pata wo kahaan gayi..?
Ejaz – subakte huye.. nahin, me jabse school se aaya hoon, mujhe wo yahaan nahi mili….aur dekho na abbu, ab to raat bhi ho gayi, abhi tak nahi aayi wo… kahaan chali gayi..? uuhh..uuhh..wo aur jore-2 se rone laga.
Gani ne wahin jamin par baith kar apne bacche ko apne seene se lipta liya aur uski peeth par hath ferkar use chup karate huye soch mein doob gaya.
Uske dimaag mein anjani aashankaon ka bawandar sa uthne laga. aakhir rukhsana gayi to gayi kahaan..? kahin wo us din wale gunde to nahi…?
Usane apne gurgon se bhi is Vishay mein puchhna uchit nahi samjha, kahin baat galat roop na lele..? use apni neta wali chhavi ki bhi chinta thi.
Ho sakta hai apne kisi ristedaar ke yahaan, ya kisi saheli ke ghar chali gayi ho, uske mann ne jhuti tasalli dene ki koshish ki, lekin fir khud hi use khaarij bhi kar diya..
Nahi-nahi..!! rukhsana itani bhi gairjimmedarana harkat nahi kar sakti ki apne bete ko bhi bina bataye kahin chali jaaye..?
to.. !! to fir aakhir gayi kahaan..? kya mujhe police ka sahara lena chahiye..?
haan ye sahi rahega ! aur wo ismein bhi rajneetik fayda dundhane ke baare mein sochane laga.
Abhi wo police ko phone karne ke baare mein soch hi raha tha ki uska phone saamne se ghanghanana utha.
Mobile ring ki awaaj sunte hi wo ekdum se uchhal pada, mano kisi garam tave par gaand rakh kar galti se baith gaya ho..?
use is baat ki to koi ashanka hi nahi thi.
Usne lapak kar phone uthaya aur bola- h.h.hello kaun ..?
Sattar miyan..! kaise ho..? apni bibi ka intezar kar rahe ho..? dusari or se kaha gaya.
Gani – kkkon bol raha hai..? aur tumhein kaise pata ki meri bibi ghar par nahi hai..?
Naujawan rukhsana ke hothon par apne ulte hath ki ungali ferte huye bola – kyonki wo is samay mere pass hai..!
Gani – kya..? ?? kyon ?? tumhare pass kaise hai wo..? kon ho tum, aur kahaan se bol rahe ho..?
arey baap re…! itane saare sawal ek sath.. ek-ek karke puchho sattar miya.. usne rukhsana ke gadaraye huye badan par hath ferte huye kaha, jo is samay uske pass hi sofe par baithi thi,
ye deegar baat thi, ki is samay uske hath bandhey huye they…
us naujawan ne aage kaha – meri yadadast thodi kamjore hai sattar miyaan, bhool gaya to ek bhi baat ka jawab nahi de paaunga, fir tumhein tumhari biwi ka pata kaise milega ?.
Gani – meri biwi tumhare pass kaise hai pahle ye batao..?
Naujawan ne uske aamon ko jorse masalte huye kaha – wo mujhse chudawane aayi hai, ab tum to usko chodate nahi ho,
bahar ki randiyon ke sath muh maarte firte ho, to bechari kare to kya kare, mere dumdaar lund se chudke mast ho gayi hai…baat karna chahoge usase..?
Gani – kya bakwas kar rahey ho tum..? hosh mein to ho ? jaante tum kisase baat kar rahey ho..?
Naujwan – bilkul hosh mein hoon, aur ye bhi janta hoon ki kisase baat kar raha hoon..? achha lo apni begum se baat karo..!
Kuchh der ke baad Rukhsana ki awaaj sunayi di, wo rote-bilakhte huye khud ko usase bachane ki baat karne lagi,
jab Gani ne usase puchha ki wo wahaan kaise pahunchi, to usane baat ko gol karke jabardusti khud ke kidnep hone ka bahana bana diya.
fir gani ne puchha ki wo is samay kahaan par hai, isase pahle ki wo kuchh batati, naujawan ne phone uske hath se chheen liya,
aur fir usne gani ko jo dhamkaya, patthe ki sitti-pitti gum ho gayi aakhir mein usane puchha.
Gani – ab tum kya chahte ho..?
N – dekh bhai, teri biwi ki chudayi ki mast CD banayi hai mene, tu dekhna chahe to me bhej sakta hoon,
aur agar tu nahi chahta ki ye cd sarvjanik ho, aur teri biwi bhi tujhe sahi salamat mil jaaye to 50 lakh ka intezam karke rakhna kal sham tak, varna tu itna to samajhdar hoga.. ki kya ho sakta hai ?
me tujhe ab kal phone karunga, aur sun police-wolice ke chakkar mein bhool ke bhi mat padiyo.
Udhar jab us naujwan ne phone cut kiya to rukhsana ne ruanse swar mein usase puchha – ab to batado ki tumne aisa kyon kiya..? humne tumhara kya bigada hai..?
Naujwan ne uske raseele hothon ko apne anguthe se ragadate huye kaha – bata dunga meri jaan..! sabar kar ! Sab kuchh bata dunga..!
Abhi wo ye baatein kar hi rahe they ki tabi darwaja khatkhate ki awaj sunayi di.
Usane aage badh kar darwaja khol diya, saamne wahi dono khade they, jo ab us naujawan ke gale mil rahey they.
Ander aakar unhone kuchh packet jo wo bahar se lekar aaye they, unhein center table par rakh diya. Aur sofe par baith gaye jahan wo dono pahle se hi baithey they.
Unki batcheet mein abhi tak unhone ek dusare ka naam nahi liya tha, bas sanketik shabdon se hi kaam chala rahey they.
Fir unmein se ek aadmi ek packet lekar store room ki or chala gaya,
wahaan jaakar usne us qaid kiye huye aatankwadi jo ab ekdum theek ho chukka tha, use khola, aur usko khana diya.
Udhar us naujawan ne bhi khana nikala, rukhsana ko diya aur khud bhi khaya.
Wo thoda nakhare kar rahi thi, lekin fir maan gayi, kyonki bhukhe rahana kisi bhi suratehaal mein uske liye faydemand nahi hota.
Dusare din dopahar ke baad us naujwan ne gani ko phone kiya, jab usne bataya ki wo taiyar hai paise dene ko bolo kahaan aur kab aana hai,
to usane jagah kaa naam aur samay bata diya aur sath hi sath hidayat bhi di ki agar koi chalaki ki to biwi to hath se jaayegi hi,
wo bhi itna badnaam ho jayega ki kahin muh chhupane ke kaabil nahi rahega.
Sham sade 6 baje, jab suryast ho raha tha, wo naujawan aur ek bande ne us qaidi ke hath-pair bandhe aur muh par ek tape chipakar rukhsana ki bina najar mein aaye use gadi ki diggi mein daal diya,
dusare bande ko rukhsana par nazar rakhne ko chhod kar wo dono use lekar nikal gaye.
Sham 7 baje ek kale rang ki scorpio bharol station ke pass wale ujaad aur toote-foote road par aakar ruki, abhi usmein se koi bahar nahi aaya tha,
usmein baithe gani ko phone aaya aur usko pass ke hi bandh pade mill ke andar gaadi lejane ko kaha,
scorpio factory ke tute-foote gate ke andar chali gayi.
Phone par lagatar instruction mil rahey they, dekhte-2 scorpio factory ke peechhe ki or bane loading compound mein pahunch gayi aur khadi ho gayi.
Usmein se gani bhai ek suitcase lekar utra, uska driver gaadi mein hi ruka raha,
tabhi phone par fir se dahaad sunai di ki driver ko gaadi lekar wapis bhejo..!
ye sunkar gani hadbada gaya, aur bola- fir me wapas kaise jaaunga..?
awaaj aayi- phone karke baad mein bula lena, abhi usko yahan se dafa karo.
Gani ne driver ko jaake kuchh bola, ek minute ke baad hi scorpio wahaan se chali gayi aur us area se door ho gayi.
Gani ko instruction di ki wo andar jaakar wait kare.
Do minute ke baad usi jagah par ek sudan car aakar ruki aur usmein se wo naujawan utra, dusara banda kahaan gaya hamein bhi pata nahi chala.
Us naujawan ne gaadi ki diggi kholi aur us qaidi ke pairon ki rassi khol kar use bahar nikala aur ski baju pakadke ghasitate huye andar le gaya.
Gani is samay ek hall jaise ahate mein khada tha, andhera ghirne laga tha, fir bhi itani roshni thi ki sab kuchh nangi aankhon se dikhayi de raha tha.
Gani ko apne peechhe kuchh aahat sunayi di to wo palta, aur jaise hi uski nazar us aatankwadi par padi.. wo uchhal hi pada..…tummm..!!!….

Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.