Reading Mode

update 239
ab aageee
…………………………….

Aaradhya ghar se vapas laut aayi…..

Sare saman baba k nirakshan me vyavasthit Kiye ja rai tee..
Baba ne aaradhya ko akele me lete gaye..”beta kuch pata laga vo sanju ka …kuch khabar..”

“Nai baba..”
Baba ek thandi aah bharkar rah gayee..
“Baba maa se milli mai..”aankhe chalchalla aayi aaradhya ki..
Baba ne sinne se laga liya aaradhya ko..

“Beta mere sath jo hona hai ho jane de tu ja chali ja yaha se isse pahle ki tera ye baba firr se vachan me bandh jaye..”
“Nai baba mai aapko chor k akela nai ja sakti ..maa ki b yai marji hai…”

“Beta vo mamta me majbur hai…..kaltak tu nai janti ti ki tu jo karne ja rai hai vo kaunn..hai par ab tere liyee ye bhut muskil hoga abi b waqt hai man ja..”

“Nai baba aap ko chor kar kaise chali jau par aaj pahli baar ye duva rahegi bhagwan se ki mai asafal rahuu…”

“Aree baba kaha rah ggaii..chaliyee sam honne ko aayi hai..”
Ramjih ki awaj aayi..
Idhar sujay kuch deer pahle hi gab pahucha sam k 6 baj chuke te…sabse pahlle vo ghar ja kar sabse milla par na usne btaya ki vo kyu aaya hai..na ghar vallo ne hi kuch btaya..

Sujay b baat ko parde me rakhna hI uchit jana..vo ghar se. gav me ghumne ka bahana kar ramjih k ghar ja pahucha..

“Aree ooo chotka nana ….marde kenne ha ho…..”sujay ko sab awara crimnal k ruup me hi jante ..te..jisse ghar parivar se koi lena dena nai..

Image ki jaan much kar aaisi band baja rakhi ti sujay ne ki kaho hi mat..
Aalam ye ta uske rahte bacho ko b koi akella na chore ..nai toh bacho ko fusla kar chunna lagane me khub mahir..

Yaha tak ki sanju tak ko nai chora ta sujay ne..usse ek baar bahla kar kaha lao ye purana mobile nai mobile bas turant la dete hai..

Par vo mobile lekar nikla tab firr kahe ko darshan b dene jaye..

To be CONTINUED

Please complete the required fields.