Reading Mode
update 180
ab aagee
………………
subah dono ki halat thori patlii thi bhabhi meri chal dekh has detii….

takriban 12 baje tak sare kaam karne k baad maine bhabhi se wo baat kahi jiske liye mai aaya tha ….bhabhi mujhe apnne sath pichee ki kamree ki traf leti gai aur waha sanduuk ko khol uske newche k sirre me kuch mouzer aur sixer maijud the sath me bullets v …..

usme se ek mouzer maine le lo…. bhabhi ne b ek mouzer aur choti sixer utha rakkh li..apnee pass….

iss samai wai wo apne jane manne andaj ujali shirt aur denim ki blue jeans pahnne thi…bal khulle jo jadatar wo rakha karti wai hatho me khanakti churiya ….yai tha bhabhi ka ruup iss waqt

ham bhaiya se millne jail me gaye …jaha paas hi rocky dada b kissi sebaat karne me laga tha ham bhaiya ka intjaar kar rahe the…

rocky ki najar mujh par pari…firr bhabhi p ye wai rocky tha jiski jharap mere sath jail me aate aate hi hui thi..jiska bhai yaha ka mla tha…kal hi wo jail se chut b raha ta…

uska wakil kuch kannoni prakiryaye puri karne me laga ta..

usne aankho k issare se hamari traf bhabhi p issara karte huwe apne sathi se pucha..

“ye rashmalai kaun hai be…” tabhi bhaya b aa gaye hamari traf…

“aur sanju sab thik hai na…ho gaya kam tera …”

“ha bhaiya ho gaya… chal thik hai ..aur kuch koi b kaam ho toh teri bhabhi hai hi ye sab sambhal legi …kyu sri mati ji sahi kaha na…”

bhabhi muskura bhar di…

“sanju wo bahar bag me se wo dabi lete aana …”mai bahar palat kar jane laga halki chaal me larkharat merei b ti…’

“lagta hai ache se swagat kiya hai bhabhi ne…” wo haste huwe kahe

ab unhe kya kahta kiss trah ka swahat aur kya huwa kal rat..mai nikla bahar

dono miya biwi lag gaye apne afsanne ..me..

wai rocky ka dhyan bhabhi p tha bhaiya apnne ek sathi ko bulaye tabhi unki najar ghurr rai rocky p gaii…

jo bhabhi ji k chuchiyo aur nitamb ko kha jane wali najro se ghurr raha ta…

bhaiya ka chehra dekhte hi dekhte dahakne laga …

wo waha se badhe hi the uski traf ki bhabhi ne rook liya …

“ummm kaha ja rai ho….”
“aaya mai ruko tm …”wo badhe hi the ki bhabhi ne hath unka tham liya
wo b sab samajh chuki ti aur ye nai chaahti ki koi bawal ho aur bhaiya ki saja aur badh jaiye…

“unhone na me sar hillaya …..”
“ja be bibi k paalu me ghus ja bada sher bnta hai…”rocky hasta huwa unko uksaya …

sujay bhaiya bhabhi ka hath jhatak uski traf ja kar gaal p ek tamacha khich diya …dono ek dusree ka collar pakar liye…

tabhi mai b aaya par ham toh kuch kar nai sakte the…

baki kaisi bich bachao me aa gaye…

par rocky jate jate bolta gaya bara mahanga parega tujhe ye tafpar…yad rakhna….”

bhaiya gusse me hi hamari traf aaye….

gusse me aankhe surkh laal ho chuki thi …

“pagal ho gaye ho kahi b suru ho jate ho do mahine me beell hone wali hai agar latak gai na toh pare rahna bhitar….”

“dekho mera dimag mat khao pahle hi dimag garam hai mera saale ko batata hu ache se andar ja kar…tm log jao ab yaha se…”

wo palat kar andar jane lage…

“sanju tmhe meri kasam hai kuch b nai karoge idhar aao…”
bhaiya gusse me daat piste huwe bhabhi par chikh paree…

“tmahara toh muh tor dunga kisi din mai baat baat p kasam pallu me chupa kar rakh lo mujhe bada acha lagega …..”

bhabhi bas kuch nai boli sant unki baate sunti rahi kab bhaiya kuch sant huwe…

“bas itna hi bharosa hai mujhpe…koi aaise hi hath laga kar chala jaiega mujhe ummm”

bhaiya ka gussa kuch kam huwa…

“tm na ye baat baat p jo kasam deti rahti ho na sudhar jao ..nai toh muhh toor dunga sach kah raha hu….”

bhabhi bas unhe dekhti hui muskai ja rai ti…

“ab ye daat dikhana band karo…badi hasi aa rahi hai…”

“hayee gusse me kitne pyaree lagte ho….”wo unki naak pakar khich di bhaiya b has diye dono ek dusree ka hath thame ek disree ki aankho dubte ja raii the ki mai daba pakre khara ta

“uhhuhuuhhhhhhuuu”mai khasa. tab ja kar dono hosh me aaye ..dono jhep kar has rai the..

sanju tu apni bhabhi ko sath me hi lete ja waise b nani aur mami nai mille hamari janeman se mill b lenge..

ji bhaiya

acha suno meri bahan b hai uske loye kuch leti jana ..

iski koi jarurat nai hai bhaiya…

tu chup kar mai apni bahan k liye kah raha hu…

“tm nischint raho mai sab kar lungi…”

“thik hai ab tm log niklo jaate jaate sam ho jaiegi…”

“tm b khayal rakhna apna aur apne gusse p kabu rakho koi mujhe hath b nai laga sakta …”

“mujhe malum hai meri ma ki tu sherni hai ..ab ja mai thik se rahunga..”

bida hote waqt dono ki aankho me pani tha ye aasu b ajib hai bas mauka dhundhte hai chalak aane ka

to be continued…..

Please complete the required fields.