update 159
Ab aagee
……………….
Bhoor ho chuki ti..bas thora andhera ab b ta sanju aangan me hi raat ka soya ta bua ne chadar odha di. Ti
…ghar me ssanju aur choti pari k alawa koi b naii…ta..
Pari ki nind khuli toh maa ko pass na dekh rona suru kar di….wo kissi trah bistar se latak kar dusre kamree me gaii rottee raottee mama mama karti par waha b koi nai…
Khat par pari ki najar pari jo chadar tan kar fof kat raha ta.abi b
Pari dheere dheere mama mama karti waha gaii aur ja kar chadar khichne lagi ..
Ek baar chadar neeche huwe toh sanju firrse upar khich palti maar kar so gaya…
Pari aur joor se ronne lagii…wo fir se nanhi hato se sanju ko mamama mama karti uthanae lagi toh sanju ki nind khul gaii…
“Tatu mama….”…sanju uth kar good me utha liya pari ko..”alle kya huwa meri bettu ko ro kyu rahi hai…”
“Mama …k pass jana hai…”
“Hmm mama k pass jana hai cahcha k pass nai rahna …”
“Nai mama ….”.
Chup chup rona nai abi khojte hai aapki mama ko ..sanju pari ko good me lekar saree ghar me khoj liya par koi tha hi nai ..tabhi sanju ko dhyan aaya sab toh subah kheto me gaye honge…
Kya karu hmm dudh pilla kar dekhta hu kahi chup ho jaiye……
Sanju ek glass me dudh le kar pillane laga par parI muh idhar udhar kar deti aur jorr se ronne lagi…
“Aree chup ho ja meri maa ….kya karu kaha fass gaya yaar subah subah …”
Bacha ko sambhalna kitna mushkil hota hai ye ab ja kar pata chal raha ta. Sanju ko…
Pari ko good me liye sanju chat p aa gaya ..khetoo me dekhne laga ki kahi bhabhi dikh jaiyee..

