update 139
ab aagee
………………
kuch deer toh shanti ko jhatka laga wo khud ko shant karti rai..
bhabi jab aapko yah sab malum hi hai toh kya aap ye naijanti ki mai ye kyu kar raihu…
shanti ka lahja ekhare huwejuwari ki trah ta..
janti hu parek baar socho ye samasya itnibari kyu ho gaii…..shipra shanti ko ghurti hui boli.
janti hu bhabhi par jab jab maine batya hamesa kuch galat hi huwa…pahle shyam fir bare bhaiya…
aur firr meri bemail sadi isi ka natija hai…
har pall marti rahi hu mai aur mai kya karu meri video unlogo ne bna rakhi hai..agar wosabke hath lag gaii toh raha sha jo kuch b hai wo b khatm hojaiega..
shanti shipra ki traf dekhti huiboli…
tmhe malum hai tmhara istmalwoo tmhare ghar k khilaf hi wokar rai hai tmhare chote bhaiya ki b jaan unhi logo ne li hai tmhari badaulat tmhari bhatiji ki ijat lutne wali titmhari galti kkaran wo toh kismat ne sath diya aur wobachi rah gaii.. pqr kqb tak sathdeti rahegi kismat..
nqi ye jhuthai maine bhaiya konai marwaya …mai kasam kha kar kahti hu ..maibhala apne hi bhai ko marna kyu chahungi aaisa iljam toh mat lagao bhabhi marna hai toh mar domukt kar do mujhe aaise jivan se jinna b nai chahti mai par maine bhaiya ko nai marwaya nai marwaya..ro pari shanti saalo ko gubaar aankho se bah nikla….jinhe na jaane kab se rook rakha ta shanti ne..
maai janti hu tmne ye nqi kiya shanti mgar wo tmse hi jankari lekar ye sab karte toh rai hai na
shipra k ye kahna shqnti dill ko chalni chalni kar diya
bhala mai kaise aaisa kar sakti jiss hath par rakhi bandhi jinhone har pag p mera sath diya ho unki maut karan mai hu ..ye mujhse kya ho gaya .bhabhi sab kuch mai apni ijaat k liye sahti rai hu…par apne paribar ka bura mai kabi nai chahi bhale hi mere sath nainsafi kiya hai kismat ne par ab mai naikarungi….
shanti uth khari hui….
ab aaisa nai hoga jo hona ta so ho chuka bhale hi mai badnamsai par ab nai..shanti bahar jane hi lagi ti
tahro shantii…shanti k badhte kkadam thithak gaye.aankho me swal the ki kya kahna chahti hai ab
aaj tak tumhara istmal unn sab ne kiya hai ab tum unka istmal karogi
….
iss larai me tumhe sanju k sath khara hona hoga …uska rasta dikhana tumhara kam hai…
ye aap kya kah rai hai bhabhi aaap jab hotoh meri jarurat hi kya hai…
ha mai hu par kab tak rahungi kah nai sakti larai me aksar admi apnose hiharta hai …
yai meri vidambna hai tm nai janti par hai kuch baat aaisii..
shipra kahti rai..
aap saaf saaf btaiye…..bhabhi
kevat ko janti ho..shanti ne ha me sar hillaya …uski beti ko dekha hai na…ha ek do baar milli b hu…par kyuu
wo kewat ki beti nai tmhare bhaiya ki aur meri beti hai..
kya shanti ko viswas nai ho raha ta…
hmm aur wo ek hawan karne wale hai iss amavasya ko…
shipra ne kaha
ha suna hai koi shakti pane k liye kar rai wo…
wo shakti koi aur nai mai hu….meri shakti prapt khatm karna chahte hai wo…aur mai kuch nai kar sakti…
shanti ek dam sebaukhla gai…
ye ye aap kya kah rai aapko rokna hoga aap toh itno shaktisaali hai rokiye yesab
kuch nai kar sakti ye meri vivasta hai shanti kisse larungi apni beti se uski jaan lungi jisse janm
diya haimaine
bahu yekya kqh rai ho ..unhe pata hi nai chala maa ji kab andar aa gaii..
shiprakiankho me asu te…
to be continued….

Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.