update 138
ab aagee
……………..
nai geeta ma8 nai rah sakti…..par sayad wo samai b aayega jab ham sab sath hoo..shipra k ankh nam ho gaii tee..
thik hai di jaisa aap thik samjhe par ek baat aur hai aap ko toh sab pata hai…geeta ne kaha
mai janti hu geeta tum kya puchna chahti ho….yai na ki Jo kuch hamlogo k parivaar k sath ho raha hai insab k pichee kaun hai…
geeta ne sar ha me hilla diya ..baki sab b chachi ko dekh rai the ki tabhi shanti aa pahuchi…
shanti ko laga koi hongi…
ye sab k pichee krishna aur ramjih ka hath hai…
shanti ka chehra fak par gaya…
wo utkar waha se jane hi lagi ti ki ..ruko shanti…in sabko pata hai jo tmhare sath biit chuka hai..
shanti swaliya najro se shipra ko dekhne lagi…
maa ji ne shanti ko apnee bagal me baitha liya …tere sath itna kuch hogaya aur mujhe bataya tak naii…
shanti ki aankhe dabdab aayi..aap sab ko ye kaise pata ki mere sath kya huwa hai…
mai bilkul thik hu..
tum mujhse kuch nai chipa sakti ho ..shanti..shipra gambhir lahje me boli..
sshanti kabi maa ko toh kabi shipra ko dekhti…
maa ye kaun hai…shanti aascharya se shipra ko dekhti hui boli..
ye trri sabse badi bhabhi hai…styanan ki patni..
shanti ko toh manno yakin hi nai ho raha ta…
aaisa kaise ho sakta hai bhaiya ne toh kabi kaha hi nai..
shanti shipra ko dekhti hui boli..
ye baat bas mujhe malum ti…maa ji ne apnee assuo ko saaf karte huwe kaha ..kyuki ye ek jinn pari hai…
jinn parii ….shanti ka room room sihar utha..
daro nai shanti mai kuch nai kar rai hu..
maa ji aap sab jaiye mujhe jara shanti se akele me kuch baat karni hai..
sab shipra ko dekhne lagee…
par fir bahar nikal gaye sab k man me yai swal ta akele me kya baat karni hai..
shanti dar se kaap rai ti..
shanti tm ye kya kar rai ho kinka sath de rai ho tm..?
shanti ka chehra dar se pilla par gaya ..
darro mat ye baat kisi ko pata nai..mai yeb janti hu tm iss waqt kaha se aa rai ho aur kya karke aa rahi ho..
tnhare parivar ko bas adha sach btya hai maine…
to be continued..

