update 137
ab aageee
…………………
sab meri traf dekh rai tee aur mai asmanjas ki isthiti me chachi ko dekh raha ta..
unka isara mai samajh hi nai pa raha ta par chachi ko jab pahli baarvdekha ta tab se hi yah lag raha ta ki maine ye chehra ya isse milta julta kisi ko dekha hai…
chachi k chehre p halki muskan ti pata nai kya soch kar muskura rai ti woo..
mai kuch madad karu…chachi ne firr se kaha..
mai murkh ha me sar hilla hi diya
tumhari jeb me jo payal hai usi ki hai…sab muh faare mujhe dekh raii te aur mai hairat se chachi ko..
k…kkya…bas itna hi nikal paya w..wwooo meri didi hai…jaban haklane lagi…
sanju tmhe aaradhya ka payal kaise milla ..maa ne pucha ..
buri trah fas gaya ta mai..kahu toh kya kahu..wahi chachi hash raii tii ..
sab chachi ko dekhne lagee…
mai apnne aapko kos raha ta ki ye mere sath ho kya raha hai dill aata b hai toh apni hi bahno par pahlle di aur ab aaru di..
mai kuch bolu sanju ..chachi ne fir kaha..mai unki yraf badi dinn najro se dekh raha ta ki nai chachi pls nai
par unhe aaj kaha fark parne wala ta badi maa ne kaha boliye na di..
mai saram se najre niche kar liya wai didi aur bhabhi mijhe ghurre ja raii tii..
darasal baat ye hai ki…mai aaya chachi bahar se mai uthkar bhaga chachi ne kya kaha wo sunne bagair…
…………..
shipra piche apnee bhatijee ka yu bhagna dekh has parii…
bol na bahu kya huwa…
maaa ji sanju aaru ko chahta hai….
ssab k sab has paree…par maa gambhir tii…aur di b …
par shipra ki paini najar priya p hi garii ti..kyuki uske man ko thes laga ta..wo kuch na boli na muskai bari hi gambhir khari ti wo waha se dusree kamree mechali gaii…
shipra man hi man muskura di…
geeta …”nai ye nai ho sakkta sanju ko samjhana hoga…wo uski bari bahan hai…”
shipra ne geeta k hatho p hath rakh kaha..geeta usse ye baat aaj pata chali hai..pahle wo apne risto ko janta kaha ta..
par fir v ye nai ho sakta..geeta chintit ho uthi..
kuch chijo ko samai par chor dena sahi hota hai geeta itna mat socho..shipra ne geeta ko samjhaya..
ha di sahi kah rai hai ..geeta kavita ne b shipra ka sath diya ..
aaj dadi bhut samai baad khus b ti thora dukhi b andar hi andar sulag raii ti apni beti k sath huee nainsafi aur apnee bete k sath huyee ghatnao se..
geeta …didi ek baat puchu…
shipra ne ha me sar hilaya..
aap hamare sath nai rah sakti…
to be continued…

Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.