Reading Mode

update 134
ab aagee
…………….
styanan k chale jane k bad shanti bhut ghabra gai pita ji ko kya kahe darwaje p khare ho yai soch raai ti din me hi bhaya ne shyam ko jaan se mar diya aur ab kahi chacha ji unke hath lag gaye toh bhaiya toh bilkul b chorenge nai….kya karu ..nai mujhe babu ji ko bolna hi hoga..

shanti dridh nischaya kar darwje ki kundi kharkhai…

kaun hai maa ki aawaj aayi

maa mai shanti …shanti ghabrai hui boli..
wo b jag hi raii ti dinn ki ghatna ki wajah se chain kaha ta..

kya huwa beta aur tu itni ghabrai kyu hai…kya huwa…

shanti rote huwe bolii maa bhaiya ko rokiyee…

maa b ghabra gai kya hua bata jaldi…

wo gusse me chote chacha k ghar gaii hai abi babu ji ko jaldi bhejoyee…

maa harbarakar jadi se babu ji ko uthai

jaise hi unhe pata chala bina chapal pahne hi dauree. ..pichee pichee maa b chali aa rai ti…

idhar ramjih k ghar pahuch kar…satyanan chilla itha….

saalee kutte bahar nikal…

koi aawaj nai aaaii halaki ramjih ki nind khul gaii ti par uski himmat nai ho rai ti ki bahar nikle …

wo apni patni ko uthata huwa bola dekho toh kya kah raha hai bolna soya hu mai..aur ha darwaja nai kholna…

kya baat hai ji..aap mill kyu nai letee

aree dekh nai rai gusse me hai… tu ja na jitna kaha itna kar.

kaha chipa hai saale chachi k good me ghus gaya kya bas itni hi mardangi hai madarchod bahar nikal

kya huwa ji …sor kyu kar rai hai…aur ye kya baatvhui gaali kyu bak rai hai…

ooo toh chachundar ne aapko bhej diya dekhiye mujhe aapse kuch lena dena nai uss kam8no ko bahar bhejoo…

dekhiye had me rahiyee…kahe deti hu..chachi ne b ghurki di

oo toh ab had me rahu ruko tum dono ki had abi ache se nikalta hun mai …

satayana n ne kiwar par jor jor se laat marna shuru kar diya ..

5ya 6 laat marne p aakhir chaukhat ukhar hi gaii…

ramjih andar danda dhundhne me laga ta ki satyanan dandanata huwa pahuch gaya…

khich kar ek laat mari wo bistar p hi girra

abe sale mar kyu raha had me rah apni
ramjih gurraya

beta aaj sari teri had ache se nikalunga ki tujhe ache se samajh me aa jaiegi had me rahna kisse kahtee hai … sale muhvkaala karte waqt had ka khayal nai raha ta tujhe bhosdike chutiya sale risto ka lihaj b bhul gaya madharchod

stayanan ne ek ghussa nak p mara naak se khun bah nikla ..choti chachi shoor karnee lagi koi hai hai bachao re dekgo musaa ghar me ghus k maar raha hai…

par satyanan p toh khus swar ta…
ghar k aaspass bhir ekhati honi suru ho gaii tii…

satyanan ramjih ko collar se ghasitta hiwa bahar lekar aaya aur bahar patak diya

beta aaj toh tu gaya kam se mujh tak baat ti toh chal b jata tune uske sath galat kar acha nai kiya kaminee …
satyanna ne uske hath ko jorr se pakar apnee laat se daba diya …hath tuut gaii…

ramjih dard se billbilaata huwa gisatnee laga

chachi baar baar roti hui satyanan par jhapatti par usne unhe thel diya wo ja kar khat k paw me takra behos ho gaii.
aas pass wqle pakrne lage satyanan ko par wo ta ki sunn hi nai raha ta

ek laat muh par maara ..muhvse khun rissne laga saale itne ahsano ka ye silla diya hai tune kutte teratoh aaj kirya kram kar dunga .. satyanan ne ramjih ka gaala pakar liya becharee ki ghighi bandh gaii ti.. aankh jaise bahar ko aa gaya ta tabhi babu ji pahuch gaii…

satyana n chorr usse….

babu ji aap bich me mat aao …warna aaj risto ka lihaj bhul jaunga mai ….ye toh aaj bache ga nai merre hatho se

satyanan ko do teen tabrak lagai fir v wo chorne ko tayar hi nai ta…ki maa ji pahuch gaii beta ye kya kar raha hai chor de

nai maa hat ja ye kam mujhe bhit pahle kar dena chahiye ta…

mai kahti hu chor nai toh mera mara huwa muh dekhega tu…

satyanan ki pakar dheeli par gaii…..par gussa shant nai huwa . ..
satyanan ne uske tang ko pakar aaise ghumaya ki thakne p se tang tuut gaii…

saale sari jindgi ab dubara aaisa kam karne se pahle tu das baar sochega…

gav vaale aur pita ji turant raat me hi ramjih ko gari kar asotall k liye nikal paree maa roti hui kossti satyanan ko ghar leti aayi…

kiss janam ka badla le raha hai tu.. kya kiya usne…

mujhse puch rai ho kya kiya usneee jaoo usi se pucho kya kiya hai usne usnee iss ghar ki ….tabhi uski najar shanti p pari jo kari sar na me hilla rai ti ki bhaya apni bahan ko beabruu mat karoo….

shant ho gaya styanan…

ab bolta kyu nai …maa chikhi…

mere jo ji me aai karubga tumhe jo samajhna hai samjho samajh lena ek beta mar gaya tumhara …styanan ghar se nikal gaya khetoo ki traf..

maa ji bas roti usse jate dekhti rahii..

subah pita ji ghar aaye hatas se …

kyavhuwa ji…honna kya hai tumharee laal ne jo aag lagaiyi hai na usme na wo khud chain se rahega na ham sab …

tabhi ..styanan b pahuch gaya waha kapre lene aaya ta wo..

meri fikar mat hi kariye babu ji.. aur kitne dinn wo bachega kal raat app logo ne bacha liya usse par dubara nai bacha paoge mujhse ab ya toh wo rahega ya mai…..chorunga toh nai usse mai..

dekho iss dhitvko jara b akal nai case ho gaya hai ispe attempt to murder ka aur kal wali muder ka b ..

par isse toh koi fikar hi nai..

mujhe uski parwah nai kya huwa haibkya nai bas ek akhrivbaar kah de raha hu abki baarbbich me na aana warna bhul jaunga ki aap mere kuch lagte b hoo…

nikal gaya waha se satyanan shanti iss sabki kusurwar khud ko maan andar ro rai tii ..

par abhi kisko malum ta ki satyanan par khun kyuvswar hai…aur na hi akhilesh te jo bhai ko samjha bhuja kar sant karte…

idhar police b ab khoj karnne lagi satyanan ki …aur wo idhar udhar chipta firr raha ta.. aur ek aur dusman khara ho gaya krishna shyam ka chota bhai jo naksali giroh se ta

ramjih aur krishna dono mill gaye …aur rachi janne lagi satyanan nam k kante ko hatane ki planning…

satyanan firr v ghar pahuch jata maa samjh bhija kar usse bhejti ki tu yaha mat rah …kahi police ya aur koi na pahuch jaiyee…
 

Please complete the required fields.