Update 130
Ab aagee
………………
Satyanan ne waha se jhagra kar chapakalal ko ukhar apnne gav me leta chala aaya shirt fat chuki tii..
Gav vaale bhut jhus tee par indrajeet ji ko ye ghagra karna pasand nai ta..
Ghar me ghuste k sath pahlle ki jo b khusi tii…iss gusse ne bhulaa diya chari se kafi maara ..wo toh maa bich me aa gai aur chota bhai nai toh indrajet ji rukne ka naam hi nai le rahee tee..
“Pata nai ye kambakt kiss ghari paida huva..manhus kahi ka …”maa anchal me apnne bete ko chipa bacha raii ti..bete ko bachane me kuch hathunko b lag gaye anjanne me hi..par hati naii..
Tum hatti ho ya nai aaj isse khatm hi kar dunga
..
“Pagal toh nai ho gaiieee..”..satayanan b jabardastii maa ko hatatae huwe bolle..
“Maa tu hat ja kar lene de inko apnne mann ki…”..chup kar tu..
“Muh lagata hai ..rukk batata hu..”indrajeet ji ne thela ramjyoti ji ko…wo toh akhilesh nepakar liya varna neeche girr jati…
Laat ghusa firr se barsane lagee..
Maa aur bhai bich me aakar firr pakar liyee..”bhaiya aap chalo yaha se..”
“Tu hat …inhe toh bas apna bhai hi sahi lagta hai…kar lene de inko apnne dill ki..”
Satyanan k sarir p jagah jagah chott se neele par gai tee firr v wo jane ka naam hi nai le raha ta ..
Idhar ramjyoti ji apnne pati ko pakare tii…”kya kar rai hai maar denge kya usse …”par ek istribhala kahase mard ki takat ka samna kar pati ..baar barr indrajeet ji lapak raii tee..
Aap hatiyee aaj isse jinda hi nai chorunga..”
Ramjyoti ji apni puri takat se apnne pati ko jakree ti..
Sarii ka palu neeche gira ta par uski koi sudh naii..
“Tu ja na …isse leta ja baua “akhilesh ji ko boli unki aankho me bas aasu te..
“Nai maa mai kahi nai jane wala ..”
“Tujhe meri kasam hai tu ja abhi…”..maa ki kasam se satyanan ka virodh kam par gaya..bhai k sath bahar nikal gaya..
Indrajeet ji gusse me bartan ko eklaat maar khat p baith gaii..
“Usse bachati ho usse dekh lena yai bachana ek dinn kaal banega uska …mai toh dushman hu na tumhare bete ka ..aaj jo gav valee uski tarif kar rai hai na kaal koi uske sath b nai aayega ..
“Kya karu maar du usse lijiye jaiye maar dijiye kar lijiyeapnee dill ki…”hathme chilohi pakaratiwai neeche baith ronne lagii…baap bete k iss gahgre me wo piss raii tii..ek maa bas lachar ti..
Indrajeet chilohi wahi feek khat p Pna sar pakar baith gaii…
“Jao nai kuch bolunga nai karunga kuch tumhare laal ko..par baad me kuch b nai bachega tab bas roti rahna ..”
Kisse pata ta ye baat nikat bhavisya me bhut jald sahi sabit honne wala ta…
Akhilesh apnne bhai ko jabardasti..station tak le jakar badi didi k yaha jane k liye ttrain pakarwa diya….
Satyanan anmane man se chal gaya …
…………….
Samai apni raftar se aage nikalta chala gaya….
Isss bich ramjih ko ye khabar ek tantrik se lagi ki agar kisi trah jinn pari ko apnne vash me kar liya jaiye toh manchahe icha puri ho sakti haii…wo raat dinn isi chakar me rahnee laga aadhi raat ko ghar se nikal yahaa waha ghumta ki kahi wo dikh jaiyee…
Shanti ab bari ho chuki ti par uski sangat gav ki ek manchali se badh gaii..aur aaye din wo apni rass lilla k kisse shanti ko namak mirch laga kar bataya kartii…
Ek raat aadhi raat ko uski nind khuli bari jorr ki pesab lagi ti toh uth kar jaldi jaldi pesab karnne chali gaii…
Raat gahri ti har traf andhere ka saya faila pasra ta..
Pesab kar wo apnna chehra dho kar apnne dadi k kamre ki traf jisme wo unke sath hi soti ti badh rahitii ki “aaaaaaahhhhhhhhh siiiiii….”
Iss kamuk siskari se shanti k kaan khare ho gaii raat k sanate me ye halki awaj b kano tak aspast aa rahi ti..
Aawaj ki dissa me shanti ka dhyan chala gaya jo uskee ma k kamree se aa rai tii…khidki k parde se lantern ki jhilmill raushni chan chan kar halki bahar aa rai ti..
Shanti k kadam khud b khud uss dissa me badh gaii…
To be CONTINUED…

Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.