pdate 112
Ab agee
……………
Snju toh andar chala gaya room me fufa ji k samnee bithna usse pasand naii ta..
Sanju k liye uski di khana nikal andar lete aai….”chal uth hath dho…kahna layi hunn..”…
Sanju uth kar baith gaya …”waise di aap log kha li…”..
“Bare deno baad maa bahn ki yaad aayi hai ..” didi k baato me narajgii ti sayi baat b tii idhar jindgi iss kadar ulajh kar rah gaii ti ki didi k sath pahlee walle pall bas yaad ban kar si rah gaii tii….
“Tujhe kya hai bas awara gardi karte raha karo tumhare nai khane tak kaun kaun nai khata kiski pari hai tumhee..”…sanju toh bas muh takta rah gaya…
“Aapne khana nai khaya …par kyu…”..
“Tere bina ham maa beti ko bhukh jo nai lagtii..”
“Maa b ….”
Sanju ko bara kaharab lag raha tha usse apnne khane ya na khane ki koi sudh rahe na rahe par uskee wajah se uski maa aur baha dono bhuke rah jaii ye toh sannju sapnne me v naii soch sakta ta…
“Hmmm…”di ne sar ha me hilla diya…
To be CONTINUED…….

Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.