Reading Mode

Update 32

Mai pankaj ko dekhte hi hiii bola to wo bhi mujhe hii bola lekin wo dekh raha tha kriti didi ko…

Mai samajh gaya kutte ki doom hai itne achhe se nahi sudhrega…fir bus a gaya

Mai aur Kriti Didi dono bus me baith gaye…usi bas me pankaj bhi baith gaya aur bas chal pada..mujhe baar baar pankaj par shak ho raha tha to ek baar apne seat se utha aur pankaj ke pass chala gaya…

Mai – kahan jaa rahe ho pankaj…

Pankaj – wo kya hai na mere mousa mousi rahte hai ### gaav me to unse hi milne jaa raha hoon…

Usne jo gaav ka naam bataya wahi kriti didi ka sasuraal tha…

Ye sunte hi mai samjh gaya ki ye didi aur pankaj kuch to mujhse chupa rahe hai…dono ki lagta hai achhe se gaand marna padega…tab hi dono ko akal aayega…aur fir mai 5 minut aur pankaj se baat kiya aur apne seat par aa gaya …

Kriti didi mujhe gour se dekh rahi thi…

Mai – aise kya dekh rahi ho…

Kriti – kuch nahi…fir hum dono chup chap baith gaye…

Mujhe bas ek hi baat khatak rahi thi…wo ye ki aaj hi pankaj ka apne mousi ke pass jana…aur didi ka sasural aur uske mousa ka gaav ek hi tha…

Fir mai yahi sab sochte hue so gaya..

Karib 5 ghante ke safar ke baad hum pahuch gaye apne didi ke sasuraal…

Shaam ho gaya tha…pankaj hum dono ko dekhkar byyyy bola aur apne mousi ke ghar ki taraf chal diya idhar ddidi aur mai unke sasuraal me ghuse…

Didi ko dekh kar kisi ne koi reaction nahi diya…sab apne kaaam karte rahe aur mai didi ke piche piche unke room me aa gaya..

Mai – ye kya hai tum yahan aayi aur kisine tumse baat bhi nahi ki…

Kriti – ye normal hai…ab chalo tum aram karo mai jaa rahi hoon khana banane…

Ye bolkar didi khana banane kitchen chali gayi…

Please complete the required fields.