Main Aur Mera Gaon – Update 92 | Adultery Sex Story

Xossip
Reading Mode

Update 92

Zindaghi mein dukhon ki badolon ke baad sukh ki suraj bhi udhta hai.Kharab samay jakar ek khushi ke kiran bhi late hai logon ki zindaghi mein.

Subah ki 8 baje mera ankh khul gaya.Main ankh khulkar dekha toh Komal mujhse chipak kar sou rahi thi.Mere seene mein woh sar rakh kar sou rahi thi.Uski baal galon par a rahi thi.Main ahista se baal ko hathakar uski kaan ke piche kar diya.Woh kunmunati huyi mujhse aur chipak gayi.Mujhe bahot pyaar aya uss par.Main ahista se uski mathe pe kiss kar diya.Mere kiss karte hi woh jagh gayi aur mujhe dekhne laghi.Kuch der dekhne ke baad achanak roune laghi.Mujhe toh kuch samajh nahi aya ki kyu rou rahi hai.

Main- Kya huya tum rou kyu rahe ho.

Komal- Kya tum hamisha mujhe aise hi pyaar karoge.

Main- Yeh kaisa baat huya.Main toh tumse pyaar karta hoon aur karta rahonga.

Komal- Agar koi hamare bich a jaye tabh bhi pyaar karoge na.

Main kuch samjha nahi ki yeh kya bol rahi hai.

Main- Kaun ayega hamare bich.

Komal kuch der mujhe pyaar bhari nazro se dekha phir muskurate huye boli.

Komal- Aur kyon mera chota Veer.

Yeh bolkar woh mujhse chipak gayi.Mujhe bhi aab patah chala ki yeh hamare anewale bachche ki baat kar rahi hai.

Main usko bahon mein bharke.

Main- Tum dono meri zindaghi ho.Main tum dono ko bahot pyaar karunga.

Phir hum dono kuch der aise hi bed mein chipak kar baate karne laghe.Tabhi Komal ke phone mein call ane lagah.Komal uthkar beth gayi aur call receive kiya.

Komal- Haan maa bolo.

Sonali Bua- ******

Komal Bua- Thik hai main ati hoon.

Komal phone cut kar diya.Maine usko pucha.

Main- Kya huya.

Komal- Maa ayi hai.Darwaza khulne ke liye bol rahi thi.

Main- Maa ayi kya.

Komal- Haan.Main jakar darwaza khulti hoon.Tum fresh ho jao.

Phir Komal bahar chala gaya.Main uthkar bathroom chala gaya.Main mirror ke samne khada hokar khudko dekhne lagah.Aab main baap banne wala hoon.Mere upar bahot bada jamedari a jayega.Kya main woh nibha payonga.Haan jorur.Jo pyaar mujhe nahi mila main meri bachche ko woh pyaar dunga.Yeh saab sochte sochte mere ankh bhar aya.Phir main fresh hokar jabh bahar aya toh Komal Sonali bua ke sath bethi huyi thi aur rou rahi thi.

Main- Kya huya maa rou kyu rahe ho.

Sonali bua mujhe dekh kar khush ho gayi aur mujhe gale lagah liya.

Sonali Bua- Beta tum thik ho gaye.Main bahot khush hoon.

Phir maine unko alagh kiya aur bola.

Main- Phir aap rou kyu rahe hai

Sonali Bua- Main rou iss liye raha tha ki kaal raat jo huya uske liye.

Main- Are maa yeh sabh chodiye na.Aapko ek khush khabri dena tha.

Sonali Bua- Khushkhabri?

Main- Haan khushkhabri.

Sonali Bua- Batao kya hai khushkhaabri.

Main Komal ki taraf dekha woh bahot sharma rahi thi.Main Bua ko bola.

Main- Aap guess karo.

Sonali Bua- Beta mujhe yeh sabh karna nahi ata.Tum bata doo na.

Main- Ok main batata hoon.Aap bahot jald nani banne wale hai.

Yeh baat sunte hi bua khush ho gayi aur unke ankh mein asu chalakhne laghi.

Main- Aap khush nahi ho.

Sonali Bua- Beta main toh bahot khush hoon.Mujhe itni badi khushi mili hai ki main kya bataun.

Bua Komal ke pas jakar uski mathe pe kiss kiya aur aapne seene se lagah liya.

Sonali Bua- Jugh jugh jiyo meri bachchi.

Phir bua Komal ko alagh karke boli.

Sonali Bua- Aaj se tu kuch nahi karegi sirf aram.

Komal- Kya maa abhi sirf 3 mahina hi huya hai.

Sonali Bua- Kuch bhi ho.Tu abhi se aapne upar dhyan dena aur khana waqt pe khana.

Phir shuru ho gaya bua ki lecture dena.Par yeh toh unka pyaar thi.Phir woh kuch tips dekar chali gayi.Phir Komal mujhse boli.

Komal- Yeh maa ko kya ho gaya hai.

Main- Are karne do na.Dekha nahi woh bahot khush hai.

Komal- Tumko kya.Tum toh side mein khade rehte ho.Sabh jhelna toh mujhko padega.

Main- Thodi din ke liye jhel lo.Chalo doctor ke pas tumhara checkup karva doon.

Komal- Are aajaj hi tum thik huye ho.Hum kaal chalte hai.

Main- Are bhai main aab thik hoon.Chalo tyaar ho jao.Hum nashta karke chalenge.

Komal- Thik hai.

Phir main aur Komal tyaar ho gaye.Niche akar dekha toh bua nashta bana chuki thi.Phir hum bua ko bolkar shahar1 ke taraf nikal pade.Hum bahot jald shahar1 pohonch gaya.Hum hospital jakar ek lady doctor ke appointment liya jo ki pregnant lady ke liye hai.Hum jabh andar gaye the toh ek aurat bethi huyi thi.Dekhne mein 40 saal ki upar hoga umar.Hum jakar unke samne beth gaye.

Lady Doctor- Boliye kya problem hai.

Main- Ji yeh mera biwi hai aur pregnant hai.Toh checkup karvane laya hoon.

Lady Doctor- Thik hai aap yaha bethiye aap mere sath aiye.

Komal unke sath chali gayi.Main bahar beth gaya.Main desk mein dekha doctor ke naam tha Poonam.Karib 30 min ke baad Komal bahar a gayi.Doctor bhi bahar a gayi

Dr.Poonam- Maine checkup kar liya hai aur kuch test bhi kiya do din baad aap dono a jana.

Main- Thik hai Doctor.

Phir hum dono bahar a gaye.

Main- Toh madam aab kahan chalne ka irada hai.

Komal- Jaha aap le jao.

Main- Chaliye aaj apko shopping karva deta hoon.

Komal- Neki aur puch puch.

Phir hum dono nikal pade shopping karne ke liye.Jabh hum shop mein pohoncha tabh mujhe Varun dikhai diya Manisha ke sath woh ek sari ke dukaan mein ghus rahe the.Main unko dekh kar awaaz diya.Varun mera awaaz sunn liya aur Manisha ke sath hamare pas a gaya.

Varun- Veer tu thik ho gaya.

Main- Kyu tujhe khushi nahi huya kya.

Varun- Bahot khushi huya.Bhabiji bhi sath ayi hai.

Manisha- Bhabiji kyon hai.

Varun- Komal ko dikhate huye….Yeh hai Veer ka biwi.

Manisha- Par ussne toh kabhi bola nahi.

Main- Tumne kabhi pucha nahi.

Phir woh dono Komal ke sath baat karne laghe.Main bas sunta raha phir maine bola.

Main- Baise tum dono yaha kya kar rahe ho.

Varun- Hum shaadi ka shopping karne aye hai.

Main- Shaadi kiska shaadi.

Varun- Hum dono ka.

Main- Matlab?

Varun- Are bhai ek hafte baad ham dono ka shaadi hai.

Main- Yeh kabh huya.

Varun- Bas ho gaya.Yeh pagli mujhse bahot pyaar karti hai lekin keh nahi payi.Par maine isski chori pakad liya.

Main- Acha huya.

Varun- Tum dono ko ana hai aur koi bahana nahi.

Main- Are jorur ayenge.

Phir Komal kuch kapde liye mere liye aur uske liye phir hum ghar laut kar a gaye.

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply