Update 81
Kabhi kabhi logon ko ek chutki mein sabh kuch mil jata hai.Kabhi kabhi ek chutki mein sabh kuch chin bhi leta hai.
Main bua ke kamre ke bahar poch gaya.Andar jhak kar dekha toh bua kursi pe bethi huyi thi aur udas lagh rahi thi.Main knock kiya.
Main- Kya main andar a sakta hoon.
Bua kursi se uthkar khadi ho gayi.
Sonali Bua- Are ayo beta.
Main andar jakar unke samne khada ho gaya.
Sonali Bua- Beta kuch kehna tha kya.
Main- Haan.
Sonali Bua- Bolo kya kehna hai.
Main- Pehle aap bethiye.
Main unko bed mein betha diya.Main unke sath beth gaya.
Sonali Bua- Aab bolo kya kehna chahte ho.
Main- Woh kya hai ki kaal hum ja rahe hai toh main chahta hoon ki aap bhi hamare sath chale.
Mere baat sunkar woh jaldi se boli.
Sonali Bua- Nahi nahi beta main kaise beti ki sasural mein jayonga.Main nahi ja sakti.
Main- Are aap thodi na beti ke sasural ja rahe hai.Aap apni bete ke ghar ja rahe hai.
Sonali Bua- Phir bhi nahi ja sakti.
Main- Kya maa apni bete ke ghar nahi ja sakte.
Sonali Bua- Beta ja sakta hai lekin beti ke sasural nahi.
Main- Kyaa aap mujhe beta nahi mante.
Sonali Bua- Jorur manta hoon.
Main- Toh phir aap kaal hamare sath chalenge bas.
Bua kuch kehne ja rahi thi ki main bich mein bol pada.
Main- Aapko meri kasam.
Mere baat sunkar woh chup ho gayi.Phir boli.
Sonali Bua- Thik hai beta.
Main bahot khush ho gaya.Main jhatse unko bahon mein bhar liya.Unko bahon mein bharte hi mujhe rouna a gaya.Woh mujhe alagh karke boli.
Sonali Bua- Kya huya beta rou kyu rahe ho.
Main- Nahi aise hi aaj mujhe maa jo mil gaya hai.
Woh meri baat sunkar mere balon mein ungliya firaya.Phir main waha se nikal aya.Main Komal ke kamre ke bahar khada ho gaya.Main andar jhak kar dekha toh woh packing kar rahi thi.Mujhe ek idea aya.Main bhura sa muh banate huye andar ghus gaya aur bed par beth gaya.Woh mujhe udas dekh kar mujhe puchne laghi.
Komal- Kya huya maa nahi mani na.
Main haan mein sar hila diya.Woh mujhe bahonr mein bhar liya.Mera sar uski boobs ke upar tha.Woh khadi hokar mujhe bahon mein bhara tha.
Komal- Udas maat ho.Maa aisi hi hai.Dil chota maat karo.
Yeh bolkar woh mere sar mein kiss kiya.Main uthakar khada ho gaya aur usko aapni ghod mein utha liya.Usse kuch samjh mein nahi ayi.
Komal- Kya huya aisa kyu kar rahe ho.
Main halka sa muskura diya.
Main- Maa mann gayi.
Komal mere baat sunkar pehle toh shocked ho gayi phir khushi se mujhe gale lagah liya.Main usko bed mein betha diya.Woh mujhe gale lagah liya.
Komal- Thank you Thank you very much.Maa ko maine kitni baar kahan tha lekin nahi mani tumne mana liya.
Main bhi usko gale lagah liya.Thodi der ke baad main usko alagh karke bola.
Main- Aab main jo kahunga woh karni padegi.
Komal bhi muskurata huya mere gale mein hath dalkar boli.
Komal- Boliye janab kya karna hai mujhe.
Main- Abhi nahi baad mein bolunga.
Komal- Thik hai janab.Main maa ko packing mein madat karke ati hoon.
Main- Ok.
Phir Komal jane laghi.Tabhi darwaza tak jakar ruk gayi aur mud kar mere pas akar mujhe chota sa kiss dekar bhag gayi.Main bas uss taraf dekh kar hasta raha.Phir main bed par let gaya.Kuch 10 min baad Komal bapas a gayi.Woh bed par akar mujhse chipak kar sou gayi.Main bhi sou gaya.
Subah subah uthkar hum jane ki tyaari karne lagah.Bua bhi tyaar ho gayi jane ke liye.Hum tyaar hokar ghar ko lock karke nikal pade hamare gaon ke taraf.Hum jaldi hi ghar poch gaye.Ghar poch kar Bua ko hum ek kamra de diya.Komal office chali gayi.Main bhi aapne kamre mein akar fresh hokar sou gaya

