Main Aur Mera Gaon – Update 54 | Adultery Sex Story

Xossip
Reading Mode

Update 54

Kabhi kabhi hum hawas aur badle ki aag mein itna gir jate hai ki hame pata nahi hota hum kya kar rahe hai.Humhare hawas aur badle ki aag mein kisika zindaghi barbad ho sakti hai.Agar hum gaur se iss bishay mein gaur kare toh hume pata chalega kitna dard hota hai jabh kisike sath aisa hota hai.

Mere cheekh sunke Dadi mere pas a gayi.

Dadi- Kya huya beta.Tu cheekha kyu.

Mera ankh tabh ghusse se lal huya pada tha.Main tezi se mandap mein chad gaya aur Ravi ke gardan pakad kar mandap ke bahar dhakka dia aur ghusse se bola.

Main- Tujh jaise kutte ke pille ko kisi insan she toh kya kisi janwar se bhi shaadi nahi hona chahiye.

Ravi zameen par pada huya tha aur sab mujhe hairani se dekh rahe the.Zamindar akar Ravi ko uthaya.

Zamindar- Yeh kya badtamizi hai.Aur tera himmat kaise huya mere bete ko dhakka dene ki.

Main- Ghusse se….Abhi toh sirf dhakka dia.Agar yeh yaha se chala nhi gaya toh isska muh tod dunga.

Zamindar- Ghusse se….Tera itna himmat ki mere beto ko marega.

Tabhi Dadi mere pas a gayi.

Dadi- Beta shant ho ja.Tu aisa kyu kar raha hai.Baat kya hai.

Main- Dadi iss kutte ke pille aapni biwi ko aapni doston ke sath suhagraat manane ki baat karta hai.

Mere baat sunkar sabh hairan ho gaya.Ravi ka shakal badal gaya.Woh darr raha tha.

Zamindar- Yeh sabh jhoot hai.Mera beta itna ginona kaam nahi kar sakta.

Main- Acha nahi kar sakta.Jara aapna supotro se pucho na.

Zamindar- Beta bata de issko ki tu aisa kuch nahi kar sakta.

Ravi ghabraya huya hai.Phir bhi bola.

Ravi- Pitaji yeh yeh sabh j j jhoth hai.

Zamindar- Dekha maine kaha tha na ki mera beta aisa nahi kar sakta.

Main- Acha phir yeh hakla kyu raha hai.Agar sach bol raha hai toh haklana toh nahi chahiye.

Zamindar- Dekho tumne puchne ko kaha tha woh bata diya ki woh yeh sabh nahi janta.

Phir mujhe ghussa a gaya.Aab ek hi rasta baaki hai.

Main- Thik hai.Abhi main sachai nikalta hoon.

Main jakar Suresh ke samne khada ho gaya.

Main- Tum jara mere sath kamre mein chaloge kuch baat karna tha.

Suresh bhyankar dara huya tha.

Suresh- K k kyu?

Main- Are daro maat aise hi.Bas thoda baat karenge.

Main uska kanda pakad ke andar ke taraf khinchne lagah.Usko mere kamre mein lakar darwaza band kar diya.

Main- Kya tum sabh ke samne sach batana chahoge.

Suresh- Mujhe kuch nahi pata.

Waha par ek chaku pada huya tha.Main woh utha liya.

Main- Dekho boss agar sach nahi bataya toh main tera ek ek ungli kaat dunga.Hathon ka pairon ka.Phir agar tum bina ungli ka jee sakte ho toh tumhare marji.

Suresh- Bhyankar darr gaya tha….Tum aisa nahi kar sakte.

Main- Ji nahi main kar sakta hoon.Main agar tumhe maar bhi duna mujhe koi kuch nahi kar sakta.Mere pas bahot paise hai.Main aise hi bach jayonga.Aab tum toh zindaghi bhar bina ungli ke rahoge.Koi baat nahi.Chalo kaatna shuru karta hoon.Main akhiribaar keh raha hoon kya tum sach bataoge.

Jabh woh koi jabab nahi dia toh main uska ek ungli pakad liya.Tabhi woh mujhe lapete mein le liya.Mujhe dhakka dekhar jane lagah.Main uska hath pakad liya.

Main usko pakad kar mere samne ghumaya aur uske muh par ek punch mara ek chest mein aur ek pet mein.Woh zamin par gir gaya.Naak se khoon beh raha tha.Main phirse chaku utha liya.

Main- Aab bata kya karna chahega.

Suresh- Bahot kasht ke sath…Mujhe maat maro main sabh bataunga.

Main- Yeh huyi na baat.Agar tu waha par palat gaya na.Kasam se wohi gadh dunga.

Phir main usko uthakar bahar le aya.Sabh usko dekh kar hairab ho gaya.Usko dekhkar aisa lagh raha tha ki bahot pitai huya.

Main- Aab sirf sach bol.

Suresh- Dard ke mare bolna shuru kiya…Yeh sabh sach hai.Komal ko hum bahot chahte the lekin woh hame baw nahi de rahi thi.Balki hame chatah bhi maar di thi.Tabh hame thann liya ki issko sabak sikhaonga.Phir Ravi America se aya.Usko hum sabh batane par humne yeh plan banaya tha.

Yeh baat sunkar sabh ke pairon taale zameen khisak gayi.Sonali bua toh rou rou kar bura haal kar liya.Komal bhi rou rahi thi.Divya bua bhi rou rahi thi.

Zamindar- Tu mera beta nahi.Aaj se tera mera koi rishta nahi hai.Tu aaj se maar gaya mere liye.Tu janam lete maar kyu nahi gaya.Tujh jaisa aulad kisiko na de.

Zaminar bhi bahot rou raha tha.Zamindar Sonali bua ke samne hath jodkar.

Zamindar- Mujhe maaf kar dijiyega.Mujhe pata nahi tha mere beta aisa hai.

Komal ke pas jakar.

Zamindar- Beta mujhe maaf kar dena.

Zamindar unke car lekar chala gaya.Ravi aur uske dost bhi chale gaye.Sabh baraati bhi chale gaye.

Aurat1- Yeh kya ho gaya Komal beti ke sath.Aab issko shaadi kyon karega.

Aurat2- Haan jiski ek baar shaadi mandap mein tooth jati hai usska aapshogon ho jata hai.Aab kyon issko shaadi karega.

Aab yeh ky drama hai.

Aurat1- Aab toh Komal beti ka kbhi shaadi nahi hogi.

Main- Yeh kya bakwas kar rahe hai aap logh.Kyu shaadi nahi hogi uski.Shaadi toh uske liye nahi toota.Shaadi tootne se uska zindaghi barbad hone se bach gya.

Aurat2- Dekho ladke yeh baate sach hote hai.Aab koi acha parivaar Komal beti se shaadi nahi karega.

Sabh logh haan haan kar rahe the.Tabhi Divya bua route route mere pas aya.Mere pas akar hath jodh kar.

Divya Bua- Kya tum meri beti se shaadi karoge.

Yeh baat sunte hi main ek jagah par jamh gaya.Tabh mere samne Pari ka chehra a gaya.

Main- Nahi main yeh nahi kar sakta.

Divya Bua- Main sari zindaghi tumhare yehsan ko nahi bhul sakti.Agar tum mere bebohar ke liye aisa kar rahe ho toh main tumse mafi mangta hoon.

Main- Nahi nahi bua aap mujhse maafi mang maniye.

Mere ankhon se asu gir raha tha.Aab main kya karoon.Pari ke bareme soch soch kar mere halat kharab ho raha tha.Zindaghi mein pehli baar bua ne mujhse dang se baat kari hai.Tabhi bua mere pairon mein girne laghi ki maine pakad liya.

Main- Dil ke tukde karke…Haan bua main Shaadi karunga.

Yeh baat sunte hi waha sabhki hothon mein muskaan a gaya.Bua bhi khush ho gayi.Dadi mere pas akar.

Dadi- Main tumhare liye bahot khush hoon.

Phir Komal ke sath mujhe mandap mein betha diya.Pandit mantra padh raha tha.Main bas Pari ke bareme soch raha tha.Jabh shaadi khatam huya toh hum dono sabh ki aashirvaad liya.Jabh Sonali bua ke pas gaya.

Sonali Bua- Beta issko maine bahot najo se palah hai.Pata nahi kaise main khud ki bachi ka zindaghi barbad kar rahi thi.

Komal lipat kar rou rahi thi.Rona dhona ke sath main Dadi Komal aapna car mein nikal pada aapna gaon ke taraf.Divya bua aaj bahot khush thi.

Note: Aabse main Veer ki jabani ke badle aapna jabani likhunga.Veer ke jabani se bahot kuch miss hota hai.Aab story mein ek third party jarurat hai.

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply