Main Aur Mera Gaon – Update 49 | Adultery Sex Story

Xossip
Reading Mode

Update 49

Subah subah koi mujhe hila raha tha.Maine ankh khulkar dekha toh Pari thi.Main usse bahon mein bhar liya aur mere pas sula dia.

Pari- Kya kar rahe ho chodo mujhe.Mummy a jayegi.

Main uske gardan ko upar muh rakh kar.

Main- Thoda soune dona.

Mera muh uske gardan par ragadne laga.Woh mere sar ki baloon ko sehlate sehlate boli.

Pari- Aaj kal janad jyada naughty ban gaye hai.

Main- Naughty kahan.Main toh sirf pyaar kar raha hoon.Aapni gf ko kar raha hoon kisi aur ki toh nahi.

Pari- Par abhi yeh sab karne ka permission nahi hai.Aab chodo mujhe.

Woh jabardasti mujhse alagh ho gayi.

Main- Yeh acha.3 saal ke baad shadi fix kia hai aur aab pyaar bhi nahi kar sakta.This is not fair.

Pari- Muskurate huye…Sabar rakhiye janab.Sabar ka faal mitha hota hai.

Main- Kabh woh mitha chakne ko milega kya malum.

Pari- Yeh baate chodo.8 baj gaye hai.Jaldi se tyaar hoke niche ayo.

8 bajne ke baat sunkar mera phatt gayi.Mujhe toh Dadi ke pas jana tha.

Main- Tumne mujhe jagaya kyu nahi.

Pari- Janab ko do bar phukar kar gaya hoon.

Main jaldi se uthkar bathroom chala gaya.Naha dhokar tyaar hokar aapne purane kapde pehan liya.Main niche aya toh dekha aunty aur uncle tha.

Rishabh- Are beta ayo nashta karlo.

Main- Nahi uncle woh mujhe jana hai.Dadi ko bola tha ki subah hi unke pas jayonga.

Shakuntala- Toh kya huya abhi toh time hai.

Main- Dadi wait kar rahi hogi mera nashte mein.

Rishabh- Jane do isse.Beta tum jao.

Main- Thank you uncle.Thank you aunty.

Phir main undono ko bye bolkar bike ke pas a gaya.Mujhe jaldi se Dadi ke pas jana tha.Main bua ke ghar ki taraf nikal pada.Jaise hi maine unke ghar ke samne aya maine dekha ki woh logh ghadi mein saman utha rahi thi.Aab yeh kya chakkar hai.Main bike park kar ke ghar ke andar chala gaya.Andar jate hi maine dekha ki Dadi hall mein bethi huyi thi.

Dadi mujhe dekhte hi mere pas a gayi aur mujhe seene se lagah li.

Dadi- A gaya beta.

Main- Ji yahan ho kya raha hai.Aap logh kahin ja rahe ho kya.

Dadi- Aap nahi hum logh ja rahe hai.

Main- Matlab?

Dadi- Divya ke nanad ki beti ki shadi hai.Isliye hamara pura parivaar ko invite kia hai.

Acha bua ki nanad ki beti ki shaadi hai.Phir toh bua mujhe nahi le jana chahegi.

Main- Lekin Dadi main kaise ja sakta hoon.Mujhe college bhi admission lena hai.

Dadi- Uske liye time hai.Tu aapna packing karle.

Main- Lekin Dadi…

Dadi- Lekin baikin kuch nahi.Chal packing kar.

Main- Chalo thik hai.

Maine ate huye jo bag laya tha usme kuch kapde tha.Wohi pack kar liya.Hum sabh car ke pas a gaye.Bua ke dekhkar lagh rahi hai khush nahi hai mujhe le jane par.Main aur Dadi ek car mein,Divya bua and family ek car mein and Kajol bua and family ek car mein.Hum chal pade Bua ke nanad ki gaon ke taraf.

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply