Update 41
Main Bus stand ake taxi se nikla.Apna saman nikal kar taxi wala ko paise dia.Main ticket karne ke liye ticket counter ke taraf ja hi raha tha ki mujhe Pari dikhai dia.Badmash ladke usko ched raha tha.Mera khoon khaulne laga.Main aapna saman jamin par rakha aur unke taraf gaya.Main piche se bola.
Main- Kya ho raha hai yaha.
Pari mujhe dekhte hi mere pas akar mere piche chala aya.Phir wohi filmy style.
Badmash1- Oo jhandu chamiya ko hamare hawale karke poot le.
Thoda sharafat dikhata hoon.
Main- Dekho bhai yeh mere honewala biwi hai.Toh aapne apne kaam par jao.
Badmash2- Toh thoda hum maja karenge toh kya bigad jayega.
Aab mujhe ghussa a raha tha.Phir bhi ek aur try marta hoon.
Main- Dekho bhai agar main tumhare maa behen ke sath
aisa karoon toh kaisa lagega.
Badmash1- Karke toh dekh teri haddi pasli ek kar dunga.
Main- Toh aap mere honewali biwi ke sath aisa kar sakte hai kya.
Badmash2- Dekh bashan maat de.Yeh hamari toh behen nahi hai.
Badmash1 mere pas a raha tha.Jaise hi woh Pari ke taraf hath badaya maine uska hath pakad liya aur marod dia.Itna jorse moroda ki usko bahot dard huya.Phir maine ek ghusa uske pet mein mara woh jamin par gir gaya.Badmash2 toh kabh bhag gaya mujhe pata hi nahi chala.Chalo thoda style marta hoon.
Main- Aajke liye chod dia nahi toh teri haddi tod deta.
Jaise hi maine piche moda Pari mujhe gale laga liya aur bolne laga.
Pari- I LOVE YOU I LOVE YOU VERY MUCH.
Main- Chalo bahot huya logh dekh rahe hai.
Pari ek dam jhatke se mujhse alag huya aur sharmane laghi.
Main- Tum sharmati bhi ho.
Pari- Dhatt.
Main- Chalo main ticket kar leta hoon.
Main ticket karne chala gaya aur Pari mere saman lekar ek jagah beth gaya.Main ticket karke uske pas akar beth gaya.
Main- Tumhe yaha ane ki kya jarurat thi.
Pari- Tum chale ja rahe ho isliye last time milne aya.
Main- Kya main marne ja raha hoon.
Pari mujhe ek thappad mar dia.Mujhe toh kuch samajh nahi aya.Phir maine dekha ki Pari ro rahi hai.
Main- Lo ji mara mujhe ro aap rahi hai.Yeh acha hai.
Pari- Rote huye…Tum bahot gande ho air gande gande baate karte ho.Main tumse baat nahi karungi.
Yeh kehke muh dusre taraf kar liya.Chalo bhai jate jate inko bhi manana padega.Main uske samne jakar ghutno mein beth gaya kaan pakad kar.
Main- Sorry.Maaf kardo.
Pari mujhe uthakar gale laga liya.
Pari- Phir kabhi aisa bola toh baat nahi karungi.
Kuch der aise hi gale lage rahe.
Main- Madam aaj kaal aap jyada advantage le rahe hai mere bhole pan ka.Kahin kisi din mera ** na kardo.Mujh jaise obla purush ko kyon bachayega tumhare chungol se.
Pari- Alagh hokar….Koi nahi bacha payega.Tumhara toh main balatkar kar dunga.
Main toh shocked hone ka natak kia.Phir Pari ko samajh aya ki woh kya kahan.Phir khud hi sharma gayi.Mere seene mein muh chupa liya.
Main- Chalo chalo yeh sharmana bahot ho gaya bus bhi a gaya.
Pari- Mujhse alagh hokar….Roj phone karoge.Khana time par khaoge.Ok.
Main- sar jhukakar….Jo hukum mallika.
Phir main aur Pari hasne laga.
Main- Chalo chalta hoon.Aapna khyal rakhna aur ho sake toh Dadi ko dekh na.
Pari- Tum fikar maat karo main Dadi ka pura khyal rakhunga.
Main- Baise tum aaj kaal mere Dadi ko Dadi kyu kehti ho.Abhi tak hamara shadi nahi huya.Shayed bich mein tum replace bhi ho jao.
Pari- Ek dam sherni ki tarah…Shadi tooh mujhse hi karna padega.Agar kisi aur se shadi kia toh shaadi ke mandap pe nakli bacha lekar a jaunga.
Main- Ghabrane ki natak karte huye….Bapre tum toh bhayanak ho.Pata nahi shadi ke baad kya karoge.
Pari- Shadi ke baad toh tum ko pallu mein pakad kar rakhunga.
Main- Chalo pallu wali aapna khyal rakhna.Bye.See You.
Pari- Bye.See you.
Phir main bus mein chad gaya aur Pari ko mere chadne ke pehle hi car se bhijwa dia tha.Bus bhi chal pada.Kitne din baad gaon ja raha hoon.

Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.