Update 40
Main taxi leke hospital pohonch gaya.Saman taxi mein rakhkar main Dadi ke cabin mein chala gaya.Dadi Aruna ke sath baat kar rahi thi.Main Dadi ke pas jakar beth gaya.
Main- Dadi aab aap kaisi hai.
Dadi- Mera beta a gaya toh main toh ek dam fit ho gaya.
Main sirf halka sa muskura dia.
Aruna- Kya nani pota kya a gaya hame toh bhul hi gayi.
Dadi- Aisa nahi hai beti.Yeh mera jaan hai.Main isse ek pal bhi dhur nahi reh sakti.Tu toh mera gudiya hai.
Aruna lapakke Dadi ke gale lagh gayi.
Main- Woh Dadi main aaj gaon ja raha hoon.
Dadi- Kyu.
Main- Woh Dadi mere result nikalne wala hai na 2 din baad.
Dadi- Toh kya huya main munshi ko bol dunga woh janke ayega.
Main- Nahi Dadi mujhe jana hai.Kyu ki mujhe aapni teachers ko bye bhi bolna hai.Aab toh main Shahar mein rahunga na.
Dadi- Thik hai.Phir main bhi chalunga.
Main- Nahi Dadi aapki tabiyat thik nahi hai.Baise bhi aapko bua ke pas jana hai unke sath kafi din ke baad waqt guzar lenge.
Dadi- Lekin teri dekhbal kyon karega.
Main- Waha pae bahot logh hai mera dekhbal karne ke liye.
Dadi- Chal thik hai.Lekin result milne ke din tu akar mujhe batayega.
Main- Ji Dadi.
Dadi- Tera ticket ho gaya kya.
Main- Main kar lunga.Main aab bada ho gaya hoon.
Aruna jo abb tak chup rahi aab bol pada.
Aruna- Haan nani bahot bada ho gaya hai bilkul ghode jaisa.
Uske baat sunkar Dadi bol pada.
Dadi- Aise nahi bolte tumse bada hai na.
Aruna- Kaan pakad kar….Sorry nani.
Dadi- Koi baat nahi meri gudiya.
Main- Dadi main ek acha sa naam deta hoon iska.Mmmm Aapat ki fudiya kaisa rahega.
Aruna- Ghusse se….Kya main aapat ki fudiya hoon.Abhi batata hoon.
Aruna mere pas lapka lekin main bhi bachke darwaza ke taraf chala gaya.Darwaza ke bahar main jane laga woh bhi mujhe bhagane laga.Main bhag kar hospital ke corner mein chala gaya woh bhi mere piche.Kafi pakda pakdi ke baad Aruna thak gayi aur hafne lagi.Mujhe laga ki haf rahi hai.Lekin maine dekha ki woh pet pakad kar beth gayi.Main uske taraf daud laga diya.
Main- Kya huya Aruna.
Jaise hi main uske pas gaya woh mujhe gale se laga liya aur mere peet par mukke marne laga.Aab main samjha mujhe ullu banaya.Tabhi waha par Divya bua a gayi.
Divya Bua- Kya ho raha hai yaha.
Aruna ek dam se hath gayi mere upar se.Main bhi khada ho gaya.Bua Aruna ke taraf dekhkar.
Divya Bua- Kya kar rahi thi tu iss ke sath.
Aruna- Kuch nahi mummy.
Divya Bua- Chal yaha se.Iss ka khoon hi ganda hai.Iss ke pas bhi maat ana.
Phir Aruna ke hath pakad kar bua le gayi.Mujhe bura toh bahot laga lekin maine kuch nahi kaha.Main Dadi ke pas chala gaya.
Main- Dadi aap apna khyal rakhna.
Dadi- Tu bhi aapna khyal rakhna.
Main- Aab main chalta hoon Dadi.
Dadi- Aramse jana aur jate hi phone karna.
Main- Ji Dadi.
Main Dadi ke pair chuya aur bahar a gaya.Bahar dekha ki Aruna muh latka kar khadi hai.Main uske pas jakar bola.
Main- Kya huya tum aise muh latka kar khadi kyu ho.
Aruna- Mere bajase aapko dant padi.
Main- Are dant kaha padi.Bua mere liye jo sochta hai wohi toh kaha hai.Iss mein bura mangne wala kya baat hai.Mere bua hai kuch bhi keh sakti hai.
Aruna- Par woh kitna bura bhala kehta hai aapko.
Main- Are maine kaha na woh mere bua hai mujhe kuch bhi keh sakti hai.Aab thodi si has do.
Woh nahi hasi.
Main- Are yeh toh has hi nahi rahi hai.Aab kya karoon.Chuhiya thoda has do.
Aruna- Kya main chuhiya.Phir tum Chuha ek bada sa chuha.
Main- Acha main chuha phir tum billi.
Aruna- Tum bhi billa.
Main- Yeh billa kya hota hai.
Aruna- Jo bada billi hota hai na usko billa kehte hai.
Main- Acha mujhe toh pata hi nahi tha.Tum toh smart ho.
Aruna- Woh toh main hoon.
Phir Aruna has padi.
Main- Chalo bye chuhiya.
Aruna- Muskurate huye….Bye chuha.
Phir main nikal pada station ke taraf.

