Main Aur Mera Gaon – Update 33 | Adultery Sex Story

Xossip
Reading Mode

Update 33

Majak majak mein meri toh waat lagh gaya.Aab Pari ko kaise manaun.Kuch toh sochna hi padega.Maja lene ki chakkar mein kya kar dia maine.Chalo abhi toh ghar jata hoon.Aaj ke din hi kharab hai.Phone bhi ghar pe rakh aya.Main ghar par pohoncha.Jaise hi maine ghar par pohoncha ghar ka batavaran kuch thik nahi lagh raha tha.Divya bua idhar se udhar chal rahi thi.Dekhne se lagh raha hai ki bahot ghusse mein hai.Aruna aur Aakshay ek taraf khada tha.Aakash uncle sofe par betha huya tha.Mujhe toh kuch samajh nahi a raha tha ki hua kya.Tabhi mere nazar kone mein gaya.Jaha par Kajol bua khadi thi.Kajol bua bhi chutti se a gayi.Par ghar ki batavaran itna ghabhir kyu hai.Tabhi Kajol bua ki nazar mujhpar pada.

Kajol Bua- Yeh kyon hai.

Sabhi mere taraf dekha.Tabhi Divya bua mere taraf tezhi se ayi aur mujhe ek thappad pada.Chaaaataaak.Main toh gaal pakad kar khada raha.Mujhe kuch samajh nahi aya.

Divya Bua- Ghusse se….Tera himmat kaise huya phirse hamari zindaghi mein ane ki.

Main- Gaal par hath rakhkar….Kya hua madamji aap mujhe thappad kyu mara.

Divya Bua- Shutup.Aab yeh natak band kar.Tu kyon hai hame sabh malum padh gaya.Yeh dekh tera phone.

Bua ki hathon mein mera phone tha.Aab toh main gaya.

Main- Woh wo.

Divya Bua- Tu phirse kyu aya hamari zindaghi mein.Ek baar hamara zindaghi tabah karke tera maan nahi bhara kya.

Main- Bua maine kya kia jo aap aise bol rahe ho.

Divya Bua- Ghusse se…Maat keh mujhe bua tera ganda juban se.Kyu aya tu yaha.

Main- Aapni Dadi ke liye.Jo har roj aap logon ko yaad karti hai.

Divya Bua- Kyu aab kyu unko hamari yaad a rahi hai.Jabh tumko rakhne ke liye hamse ladai kia tabh sochna chahiye tha.

Main- Par maine kia kya hai jo aap aise baat kar rahi hai.

Divya Bua- Tune….

Tabhi uncle bich mein bol pada.

Aakash uncle- Divya tum andar jao.

Divya Bua- Nahi aaj main isse bolkar rahonga kya kia iss ne hamari zindaghi ka.

Aakash uncle- Kajol issko andar lekar jao.

Main- Nahi uncle bolne dijiye.Aaj main bhi janna chahta hoon kyu yeh logh mujhse nafrat karti hai.

Aakash uncle- Kajol suna nahi maine kya kaha.

Kajol bua Divya bua ko pakad kar andar le gaya.

Aakash uncle- Dekho abhi tumhara itna umar nahi huya ki tum yeh saab samajh pao.Iss liye tum apna saman lo aur jao yaha se.

Main- Nahi uncle mujhe janna hai ki maine kya kia jo bua mujhse itna naraj hai.

Aakash uncle- Ghusse se…Maine kaha na abhi tum jao.Jabh samay ayega tabh tumhe saab pata chal jayega.Aab aur ek shabd nahi tum abhi iss ghar ko chod kar chale jayoge.

Phir uncle waha see chale jate hai.Aruna aur Aakshay bhi chala jata hai.Main bas asu baha raha tha.Kya mere bajase Dadi se unke betiyan alagh huyi hai.Kya main hi woh gunehgar hoon jo ek maa se apni betiyon ko juda kia.Main apne kamre mein gaya aur rote rote apna saman sametne laga.Tabhi Dadi ka phone ata hai.Maine aapna rona band karke phone pick kia.

Dadi- Hello Veer.Beta tu thik toh hai na.

Main- Ji Dadi mujhe kya huya hai.

Dadi- Nahi mujhe aisa lagh raha hai ki tu ro raha hai.

Main- Main kyu royunga.

Aapne rona bahot mushkil se control kia.

Dadi- Nahi mujhe aisa mehsoos huya.

Main- Acha Dadi abhi main rakhta hoon.Bahot nind a raha hai.

Dadi- Chal thik hai.Goodnight.

Main- Goodnight Dadi.

Call cut hote hi main jor jorse rone laga.Main aapko khushiyan nahi de paya Dadi.Aap mere liye kitna kia aur maine aapko ek khushi nahi de paya.Shayed mere bajase aapki betiyan aapse dhur hai.Kabh tak main rota raha mujhe malum nahi.Main apna saman lia aur raste pe nikal pada.

Tabh shayed raat ki 12 baj raha tha.Main apna saman liye sunsan raste pe chala ja raha hoon aur bua ki baton ko yaad kar raha hoon.Kya kia maine bas yehi soch raha hoon.Aise chalte chalte mujhe ek taxivala dikhai dia.Main uske pas jakar colony chalne ke liye bola.Phir taxi karke colony pohonch gaya.Sabh sunsan lagh raha tha.Sabh nind mein chale gaye par main sirf bua ki baat ko yaad karke pareshan ho raha tha.Main ghar ke lock kholkar andar gaya.Andar jake ghar lock karke kamre mein jakar let gaya.Sochte sochte kabh nind a gaya malum hi nahi pada.

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply