Main Aur Mera Gaon – Update 145 | Adultery Sex Story

Xossip
Reading Mode

Update 145

Veer jabh ghar pohoncha toh ghar ko pehchan hi nahi paya.Uska dimagh mein toh purane wala haveli basa huya tha.Woh charo taraf dekhne lagah.

Veer- Yeh ghar itna badal kyu gaya.

Divya Bua- Woh beta tumhare ghar bapas ane ki khushi mein hum ghar ko badal diya.Tumko pasand nahi aya.

Veer- Nahi nahi bahot acha hai.

Veer chalte chalte hall mein lagah huya Dadi ke photo ke samne a gaya.Photo par har chadhaya huya tha.Woh dekh kar Veer ko ghussa aya aur usne kahan.

Veer- Yeh Dadi ke photo par har kisne dalah.Usne har lekar uss har ko todh diya.

Yeh dekh kar Divya bua samne a gayi aur Veer ko sambhalte huye boli.

Divya Bua- Are beta ghussa maat ho.Kamla ne galti se lagah diya hoga Dadaji ke photo samajh kar.

Veer- Kya Dadaji Dadi ki tarah dekhti hai jo Dadi ke photo par chhadha diya.

Komal- Woh Dadaji ke photo par dalna tha usne Dadi ke photo par dal diya hogi.

Veer- Kahan hai woh Kamla main usko abhi sabak sikhata hoon.

Divya Bua- Chhodh na beta.Main sikha dungi.Tu aram kar.

Veer- Thik hai bua aap kehti hai toh thik hai ache se sabak sikha dena.

Phir Veer Dadi ke photo ko dekhne lagah.Veer ko iss halat mein dekh kar Pari aur Komal ko bahot dukh ho rahi thi.Par woh kya kar sakti thi.Bas Veer ka sebah ke sibah.Tabhi Veer ne photo par aapni parchai dekh kar cheekh padah.

Veer- Aiiiiiiiiiii…

Uska cheekna sunn kar Komal aur Pari daud kar uske pas chali ayi.

Komal- Kya huya tum cheekhe kyu?

Pari- Tum thik toh ho na.

Veer aapni chehra ko hath lagakar dekh raha tha.Woh kaafi pareshan nazar a raha tha.

Veer- Yeh mere chehre par dhadi (Beard) aur muche ( Moutache) kaise nikal aya.Main toh abhi bachcha hoon.Bade logon ko ata hai mujhe kaise a gaya.Kya mujhe koi bimari huya hai.

Aab unko patah chala ki Veer kyu cheekhe.Pari ne baat ko sambhal li.

Pari- Woh kya hai na jabh tumhara accident huya na tabh doctor ne tumhe dabai diya isliye aisa ho gaya.Tum shave karlo sabh thik ho jayega.

Veer- Aisa bhi hota hai kya.

Pari- Haan haan hota hai.

Veer- Aunty aap kehte hai toh thik hai.Par mujhe shave karna toh nahi ata.

Komal- Koi baat nahi main kar dungi.

Veer Komal ko hug karke bola.

Veer- Aap kitni achi ho.

Komal Veer ko seene se lagah liya.Uska nadani ko pyaar samjh kar kabul kar liya.Phir woh Pari ko bhi gale lagah kar kahan.

Veer- Aap bhi bahot achi ho.

Komal aur Pari ki ankhen namm ho gayi.Tabhi bachche upar se ane lageh.Bachchen ko dekh kar sabh darr gaye.Aab yeh sabh na papa keh de Veer ko iss baat se Komal Pari Divya aur Kajol bua darr rahe the.Payal daud kar akar Veer se lipat gayi.

Payal- Papa aapko kya huya aapke sar par patti kyu hai.Aap thik toh ho na.

Veer toh hakka bakka reh gaya.Yeh usko papa kyu keh rahi hai wohi soch raha tha.Pari fatafat Payal aur Aditya Ananya ko lekar upar chali gayi.Veer bas usko hi dekh raha tha.Payal ko dekh kar aur usko mehsus karke Veer ko alagh si khushi kyu mil raha tha Veer bas wohi soch raha tha.Woh ladki usko Papa kyu keh rahi thi.Usne Bua se pucha.

Veer- Bua yeh ladki kyon hai aur mujhe papa kyu keh rahi thi.

Aab woh kya kahen.Woh ek dusre ki muh dekhne lageh.Tabhi Komal bol padi.

Komal- Woh kya hai na tumhare chehra bilkul uski papa se milta hai isliye usne aisa kahin.

Veer- Acha.Kya logon ki accident hone par logh itne bade ho jate hai.

Aab iss prashna par woh logh kya jawab denge.Par kuch toh bakna padega.

Kajol Bua- Beta tumhara accident huya na isliye tumko aisa lagh raha hai.Tum hamare liye toh chota sa Veer hi rahoge.

Veer aur kuch nahi kahan.Komal Veer ko lekar aapni kamre mein chali gayi.Dono bua aapne aapne kamre mein chali gayi.Idhar Pari bachchon ko sabh baat bata deti hai.Woh logh sunkar roune lageh.

Aditya- Kya papa kabhi bhi thik nahi honge.

Payal- Papa bachcha bann gaya?

Pari- Papa jaldi thik ho jayenge.Tum sabh papa ke sath dost ki tarah behave karna ok.

Ananya- Ok choti mummy.

Komal Veer ko lekar bathroom ghus jati hai.Veer ki shaving kit nikal kar Veer ki shave kar di.Phir Veer ko nahane ke liye boli.

Komal- Aab naha lo.

Veer- Main akele nahi naha sakta.Dadi hi mujhe nehla deti thi.

Komal ko Veer par bahot pyaar aya.Woh halka sa muskurayi.

Komal- Chalo main tumhe nehla deti hoon.

Veer sharmane ki lehje mein bola.

Veer- Nahi aapke samne mujhe sharam ayega.

Veer ko iss halat mein dekh kar Komal ko bahot hasi ayi.Usne hasi ko control karke boli.

Komal- Tum sirf upar se nange ho jao.Phir main tumhe nehla deti hoon.

Phir Veer upar se nanga ho gaya.Sirf pant pehenkar rakhi thi.Komal ne usko achi tarah se nehla diya.Phir Komal bahar a gayi aur Veer ko towel de diya.

Veer Towel lapet kar bahar a gaya.Veer kee sar par patti bandi huya tha isliye sar nahi bhigaya.Komal Veer ko kapde de diya aur usne kapde pehen liya.

Veer- Bhuk laghi hai aunty.

Komal- Tum niche chalo main tumhe khana deti hoon.

Veer niche chala gaya.Niche sabh bethe huye the khana khane ke liye.​

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply