Update 119
Bathroom se nahake bahar aya.Bahar akar dekha toh koi nahi tha kamre mein.Main kapde pehen kar sidha chath par chala gaya.Chath pe Komal bachchon ko lekar khel rahi thi.Uske sath Priya bethi huyi thi.Pari chath ke ek kinare par khadi thi aur kisi se phone par baat kar rahi thi.Woh blue colour ki ek saree pehni huyi thi.Dekhne mein bahot khubsurat lagh rahi thi.Woh mere taraf dekh kar ek smile di.Maine bhi ek smile diya.
Main jakar Komal ke pas beth gaya.Ananya ko ghod mein utha kar pyaar karne lagah.
Priya- Bhaiya Ananya toh bilkul aap par gayi hai aur Adi Badi bhabi par.
Main- Yeh badi bhabi kyon hai.
Priya- Kya bhaiya aab mera doo bhabi hai na.Toh yeh hai badi bhabi aur woh hai choti bhabi.
Main- Are wah aap toh bahot khush dikh rahi hai.
Priya- Aur nahi toh kya.Aab meri doo bhabi hai.Dono mujhe bahot pyaar karti hai.
Main- Haan haan sirf tumhe hi pyaar karti hai mere taraf toh koi dekhta hi nahi.
Mera baat sunkar Priya hasne laghi aur Komal mujhe ghusse se dekhne laghi.
Komal- Acha main nahi dekhti.
Main- Mujhe toh yaad nahi kabh aapne mujhe dekhi thi inn dino mein.
Komal- Acha gaon chaliye phir aapko upar se nihe tak dekhti hoon.
Main- Chaliye intezar rahega.
Phir waha par Pari bhi a jati hai.Woh Priya ke sath beth jati hai.Tabhi mera mobile bajne lagta hai.Main Ananya ko Pari ke ghod mein de diya.Main uthkar ek side mein akar baat karne lagah.Office se phone tha.Aaj office jana hi padega.Kuch legal documents mein sighn karna padega.Main unke pas jakar bola.
Main- Office se phone tha.Mujhe office jana padega aaj.Tum logh kabh nikloge gaon ke liye.
Komal- Tumhare sath hi nikal jayenge.
Main- Toh phir tyaar ho jao.Main bhi tyaar ho jata hoon.
Phir main kamre mein akar office ke liye tyaar ho gaya.Woh logh bhi tyaar ho gaye.Divya bua ne kahan rukh jane ke liye lekin hum nahi ruke.Komal ka exam bhi anewala tha.Iss saal uski final exam hai.Phir woh buisness sambhal legi aur main aapna kuch kar lunga.Main shahar1 akar office ke samne car rukaya.Phir Pari drive karne laghi.Main office chala gaya.
Main office mein akar kaam karne lageh.Bich mein woh logh pohonche ki nahi woh bhi puch liya.Komal ne car driver se bhijva diya tha.Sham ko main ghar laut aya.Ghar akar dekha toh hall mein Sonali bua bachchon ki tel malish kar rahi thi aur Priya unke sath bethi thi.Komal aur Pari shayed kitchen mein hogi.Main sidha kitchen mein chala gaya.Woh dono khana bana rahi thi.Komal toh khana bana leti thi.Lekin Pari ko toh khana banana nahi ati thi woh kaise bana rahi hai.Main jakar unke samne khada ho gaya.
Main- Pari tum kabh se khana banane laghi.
Pari- Kyu nahi bana sakti.
Main- Tumhe toh banana nahi ati thi.
Pari- America mein khud banate banate sikh liya.
Main- Are wah yeh toh bahot acha ho gaya.Mujhe bhi kuch acha khane ko milega.Bas dhyan rakhna mera peth kharab nahi hona chahiye.
Yeh bolkar main hasne lagah.Mere sath Komal bhi hasne laghi.Pari muh fula liya.
Pari- Jao main kuch nahi banati.
Main- Are baba sorry main toh majak kar raha tha.Tum jo bhi banaogi woh acha hi hoga.
Komal- Aab tum aur tang maat karo.Jao yaha se.
Main aapne kamre mein a gaya.Main fresh hokar niche a gaya.Kuch der bachchon ke sath khela.Phir bethkar tv mein news dekhne lagah.Kabh raat ke 10 baj gaye patah bhi nahi chala.Hum sabh milkar khana kha liya.Jaise hi main aapne kamre mein jane ko huya toh Komal ne mujhe ruka diya.
Main- Kya huya.
Komal- Aaj tum iss kamre mein nahi uss kamre mein jaoge.
Main- Uss kamre mein kya hai.
Komal- Aapki suhagraat hai.
Main thoda sa muskuraya.
Main- Acha.Aap bhi chaliye ek sath suhagraat manate hai.
Komal- Besaram kahin ke.Jao uss kamre mein.
Main- Jaonga lekin mera ek shart hai.
Komal- Kya?
Main- Aaj pehle main aapko pyaar karna chahta hoon.
Komal- Aaj ki raat sirf Pari ke liye hai.
Main- Par main pehle aapko pyaar karna chahta hoon.Phir sari raat Pari ke sath bitaonga.
Komal- Chliye thik hai.
Phir main Komal ko lekar aapne kamre mein chala aya

