Reading Mode

Update 105

Office mein jabh aya toh watchman se lekar har stuff khade hokar mujhe good morning wish kiya.Lekin kai dino se ek ladka khada nahi hota.Jabh bhi main office mein ata hoon woh kisi se has kar baat karta tha.Maine bhi kuch nahi kahan.Mujhe lagah ki sudhar jayega.Aaj bhi sabh mujhe khade hokar good morning wish kiya lekin woh aaj bhi baisa phone par has kar baat kar raha tha.Aaj main jakar uske samne khada ho gaya.Woh abhi tak phone par baat kar raha tha.Main bas khade hokar dekhta raha.Pura stuff mujhe dekh raha tha.Unko shayed lagh raha tha aaj toh yeh gaya kaam se.

Jabh uska nazar mere taraf padah toh woh khada ho gaya hadbadakar.

Ladka- Sir aap.

Main- Woh toh sir ko malum hai ki main iss office ka boss hoon.

Ladka- Sorry sir.

Main- Tumhara naam kya hai.

Ladka- Ji Rahul.

Main- Toh Rahul ji kisse baate ho raha tha.

Rahul- Woh sir main main….

Main- Yeh main main kya lagah rakha hai bakri ki tarah.Kisse baat kar rahe the phone par.

Rahul- Woh sir gf se.

Main- Woh toh aap gf se baat karne ke liye office ate hai.

Rahul- Nahi sir.

Main- Phir aapne office time mein kyu baat ki.Ghar jakar kya karte ho.

Rahul- Sorry Sir.

Main- Dekho office time mein office ka kaam karo.Gf se baat ghar jakar bhi ho sakta hai.

Rahul- Ok sir.

Main- Good.

Phir main aapna cabin mein chala aya.Woh ladka bahot darr gaya tha.Paseene chhut raha tha mathe se.Phir main Komal ko phone kiya.

Main- Tum pohonch gayi na.

Komal- Haan main pohonch gaya abhi abhi.

Main- Toh aab kya kar rahi ho.

Komal- Bas kamre mein aram kar rahi hoon.Tumko bahot miss kar rahi hoon.

Main- Main bhi.Par tumhare health ke liye yeh thik hai.Baise mere bachche kaise hai.

Komal- Haste huye…Aapne papa ko yaad kar rahe hai.

Main- Unko kehna main bhi unko bahot yaad kar rahi hoon.Aapna mobile peth mein rakho.

Komal- Kyu?

Main- Are yaar mujhe mere bachchon ko kiss dena hai.

Komal- Nahi rakhungi.

Main- Are kyu.Tum ek baap se uski bachchon ko dhur kar rahe ho.

Komal- Karungi agar tum mere checkup ke din yaha na aaye toh.

Main- Are uss din toh main jorur ayunga.

Komal- Sach.

Main- Haan.Aab toh mere bachchon ko kiss karne doo.

Komal- Lijiye kiss kar lijiye dono badmash ko.

Phir Komal ne phone ko aapni peth mein rakh diya.

Main- Mmmmmmmuuuuuuuuuaaaaaahhhhhhhhhh.

Komal- Aab khush ho na.Aahhhh.

Main- Are kya huya.

Komal- Laghta hai dono badmash khush ho gaye iss liye laat mar raha hai.

Main bas has padah.Phir kaafi der baate karne ke baad maine phone rakh diya.Phir aapna kaam karne lagah.Office khatam hote hi main ghar ke liye nikal padah.Pehle Komal meri intezar karti thi lekin aaj ghar mein koi nahi hai mera intezar karne wala.Main ghar akar khana khaya.Khana khakar main kamre mein chala gaya.Phir Komal ki phone aya.Woh mere khane ke bareme puch rahi thi.Phir bahot baate kiya uske sath.Phir main terrace mein akar tehelta raha.Phir aise hi raat ghujar gaya.

Din aise hi ghujar ja rahe the.Komal ke sath dinin mein kamse kaam 5 6 baar baat hota tha.Office se ghar ghar se office.Aise karte karte woh din bhi a gaya.Jiss din Komal ko doctor dikhani tha.

Main Subah Subah uthkar hi car lekar nikal padah Shahar2 ke taraf.Sabhere ke 7 baje main nikla tha.Rasta pura khali hi tha isiye main tezz raftar se car chala raha tha.Aaj bahot dino ke baad Komal se milunga.15 din baad mulakat hoga hamara.Main toh milne ke liye taras rahi hoon.Shahar2 Bahot jald pohonch gaya.Jaise hi main shahar2 pohoncha mujhe Pari ka yaad ane lagah.Uski badan ke khushbu a raha tha.Mere dil mein jakar chubne lagah.Main jhatke mein aapna dimagh ko badala.Main Divya bua ki ghar ke samne akar car rukaya.

Car se nikal kar main gate ki taraf ja hi raha tha ki mujhe yaad aya ki Komal ke liye kuch lekar jana chahiye.Main idhar udhar dekhne lagah ki maine dekha ek ladki hath mein rose lekar raste ki kinare khadi thi.Main uski pas gaya.

Main- Beta rose kitne ka hai.

Ladki- Sahab ek ka 10 rupaiya.

Main- Tumhare pas kitna hai.

Ladki- Mere pas toh 20 hai.

Main- Chalo tum mujhe sare de doo auur yeh lo 200 rupees.

Ladki- Dhanyabad sahab.

Main muskurate huye rose le liya.Woh ladki waha se chali gayi.Phir main gate ke pas a gaya.Watchman mujhe dekhte hi namaste kiya phir main andar ghus gaya.Main ghar ke andar akar hall mein dekha toh Divya bua aur Sonali bua bethi huyi thi.Mujhe dekhte hi Sonali bua bhagh kar mere pas ayi.Maine unki pair chuye.

Sonali Bua- Beta kaise ho.

Main- Thik hoon maa.Aap kaisi hai.

Sonali Bua- Main bhi thik hoon beta.

Main Divya bua ke samne jakar unke pair chuye.

Divya Bua- Ane mein koi taklif toh nahi huyi na.

Yeh baat sunkar pehle toh main shocked ho gaya ki bua mere sath baat kar rahi hai.

Main- Ji nahi.

Divya Bua- Tum Komal ke pas jao main nashta lagati hoon.

Bua aur Sonali bua waha se chali gayi kitchen ki taraf.Aab Komal kis kamre mein hai mujhe kaise patah chalega.Mujhe lagah ki Komal shayed Aruna ki kamre mein hogi.Main Aruna ke kamre ke pas pohonch gaya.Main andar jhak kar dekha toh Komal bed mein adhi leti huyi thi aur aapni peth ko sehla rahi thi aur badbada rahi thi.Main andar ghus kar sunne lagah.

Komal- Dekha tum logon ka papa abhi tak nahi aye.Jhuthe kahin ke.

Main- Unke papa a gaye aur mummy ke husband bhi.

Komal meri awaaz sunkar mere taraf dekh kar bahot khush ho gayi.Main uski sath beth gaya.Woh mujhe jor se pakad kar bahon mein bhar liya.Kuch der hum aise hi rahe.Jabh maine usko alagh kiya toh dekha uski ankhen naam thi.Main uski asu pohonchte huye.

Main- Yeh kya pagli kahin ki rou kyu rahe ho.

Komal- Yeh toh khushi ke asu hai.Tumhe kitne dino ke baad dekhi hai.

Main- Yeh rouna dhona chhodo aur yeh lo.For my beautiful wife.

Maine rose uski hath mein de diya.Woh rose dekh kar bahot khush huyi.Phir maine bahot baate ki uske sath.Phir hum sabh report lekar niche a gaye.Bua nashta bhi de diya tha table mein.Main nashta karne lagah.Komal bhi mere sath nashta karne laghi.Phir main Komal ko lekar nikal padah doctor ke clinic ke taraf.

Please complete the required fields.