Update 100
Subah jabh mera ankh khula toh Komal mere pas nahi thi.Main bed mein betha raha.Ek dum shanti se bas Dadi ke photo ko dekh raha tha.Dadi aur mera ek sath wala photo.Dadi ke gale mein piche se hath dalkar maine photo nikala tha.Dadi ka muskurata huya chehre ko dekh raha tha.Aisa nahi lagh raha tha ki unko koi dukh tha.Unki photo dekhte dekhte mera ankh bhar aya.
Tabhi Komal bathroom se bahar nikli.Shayed nahake ayi hai.Main aapni ankh poch liya.Komal mere pas akar beth gayi.
Komal- Kya huya janab.Aise kyu bethe ho.
Main- Kuch nahi.
Komal- Mood achi nahi hai kya.
Main- Aisi koi baat nahi hai.
Komal- Tumhara mood abhi thik karta hoon.
Yeh kehkar Komal mere ghod mein akar beth gayi aur aapni hath mere gale mein rakh kar mere gaal par kiss kar di.
Komal- Mood thik huya.Nahi.
Phir Komal mere dono gaalo mein kiss karne laghi.Phir woh mere honth mein kiss karne laghi.Woh mere honth ko pagalon ki tarah kiss karne laghi.Mujhe bhi acha lagh raha tha.Main bhi usko kiss karne lagah.Phir karib 5 min ke kiss ke baad maine kiss todh diya.
Komal- Aab mood thik huya na.
Main- Aise maat karo.Agar mere arman jagh gaya toh iss halat mein aapke liye achi baat nahi hai.
Komal- Dhatt besaram.
Main- Kyon besaram.Aapne hi toh mujhe kiss karne laghi thi maine kya kiya.
Komal sharmane laghi.
Main- Yeh sharmana chhodiye aur mere upar se hathiye mujhe fresh hona hai.
Komal- Nahi hatungi.
Main- Are hatho na.Mujhe bahot jor ki lagah hai.
Komal- Pehle kaho ki aaj ghumane le jaoge.
Main- Thik hai baba le jaunga.
Phir Komal mere gaalo par kiss karke hath gayi.Main bhag kar bathroom mein ghus gaya.Main fresh hokar niche chala gaya.Mujhe bahot guilty feel ho raha tha bua ke samne jateh huye.Main table par sar jhukakar betha raha.Bua ayi mere pas aur boli.
Sonali Bua- Beta aab kaisa feel kar raahe ho.
Main- Ji acha.
Phir main kisi tarah nashta karke kamre mein a gaya.Aaj office jane ka mann nahi tha.Main balcony mein betha raha.Komal mere pas akar beth gayi.Woh mere sath yaha waha ki baat karne laghi.Tabhi Komal ka mobile bajne lagah.Komal ne dekha Dr.Poonam ka phone tha.Woh kuch der baate karne ke baad boli.
Komal- Dr.Poonam keh rahi hai ki woh aapni pati aur bachchon ke sath kahin ghumne ja rahe hai.Isliye woh kisi aur dr ko recommend kiya hai.
Main- Are aise kaise.Unhone bahot achi tarah se tumhari ilaz kar rahe the.
Komal- Woh toh hai.Lekin unhone uss doctor ko sabh samjha diya hai.
Main- chalo thik hai.Kya naam hai doctor ka.
Komal- Dr.Sunaina.
Main- Dr.Sunaina.Maine shayed kahin yeh naam sunah tha.
Komal- Kahan.
Main- Yaad karne doo.
Main yaad karne lagah ki kahan suna tha.Tabh mujhe yaad aya ki kahan sunah tha.Yeh toh wohi dr. hai.Pari ka medical college ka lecturer.Phirse Pari ka yaad aya.Mera mood phirse off ho gaya.
Komal- Yaad aya.
Main- Haan woh ek dost ke sath gaya tha.
Komal- Acha.
Komal bed mein jakar rest karne laghi.Main balcony mein beth kar Pari ke bareme soch raha tha.Abhi tak toh shayed koi ladka pasand kar liya hoga.Woh sukhi rahe.Dil se dua karta hoon.
Aise hi din gujhar gaya.Maine Komal ko lekar shahar1 ghumne bhi gaya tha.Raat ko hum teeno hall mein betha huya tha ki maine tv mein dekha ki ek pregnant aurat k kuch ceremony chal raha tha.Maine bua se pucha.
Main- Maa yaha par kya ho raha hai.
Sonali Bua- Beta iss ko ghod barai kehte hai.
Main- Matlab?
Sonali Bua- Maa aur bachche ko sabh aashirvad dete hai.
Main sochne lagah phir Komal ka ghod barai kyu nahi kiya.
Main- Phir Komal ka ghod barai kyu nahi karte hum.
Sonali Bua- Beta maine toh Komal ko kitni bar kahan hai lekin woh mann nahi rahi hai.
Main- Kyu?
Sonali Bua- Woh bolti hai bahot pareshani hoti hai.
Main- Aap isski baat maat suniye aap tyaari kijiye.
Sonali bua khush ho gayi.
Sonali Bua- Sach beta.
Main- Haan.
Phir woh waha se uthkar electric ki ghati se kamre mein gaya aur list banane laghi.
Komal- Yeh kya keh rahi ho.
Main- Are yaar sabh hamare bachchon ko aurur tumhe aashirvad denge kitna achi baat hai na.
Komal kuch bolne wali thi ki maine rokh diya.
Main- Dekho maa kitni khush hai.
Bua hamare pas akar khushi se boli.
Sonali Bua- Kaal hi panditji ko bulata hoon date fix karne ke liye.
Komal- Maa aap kuch jyada jald bazi nahi kar rahi hai.
Sonali Bua- Tu chup kar.Mera ek lauti beti hai tu.Itna toh khush hona chahiye na.Meri natiyon ko logh aashirvaad denge isse badu baat kya hogi.
Phir woh lagh gayi tyaari karne.Jaise kaal hi karni hai.Phir hum khana khakar sou gaye.

Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.