Update-77
Daksh park me batha hua tha
Kyu?
Ye to bc sayad Daksh ko hi pata hoga
Vo kya karta hai Kab karta hai ye sab bas usse hi pata rahta hai
Abhi kuch der hua tha aur vo pareshan hoke vahi ghash par let gaya aur aankhen band karli
Doop aur grass me aise aankh band karke letne ka alag hi mazza hota hai
Daksh yaha aaya to kuch aur hi karne the lekin jaise hi aankhen band ki usse saanvi ki baatein yaad aane lagi
Aur fir kya tha Daksh apne dimag me lag gaya sari situations ka analysis karne me
Kab, kaha se aur kaise kya ho sakta hai
Daksh vahi leta leta permutations and combinations lagane lag gaya
Ye bc engineers bhi…..
Bahut sare possibilities aagaye thi aur Daksh ke liye bc possible nahi tha ki vo etni sari possibilities ko ek sath handle kar sake
Ab uske pass do hi options the ya to kisi ki help le ya fir sabko sach sach bata de
Lekin kar vo dono nahi sakta tha
Agar sabko bataya to exams ke sath sath unke mentality par bhi galat asar padega
Aur sala help kiski le kyuki har waqt to koe unke sath rahega nahi
Aisi situation me bc uski koe help kar sakti thi to vo saanvi hi thi
Kal to Daksh bahut chhoda hoke usse mana karke aagya tha
Ab sala vapas uske pass kaise jaye aur bc help ke badle usse shopping bhi karani padegi
Daksh apne hi man me
Bc lode lag gaye hai
Marvenge Bhai usse bhi marvaenge
Ab to sala aadat si ho gaye hai marvane ki
Ek baar aur sahi
*****
Hello sir
Kisi ki aawaz aae jiski vajah se Daksh apne sapno ki dunia se bahar aaya aur ankh kholke samne dekhne laga
Vaha Sakshi khadi thi
To matlab Daksh ka permutations and combinations yaha to sahi lag gaya tha
Vo yehi soch ke aaya tha ki agar Sakshi ke hostel ke pass wale park me bathega aur agar Sakshi ne dekh liya to 69% vo Daksh se baat karne aaegi
Aur vohi hua
Daksh- hello
Bola lekin khada nahi hua
Sakshi- main bath jau?
Daksh- Maine abhi tak kharida nahi Hai ye park
Jis din kharid lunga us din permission ki jarurat padegi
Sakshi muskurate hue Daksh ke side me bath gaye
Sakshi- aap yaha har roj aate ho?
Daksh- nahi bas tumhe dekhne ka man kiya to aagya
Ye baat Daksh ne boli to sach hi thi lekin Sakshi mazak me legaye
Sakshi- Aur mujhe dekhne ka man kyu kiya aapko?
Daksh- bas aise hi udte udte news aae thi mere kaano me
Sakshi- kya news?
Daksh- yahi ki ek pussy mere intezaar me aashon baha rahi hai
Sakshi- chhiiiiiiiiiiiii
Aise kon baat karta hai
Daksh- esme chhi ki kya baat hai
Main to billi(cat) ki baat kar raha tha
Sunane me aaya tha ki mujhe pasand karti hai lekin aaj dikh nahi rahi
Sakshi- main bahut ache se samjh gaye aapke baaton ka matlab
Daksh- are waw tum to bahut intelligent ho
To kya tum mujhe bataoge ki vo pussy ohh sorry I mean billi kaha milegi
Sakshi- mujhe nahi pata
Aur vo uthne ko hue
To Daksh ne uska hath pakad ke vapas batha liya
Daksh- meri pehle hi girlfriend hai
Aur uske alva bahut sari ladkiyo ke sath relationship bhi hai
Tumne to suna hi hoga?
Tum sareef ladki ho aisa ladke ki taraf dhayan do jo tumhe pyaar karta ho
Khush rahogi
Aur may be jisko tumne change kar diya ho
Sakshi- aap Karan ki baat kar rahe ho na?
Daksh- tum dono date karne lag gaye?
Sakshi- nahiii
Daksh- to fir apne senior ko naam leke kaise bula rahi ho?
Sakshi- sorry
Daksh- aage se aisi galti nahi honi chahiye
Sakshi- Ji sir(sad face)
Daksh- Aur ha main Karan ki hi baat kar raha tha
Sakshi- vo bhi ache hai
Meri baat hue thi unse
Daksh- kitne ache?
Sakshi- kafi hai
Daksh- numbers me batao
Sakshi- huh?
Daksh- ha aise koe number jo describe karde
Sakshi- aap meri tang khich rahe hona?
Daksh- main tange kholta hu, khichta nahi
Sakshi muskura di Daksh ki baat se
Sakshi- lekin mujhe vo wali feeling nahi aati unke liye
Daksh- Aur sala mujhe ye nahi pata chalta ki mere liye hi sabko kyu aati hai
Ye dekho apni aankhen chhodi karke dikhata hua
Kitne nashe dikh rahe hai tumhe?
Mujhe yaad tak nahi main last time sober Kab tha
Tumhe aisa ladke ke liye feeling rakhni hai?
Sakshi- I don’t know
Daksh- ek ladki pehle hi barbaad ho chuki hai mere liye
EK KO MAIN KAR DUNGA
Tum bacha lena apne aapko
Waqt hai abhi
Sakshi kuch bolne hi wali thi ki Daksh ko saanvi dikh gaye jo hostel se kahi ja rahi thi
Daksh- ok bye
Aur saanvi ki taraf bhagte hue chala gaya
Saanvi- ek aur?
Daksh- main to…..
Saanvi- Karan ki baat karne aaya tha
Daksh ko katate hue
Daksh- ye source mujhe dede saanvi
Daksh aaj arso baad mazak kiya hoga
Jiska result ye hua ki saanvi ruk gaye Aur Daksh ke bilkul samne khadi hoke usse dekhne lagi
Daksh- kya hua?
Saanvi ne Daksh ke sar par hath rakh ke dekha
Daksh- hua kya?
Saanvi- fever to nahi hai
Daksh- main bilkul thik hu
Saanvi- fir mazak?
Vo bhi mere sath
Daksh- main soch raha tha tujhe shopping kara deta hu
Bahut help ki hai tumne
Saanvi- doctor ke bhi chalenge
Daksh- abhi tum mujhe gussa dila rahi ho
Saanvi- meri galti nahi hai
Konse nashe kiye hai aaj aapne
Daksh- chalna hai ya nahi
Saanvi- pehle movie, fir shopping uske baad dinner date
Daksh- okay
Saanvi- thik hai fir wait karo
Main ready hoke aati hu tab tak jake shower lelo
Smell aa rahi hai
Aur saanvi vapas hostel chali jati hai
Daksh uske hostel ke bahar bane chairs par bath jata hai aur aane jane wali ladkiyo ko dekhne lagta hai
Lagbhag ek ghante baad saanvi aae
Bilkul simple suite salwar me bahut cute lag rahi thi
Jab Daksh ne usse aise dekha to
Daksh- mandir chale?
Saanvi- shut up
Daksh- kapdo ki sach me kilat aagaye hai tumhre pass
Saanvi- aapko shower lene ko bola tha maine
Daksh- fir sari ladkiya bawli ho jati
Esliye nahi gaya
Saanvi- cab book karlo
Daksh- Jana kaha hai?
Saanvi- ye movie dekhne hai aur es mall me
Uske baad Daksh cab book karta hai aur dono chale jate hai
Halki fulki baatein karte hue mall pahuchte hai aur movie dekhne lagte hai
Uske baad shopping jate hai aur Daksh ka khub dimag kharab karte hue saanvi apne aur Daksh dono ke liye shopping karti hai aur uske baad dinner karne chale jate hai
Sab kuch hone ke baad vapas cab me hostel chalne lagte hai
Saanvi- chalo ab aapne etna kuch kiya hai to ab aapko information bhi deni padegi
Afterall uske liye hi to etna kuch kiya hai aapne
Daksh- aisa rasta jisse kisi ko kuch pata na chale aur Sab safe rahe
Saanvi- ha na
Aap puchiye to
Daksh- vohi puch raha hu main
Saanvi- lekin aapne pucha kab?
Daksh- vohi to bola
Saanvi- nahi bole
Aapne ye kaha hi nahi saanvi please meri help kardo
Mujhe koe acha rasta batao
Ye kab bola aapne
Daksh- bolna jaruri hai?
Saanvi- nahi aapko nahi hai
Aap to jaan ho meri
To baat aisi hai ki exam time hai
Sab mostly padh hi rahe honge
Aapko jarurat nahi hai
To kyu na problem aane se pehle problem khatam kar de
Daksh-Roy abhi nahi marega
Saanvi- lekin uska empire to mar sakta hai na
Daksh- matlab?
Saanvi- paiso se badh ke kuch nahi hai uske liye
To meat plant close kara dijiye kisi tarah
Vo Pagal ho jaega
Aur aapko jitna time chahiye usse jada mil jaega
Exam ke baad sab ghar chale jaenge
Aur kisi ko koe khatra nahi hoga
Ek mahine me to fir aap dunia hila doge
Daksh- ye kaam to mohini hi kar degi
Saanvi- uske sath risk bhi hoga
Ye mat bhulo vo kabhi loyal nahi thi
Daksh- ab hogi
Saanvi- esse over confidence kahte hai
Daksh- aur kya rasta hai?
Saanvi- vo minister jisse aap paise bejhto ho
Es baar Daksh ne usse ye nahi pucha ki bc saanvi ko pata kaise chala
Bas minister ke bare me sochne lag gaya
Saanvi- nashe kam kardo
Dimag chalna kam hogya hai aapka
Daksh- main chhoti chhijo ke bare me jada nahi sochta
Saanvi- aapke dosto ki life choti baat hai aapke liye?
Daksh- badi bhi nahi hai
Mujhe ek baar bachana hai unko
Saanvi- uske baad?
Daksh- vo jane aur unka kaam
Saanvi- ek din kho doge apne aapko
Daksh- vo to kho chuka hu main
Saanvi- aur sath me mujhe bhi
Daksh- tu to meri apni hai
Do chhate maar ke vapas bula lunga
Saanvi- hawwww aap maroge mujhe?
Daksh- vaise tu kaam to bahut karti hai peetne ki
Saanvi- ek to help karo aur upar se
Agli baar bolna fir bataungi
Daksh- main konsa tumse help mangta hu
Tum free me dene aajati ho
Saanvi- meri galti
Sorry
Saanvi ko ab gussa aagya tha
Daksh- aage se dhayan rakhna
Saanvi- ha ha main hi dhyan rakhungi
Aap kyu rakhoge
Main Pagal jo thahri jo aapse etna pyaar karti hu
Daksh- Pagal to tum ho
No doubt
Saanvi- huhhh
Daksh- chal sakal banana band kar
Aur ye lo
Saanvi- mujhe nahi chahiye kuch bhi
Daksh- dekh to le
Saanvi- nahi chahiye matlab nahi chahiye
Daksh usse jabardasti ek gift jo rapped tha dedeta hai
Saanvi- bola na nahi chahiye
Daksh- hostel jake dekh lena
Aur usko side se hug karke ussa head chum leta hai
Saanvi ka gussa ek second me fur aur vo halka blush karne lagti hai
Daksh- nikal ab
Hostel aagya
Saanvi- huh
Thank you
Daksh- koe baat nahi
Main aksar bacho par tarash kha leta hu
Bye
Saanvi- bye
Love you…..

Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.