Life of an Engineer – Update 204 | Adultery | Romance | Thriller

Life of an Engineer - Adultery-Romance-Thriller Story
Reading Mode

Update-204

Khushi to recover hone lag gaye thi lekin lag raha tha daksh apni puri nind leke hi uthega agar utha to

Kyuki abhi tak ek week hogya tha daksh ke sath ye sab hue aur Khushi to discharge bhi hone wali thi

Mayank- saanvi tum ghar chali jao
Thoda rest kar lena fir aajana
Saanvi- mujhe nahi jana bhaiya

Mayank-tumhra bhaiya uth gaya aur tumhe aise dekha to tumhra pata nahi mujhe vapas sula dega
Saanvi halka sa muskurae

Mayank- please
Main hu na yaha
Saanvi- agar vo uth jaye to call me

Mayank- I will
Rocky
Mayank rocky ko bulata hai
Rocky- jee Bhai

Mayank- saanvi ko ghar leja aur tu vahi rahna
Saanvi- I can take care of myself

Mayank- ha lekin time sahi nahi chal raha
Saanvi- fir sirf ek?

Mayank- tumse pehle goli khane wala to hoga at least
Fir saanvi ne kuch nahi kaha aur rocky ke sath ghar aagaye

Raste me
Saanvi- kuch log pakde the kaha hai vo?
Rocky- Mayank bhai ne farmhouse par le jane ko bola tha

Saanvi- konse farmhouse
Rocky-ma’am main nahi bata sakta
Mayank bhai se puch lo
Actually Mayank ne hi usse mana kiya tha saanvi ko kuch batane se

Saanvi- ma’am naam nahi hai mera saanvi hai
Rocky- sorry aapka naam nahi le sakta

Saanvi- kuch logo ki details Chahiye thi?
Rocky- aap naam ya photos bejh do main kara dunga

Saanvi-tumhre Mayank bhaiya ne farmhouse batane ko mana kiya hai aur tumhri behan (jada mat sochna) ye unhe batane ko mana kar rahi hai
Rocky- jee ma’am
Saanvi usse ghur ke dekhti hai lekin bolti kuch nahi

Kuch time baad ye ghar pahuch Jate hai
Saanvi thaki hue bahut thi esiliye fresh hote hi so gaye aur rocky guard ban gaya
****
Raichand- tumse bola tha maine Mayank se pehle pakdna hai
Lekin nahi
Yaha to sabke apne dimag chalte hai
Bahubali- ma’am main to tabhi chala gaya tha jab aapne bola tha
Vo pehle pahuch gaye to main kya kar sakta hu?

Raichand- tum doob ke mar sakte ho
Aur kuch to tumhre baska hai nahi
Aur kuch pata hua?
Bahubali- nahi ma’am

Raichand- pata tha mujhe Kisi kaam ke nahi rahe tum
Bahubali kuch nahi bola bas chhup chhap sar niche karke sunta raha

Raichand- mohini mili?
Bahubali- do teen jagah par shak hua hai
Vahi ja raha hu

Raichand- to jana yaha khada khada mera muh kya taak raha hai?
Bahubali-jee ma’am
Aur bahubali chala jata hai

Daksh ek ek accident ne pura sehar hila ke rakh diya tha
Cm alag tension me tha ki sala daksh uth gaya to vo sabko chodega aur nahi utha to Mayank saanvi sabko chhodenge

Aur en sab me cm jarur lapete me aayega
Usse to apni chair aur jaan ki padi thi bas esilye jaan laga raha tha

In hospital

Abdul- sir
Mayank jo ek chair pe niche muh karke batha tha aawaz sun ke upar dekhne laga

Mayank- BC daksh ne tujhe zinda chhod diya?
Abdul- tabhi to aapke samne khada hu

Mayank- galat jagah galat time par aagya
Tere ek dhoke ki vajah se daksh Ka naam sabko pata chal Gaya
Ab tu bata daksh ne tujhe chhod diya lekin main kyu na maru?
Abdul- galtiyo ki saza to le chuka hu na Bhai
Dekho ek ungli nahi hai hatho pairo me

Mayank- kya chahiye?
Abdul- daksh sir ne meri wife ko chhod ke mujh par ek ahsaan kiya tha vohi utarne aaya hu

Mayank- Maine to kuch aur hi suna tha
Abdul- akasar jo hum sunte hai vo hota nahi hai

Mayank- tip kya hai?
Abdul- Kuch log aaye the

Mayank- kaise log?
Abdul- bahar ke the
Hathiyaar smuggle karane ki bol rahe the

Mayank- Kaha milenge?
Abdul- pata nahi
Maine bola ye area d company ka hai
Unse puche bina nahi ho sakta
Maare jaoge
To fir unhone bahut sara paisa nikal ke rakh diya aur daksh sir se baat karne ki bolne lage

Mujhe laga sir Ka fayda ho jayega to main kara di baat

Mayank- Jo hathiyaar se daksh ki ye halaat hue hai vo daksh ne smuggle karaye the?
Abdul- puri baat to sun lijiye
Daksh sir ne unko milne ko bola lekin unhone mana kar diya bole waqt nahi hai
Paise lo aur hathiyaar city me pahuchao

Fir pata nahi sir ne kya soch ke ha kar di aur paise le liye
Lekin jaise hi vo vaha se city me gusne lage kisi ne aake unko maar Diya

Ye sir ne hi bejha tha kisi ko
Sir ne bola body ko thikane laga dena aur vo maine kar diya

Mayank- eska aur daksh ke sath jo hua uska relationship kya hai?
Abdul- vo hathiyaar mere pass hai
Aur jis se sir par hamla hua vo bhi same brand same model tha
Sab kuch same same
Aur humare dhando me coincidence to hote nahi hai

Mayank- body kaha hai?
Abdul- vo to maine gaad Di

Mayank- koe photo vagra?
Abdul- nahi kuch nahi rakha

Mayank- to Lund ke bache pata kaise chalega kon the vo?
Abdul- South ke the

Mayank- ha aur south to ek km Ka hai ki dodh ke doond lenge
Chutiya kahi ka
Abdul- unka phone bhi vahi gaad diya tha
Abhi jada time nahi hua hai
Phone theek milne ke chance hai

Mayank- to gandu ja aur phone leke aa
Ek se ek chutiya hi milte hai BC Hume to
Abdul- ek do bando ko bejh dete to help ho jati

Mayank- ruk ja rocky ko aane de
Nahi usse nahi
Enhe leja
Aur Mayank Kuch bando ko bejhta hai Abdul ke sath aur khud vahi vapas bath jata hai

Mayank- koe ek chai lana
Sir phat raha hai BC….

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply