UPDATE 57
Kuch dino ke baad Aryan ki training puri ho gayi. Uska aaz office mai pehla din tha.
Wo ready ho raha tha ki Ashu uske room mai aayi.
Ashu: tu ab tak ready nahi hua,pehle din hi late hona hai kya.
Aryan: m bilkul ready hu meri jaan.
Aryan ne Ashu ko baaho mai lete hue kaha.
Ashu: to phir neeche chalte hai na,mummy breakfast ke liye bula rahi hai.
Aryan: Ashu bade log kehte hai ki achhe kaam ki shuruaat meethe se karni chahiye.
Aryan ne thoda romantic hote hue kaha.
Ashu: theek hai tu neeche to chal mummy ne rasgulle banaye hai,jee bharke muh meetha kar liye.
Ashu thoda shararti lehze mai boli.
Aryan: muh meetha karne ke liye neeche jaane ki kya jarurat hai,m yahi apna muh meetha kar leta hu.
Is se pehle ki Ashu kuch kehti Aryan ne uske honto par apne honth rakh diye aur uske honto ko chusne laga. Kuch hi time baad wo dono ek dusre ko buri tarah se kiss karne lage. Dono ek dusre mai samane ki kosis kar rahe the.

phir kuch der baad dono ne kiss todi,dono buri tarah haanf rahe the. Jab dono ki najre ek dusri par gayi to dono ki hasi chhut gayi.
Ashu: Aaru tere pure face par meri lipstick lagi hui hai.
Aryan: kya.. aur teri bhi puri lipstick kharab ho gayi hai. Tere honth naturally pink hai phir tu lipstick kyu lagati hai.
Dono ne mirror mai dekha to dono smile karne lage.
Ashu: m kaha lipstick use karti hu,aaz hi lagai thi. ab phir se chehra dhona padega,tu bhi na har waqt mere honto ke peeche hi pada rehta hai.
Aryan: theek hai to aaz se tere honto ke peeche nahi inke peeche padunga.
Aaru ne uske boobs ki aur ishara karte hue kaha.
Ashu: tuuuu… Aaru tu na pitega ab mujhse. Tu neeche chal mai muh dhokar aati hu.
Aryan: ok.
Aryan bhi muh dhokar neeche jake dining table par beth gaya,peeche peeche hi Ashu bhi aa gayi. Dono ne breakfast kiya aur ghar se nikal gaye. Bike par Ashu Aryan se puri tarah chipak kar bethi hui thi.

Aryan: tere exam date aa gayi kya.
Ashu: ha next week se exam start hai.
Aryan: to ab college jakar kya kregi tu,ghar beth kar preparation kar.
Ashu: bas 2 din aur jaungi,uske baad seedhe exam dungi.
Ashu: tere exam kab hai.
Aryan: mere bhi bas 2 weeks baad hai.
Ashu: Aaru kyu na exam ke baad ham tour par chale.
Ashu ne peeche se hi Aryan ke gaal par kiss karte hue kaha .
Aryan: plan to achha hai,sochenge is baare mai.
Is tarah wo dono college pahunche. Ashu bike se utri,usne Ashu ke gaal par kiss kiya.
Ashu: bye Aaru,good luck.
Aryan: thanku my sweety.
——-
Khanna: Shilpa beta,tujhe galatfehmi thi Aryan ki gf ke baare mai,wo Aryan ki gf nahi hai balki uski behan hai.
Shilpa: kya..ap ye kese keh sakte hai ki wo uski behan hai.
Khanna: kyonki hamne us ladki ke peeche apne admi lagaye the,ek din unhone use follow kiya tha. Tab pata chala ki wo uski behan hai..
Shilpa: lekin mujhe to wo dono bf-gf lage,wo ladka bhi un dono ko gf bf hi bata raha tha.
Shilpa ne sameer ki baat yaad karte hue kaha.
Khanna: kabhi usne tujhe jhoot bola ho ki uski gf hai.
Shilpa: pata nahi papa.
Khanna: wese mere pas ek idea hai kyu na ham….
Khanna ne use apna plan bataya. Uska plan sunkar wo boli.
Shilpa: papa ye to hamne socha hi nahi,shayad is tarah se baat ban jaye.
Khanna: theek hai to tum shaam ko ready rehna.
Shilpa: thanku papa. You r the best papa in the world.
Shilpa ne khushi se khanna ko hug karte hue kaha.
——
Aryan ne office ke saamne bike roki. Wo bike ko park kar andar ki aur badh gaya.
Wo waha kisi ko bhi nahi janta tha isliye singh ke cabin ki aur badh gaya. Waha bethe peon ne use bataya ki abhi sahab nahi aaye hai. To Aryan wahi bethkar unka wait karne laga. Kuch time baad hi singh waha par aaya.
Singh: Are Aryan,tum kabse baithe ho bhai.
Aryan: sir,Bas abhi kuch der pehle hi aaya hu.
Singh: aao andar aa jao.
Singh apne cabin ki aur badha,peeche peeche Aryan bhi tha. Andar jakar singh ne use bethne ka ishara kiya. Aryan singh ke saamne padi ek chair par beth gaya.
Singh: CBI mai tumhara swagat hai Agent Aryan.
Singh ne Aryan ki aur smile karte hue kaha. Aryan ko bhi khud ko agent kehte hue sunkar proud feel hua.
Aryan: thank u sir..wese bhi m yaha hu to sirf apki wajah se warna mene to kabhi sapne mai bhi nahi socha tha ki m yaha kaam karunga.
Singh: nahi Aryan,tum yaha meri wajah se nahi balki apne talent ki wajah se ho. Mene to sirf tumhe tumhara talent pehchankar ek platform diya hai.
Singh ne Aryan ki tarif karte hue kaha.
Aryan: sir mujhe sirf itna pata hai ki m yaha hu to sirf apki wajah se. Aur m promise karta hu ki apko kabhi bhi apne is faisle par afsos nahi hoga.
Singh: m janta hu beta,aese hi nahi mere baal safed ho gaye hai. Mene duniya dekhi hai,admi ko dekhkar uske baare mai bata deta hu. Khair,aaz tumhara pehla din hai. Aao tumhe tumhara cabin dikhata hu.
Aryan: mera cabin..
Singh: ha bhai specially aaye ho to cabin to banta hai.
Singh muskurate hue bola.
Singh: lekin is se pehle apni ID lo,tumhare sab papers work m pehle hi kar chuka hu.
Singh ne apne beg se ek ID nikal kar Aryan ko di.
Aryan: thank u sir.
Singh: are bas bhai kitna thanku bologe,chalo.
Singh ne us se kaha aur apne cabin se nikal gaya. Phir wo dono ek cabin ke pas gaye aur singh ne gate khol kar kaha.
Singh: welcome to your office.
Aryan: thank u sir.
Singh: kesa laga.
Aryan: sir bahut achha hai.
Singh: chalo ab tumhe sabse milata hu.
Phir singh ne Aryan ko sab se introduce karaya as a technical head. Phir singh use contol room le gaya.
singh: Aur ye hai tumhari kaam ki jagah,hamara contol room.
Aryan waha har ek cheez ko dekhne laga. Waha 4 aur bande the jo singh ko dekhkar apni chairs se uth gaye.
Singh: Aur aaz se ye tumhari team.
Singh ne un charo ki aur ishara karte hue kaha.
Singh: ye hai Amit(age 35),ye hai vikky (age 28),ye hai Asif(age 26) aur ye hai Isha(age 24).
Singh ne un charo ki aur ishara karte hue kaha.
Aryan ne un charo se handshake kiya.
Singh: Aur ye hai Apke head Mr Aryan.
Singh: Aryan ye charo hamare dept ke sabse kabil officer hai is field mai, aur abse inhe tum lead karoge.
Aryan ne kuch nahi kaha bas Singh ko dekhta raha. Wo dono wapas singh ke cabin mai aa gaye.
Aryan: Sir,ap mujh par bahut jimmedari daal rahe hai. Shayad m in sab kaam ke liye abhi perfect na hou.
Aryan ne apni uljhan singh ko batayi.
Singh: Aryan mene kabhi admi ko pehchanne mai galti nahi ki hai. Tumhare alawa is kaam ke liye meri nazar mai aur koi perfect nahi hai. Tum is se bhi kahi jyada talented ho bas khud par bharosa karna seekho.
Aryan: sir mujhe khud par pura bharosa hai.
Singh: aur wese bhi Aryan ye to tumhara publicly work hai,private to abhi baki hai as a agent.
Aryan: sir m hamesha ready hu.
Singh: ye hui na baat. Ab tum jakar apne collegue se jaan pehchaan badhao. Kal se phir kaam shuru.
Aryan: ji.
Singh: aur ha,govt ki taraf se tumhe ek car,ek flat milega.
Aryan: sir mujhe nahi chahiye abhi,mujhe biking karna hi pasand hai.
Singh: ok bhai jesa tum chaho.
Aryan: ok,ab m chalta hu.
Aur Aryan waha se nikal kar aa gaya. Pehle usne poora office ghooma.phir Ravi ke cabin mai gaya,waha us se kuch der baate ki.
Phir dopehar ke waqt wo apne cabin mai betha laptop par kuch kar raha tha. Tabhi uska phone baja,usne dekha to wo Ashu ka tha.
Aryan: hello my sweety.
Ashu: hello Aaru.. to kesa raha pehla din.
Aryan: baut achha.
Ashu: khaana kha liya tune.
Aryan: nahi abhi nahi,ab jaunga.
Ashu: pehle jakar khaana kha. Mene kaha tha na ki lunch ghar se hi lekar ja,lekin nahi janab to kisi ki sunte hi nahi.
Aryan: relax honey.
Ashu: kya relax,kaam ki saath saath apni sehat ka bhi khayal rakhna jaroori hai.
Ashu aaz Aryan ko baksne ke mood mai nahi thi.
Aryan: yaar tu to abhi se hi bilkul biwi ki tarah hukm chalane lagi hai mujhpe.
Ashu: kuch bhi samjhle tu,pehle jakar khaana kha.
Aryan: ok m jata hu,tu pahunch gayi ghar.
Ashu: ha m abhi aayi hu.
Aryan: theek hai,m jaata hu.
Aryan uthkar canteen par khaana khaane chal gaya.
Is tarah uska poora din guzar gaya. Shaam ke waqt jab wo ghar aaya to ghar ke andar ka nazara dekh wo dang reh gaya.

