UPDATE 38
Abhi wo hotel se nikle hi the ki Aryan maathe par haath maarta hua bola.
Aryan: aree yaar ek cheez to m bhool hi gaya.
Ashu: ab aur kya reh gaya.
Aryan: Date par lovers kiss bhi to karte hai,mene to tujhe kiss kiya hi nahi.
Aryan uski taang kheenchte hue bola,aur Ashu ne ye sunkar uski kamar par mukka maara.
Ashu: tu kisi din bahut pitega mujhse,besharm.
Aryan: kya yar,mene kuch galat kaha hai kya. Apni gf se hi to bol raha hu m.
Ashu: tu to chup hota hi nahi hai,m hi apne kaan band kar leti hu.
Ye kehkar usne apne kaano par haath rakh liye. Is tarah wo ghar pahunche. Ghar pahunchte hi Aryan ka phone baja. Usne dekha wo Rajiv ka tha.
Aryan: hello. Kese ho bhaiyya.
Rajiv: m theek hu,tu bata.
Aryan: bs theek hu bhaiyya m bhi.
Rajiv: achha wo kaam hua.
Aryan: bhaiyya m usi kaam m laga hua hu,parso tak apko sari info mil jayegi.
Rajiv: chal theek hai,savdhani se karna.
Aryan: theek hai bhaiyya.
Call cut karne ke baad Aryan ghar se bahar chala gaya,wo wapas shaam ke waqt lauta. Raat ka time tha sab sone ke liye apne apne kamre mai ja chuke the. Jese hi Ashu apne room mai gayi,usne apne bed par Aryan ko leta hua dekha.
Ashu: oye chal apne kamre mai jakar so,yaha kyu pada hua hai.
Aryan: Ashu,m soch raha tha kyu na ham shadi se pehle sath sone ki practice kar le.
Ashu ne jese hi ye suna,wo uski aur maarne ke liye badhi. Wo bed par Ashu ko marne ke liye chadhi ,aur Aryan usse bachne laga. Isi chakkar mai hua ye ki Kuch der mai Aryan neeche aur Ashu uske upar aa chuki thi.
Aryan ne jhat se use apni baaho mai bhar liya,Ashu ko jab ye realize hua ki wo kis situation mai hai to wo us se ladte ladte ruk gayi. Wo jese hi uthne ko huyi,Aryan ne use aur kas liya.
Ashu: Aryan chhod na mujhe,kya kar raha hai.
Aryan: m kaha kuch kar raha hu.
Ashu: apne haath meri kamar se hata.
Aryan: aese to nahi hataunga.
Ashu: to aur kese hateyega.
Aryan: dekh m tujhe date par le gaya,itna achha surprise diya,gift diya. To badle mai mujhe bhi to kuch chahiye na.
Ashu: to tujhe kya chahiye bata.
Aryan: ek kiss.
Ashu: tera dimag kharab ho gaya hai kya,chhod mujhe.
Aryan: dar mat tu,gaal pe kiss karne ko keh raha hu m.
Ashu: Aryan chhod na,mummy aa jayegi.
Aryan: aa jane de,jab tak tu kiss nahi karegi mai nahi chhodunga.
Ab Ashu ne socha ki ye nahi manenga. To usne uske gaal par apne honth chhua kar hata liye.
Ashu: ab chhod mujhe,kar diya mene kiss.
Aryan: ye kiss tha,achhe se kar warna phir lip lock karna padega.
Ashu ye sunkar ghabra gayi aur jaldi se uske gaal par ek jordar kiss kar di. Aryan ne use chhod diya,wo turant uthkar side mai aa gayi.
Aryan: kya yaar,tujhe kiss karna bhi nahi aata. Koi baat nahi m sikha dunga.
Ashu: chal ab bahut hua,apne kamre mai ja.
Ashu ne uska haath pakda aur use uthane lagi.
Aryan: Ashu ye galat hai,koi apne bf ko aese treat karta hai.
Ashu: ha ji,m karti hu.
Aryan: Ashu mene suna hai ki hamare yaha chudail utri hui hai.
Ashu: m us chudail se nipat lungi,par tujh jese bhoot se nahi.
Aryan: chal theek hai,m jata hu. Lekin mujhe bhi tujhe kiss karni hai.
Ashu: tuuuu… tu ja yaha se. M teri behan hu kamine.
Aryan: wo kya hai udhar.
Usne gate ki aur ishara kiya. Jese hi Ashu ne gate ki aur dekha, aryan ne bahut tezi se uske gaal par kiss kiya aur kamre se bhaag gaya. Ashu shocking thi.
Ashu: hey bhagwan,kitna chalu hai ye. Har waqt ise bas ye hi sab soojhta hai. Khud to pagal ho gaya hai sath hi mujhe bhi kar dega.
Ashu khud se boli aur bed par aakar let gayi.
Ashu: wese aaz kitna achha intzaam kiya hua tha us duffer ne. Sach mai,mujhe to aesa feel ho raha tha jese ki m koi princess hu. Kitna expensive hoga ye sab,lekin usne mere liye ye sab kiya. Mujhe pata hai wo mujhse bahut pyaar karta hai. Mere liye kuch bhi kar sakta hai. Lekin m sharminda hu Aryan,m tere liye kuch bhi nahi kar pati. Kyonki M abhi ready nahi hu,apne purane riste ko dafnakar,ek naye riste ko zinda karne ke liye. M bhagwan se dua karti hu ki kisi tarah teri samjh mai aa jaye ki ye galat hai. Isme hi ham sab ki bhalai hai. Warna m bhi khud ko jyada der nahi dok paungi tujhse pyaar karne ke liye.
Aur kab ye sochte sochte wo so gayi pata hi nahi chala.

Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.