UPDATE 31
Wo shaam tak ghar aa gaye. Anjali ne jaldi jaldi khana banaya. Unke sath Nirmala nahi aayi thi kyonki use Sunil ne rok liya tha ki, kuch din baad wo khud hi chhod aayenge unhe.
Udhar jab Aryan Ashu ko lekar waha se nikla to Avni ne jakar Ajay ko uthaya. Uske chehre se khoon nikal raha tha. Aur un teeno ki halat bhi aesi hi thi. Avni ne pani pilaya aur kuch der baad jakar wo thoda normal hue.
Avni: kitni bedardi se mara hai kamine ne.
Ajay: lekin wo haramzada aaya kis tarah.
Avni: wo kitchen wali window se aaya tha. Mujhe to ye soch kar hi dar lag raha hai ki unhone ghar bata diya hoga ab tak to. Papa hame jaan se maar dalenge.
Ajay: pehle tu chup kar,sochne de kya karna hai. Sab sahi chal raha tha pata ni us kutte ko yaha ka kese pata chal gaya.
Avni: ab kya kare ham.
Ajay: ek kam karte hai ghar chalte hai, jo hoga dekha jayega.
Avni: tu pagal hai kya,kuch aur sochte hai.
Aur jab bahut time ho gaya to
Ajay: Avni mujhe nahi lagta ki unhone ghar bataya hoga,agar wo ghar batate to ab tak ghar se call aa chuka hota.
Avni: ha mujhe bhi kuch aesa hi lag raha hai,chal ghar chalte hai jo hoga dekha jayega.
Wo dono ghar ki aur chal diye. Wo ghar aaye to samne hi sunil aur nirmala bethe hue the. Unhone darte darte ghar mai kadam rakha.
Sunil: Ajay kya hua tujhe,tere chehre par ye nisaan kese hai.
Ajay: dad wo mai party mai fisal gaya tha to.
Shanti: Ajay tu bhi na,tujhse apna dhyaan tak nahi rakha jata.
Avni: mom.. Ashu ni dikhai de rahi hai.
Usne darte darte poocha.
Shanti: wo log dopehar mai hi chale gaye the,tujhe to bataya hoga hi usne ki uska practical hai kal.
Avni: h..haa. bataya tha,m bhool gayi thi.
Aur tab jakar unki jaan mai jaan aayi. Lekin wo ye hi soch rahe the ki unhone aesa kyu kiya.
Idhar Ashu apne room mai leti aaz hue us bhayanak haadse ke baare mai soch rahi thi. Wo apne man mai boli
Ashu: thanku bhai thanku,agar tu aaz sahi time par nahi aata to aaz teri Ashu zinda nahi hoti.
Aryan uske door par khada hua use badbadate hue dekh raha tha.
Aryan: Ashu tu theek hai na.
Ashu apni socho se bahar aayi.
Ashu: ha..ha m theek hu,aaza.
Aryan aaya aur akar bed se tek laga kar beth gaya.
Aryan: us incident ke bare mai hi soch rahi thi na tu.
Ashu: ha.
Aryan: kyu,Ashu ab us baat ko apne zehan se nikaal de,past mai jo kuch bhi hua use bhool ja aur aage badh.
Ashu: m bhool nahi pa rahi hu ki Avni ne hi mere sath ye sab kiya,meri apni behan ne.kyu,mene kya bigada tha uska.
Aryan: kyonki wo tujhse jealous thi Ashu.
Ashu: kyu wo mujhse kyu jalti thi,mene aesa kya kiya.
Aryan: kyonki tu itni khoobsurat jo hai.
Ashu: tu bakwas mat kar.
Aryan: ok,to sun Avni ne Ajay ka sath isliye diya kyonki wo phically relation mai the.
Ashu: Aryan tera na dimag kharab ho gaya hai.
Aryan ko pata tha wo uska yakeen nahi karegi,isliye usne apna mobile nikala aur video chala kar uske haath mai mobile thama diya. Ashu ne dekha to uske chehre ka rang hi ud gaya. Usne mobile off kiya aur Aryan ko de diya.
Ashu: omg,ye dono bhai behan hokar sex relation mai the.
Aryan: ha aur isliye hi Avni ne uska saath diya,aur Ajay ki niyat ka to tujhe pata hi hai.
Ashu: mujhe ye samjh nahi aa raha wo bhai behan hokar kese.
Aryan: Ashu mene tujhe bataya tha na ki ye sab ab normal hai,bas farq ye hai ki kisi ko is baare mai pata nahi chalta. Aur m bhi to bahut pyaar karta hu na tujhse.
Ashu: shut up.tu phir se mat shuru ho jana.
Aryan: mera to pyaar koi samjhta hi nahi hai.
Aryan ne ye baat itni masoomiyat se kahi ki Ashu ki bhi hasi choot gayi.
Ashu: Aryan mujhe tujhse thankx bolna hai kyonki agar tu aaz…
Aryan: agar tune phir se ye bola to tu mujhse pitegi aur kuch nahi.
Ashu: tu apni badi behan ko pitega.
Aryan: ham twins hai.
Ashu: ha lekin pehle to mai paida hui thi na,to m hu na tujhse badi.
Aryan: ha abhi tu badi hai,lekin hamari shadi ke baad m tujhse bada ho jaunga.
Ashu: kyaa… kutte. Chal yaha se apne room mai ja.
Wo use bed se uthane lagi,aur Aryan uth nahi raha tha,is dhakka mukki mai ye hua ki Ashu ka hath fisla aur wo Aryan ke upar ja giri. Ashu ne turant use apni baanho mai jakad liya. Ashu ka pura sharir Aryan ki body ke upar tha.
Ashu: Aryan chhod mujhe.
Aryan: chhodne ke liye thoda hi tujhe baanho mai bhara hai.
Ashu: besharm,m teri behan hu.
Aryan: koi baat nahi jald hi biwi bhi ban jaogi.
Ashu ne apne hath se uska gala pakda.
Ashu: tu mere hatho se mar jayega kisi din.
Aryan: dekhle sabse jyada tu hi royegi agar mai mar gaya to.
Ashu ko laga ki wo aese nahi manega.
Ashu: mummy aap yaha..
Itna sunte hi Aryan ne use ek jhatke mai apne se alag kiya aur bed se khada ho gaya.
Uski halat dekh Ashu jor jor se hasne lagi,aryan bhi sara majra samjhkar muskurane laga.
Ashu: chal apne room mai ja,mujhe neend aa rahi hai.
Aryan: dekh hamari shadi to hogi hi,to kyu na ham sath hi so jaye.
Ye kehkar Aryan waja se bhagkar apne room mai aa gaya aur
Ashu: kutte,besharm aaza abhi sulati hu tujhe.
Uske jaane ke baad Ashu muskurane lagi. Phir wo letkar sochne lagi.
Ashu: aaz mujhe Aryan ki baato par gussa kyu nahi aaya,m bas use dikhane ko upar hi upar se gussa kar rahi thi. Jab unhone mujhe baandh rakha tha tab bhi mujhe bas Aryan ka hi khayal aa raha tha,m bas uske baare mai hi soch rahi thi ki wo mujhe bacha le. Aur bahut dino se to sote hue bhi m uske baare mai hi sochti hu,uske hi sapne aate hai. Kya mujhe bhi us se pyaar ho gaya hai.
Aur ye sochkar usne apna chehra sharm se chadar mai dhak liya.

Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.