UPDATE 14
Aryan ko ye dekhkar uspar gussa aane laga,usne use ek chaanta mara jis ke wo couch par ja giri,aur use dekhe bina uski t- shirt uski taraf karte hue gusse se bola-” pehno ise,tum kya samjhti ho ki mujhe tumhare jism se pyaar hai to kaan kholkar sunlo m tumse pyaar karta hu,tumhare jism se nahi. Aur aage se kabhi aesi harqat ki na to achha nahi hoga”.
Ashu ne uske haath se t-shirt li aur pehanne lagi aur sisakte hue boli-” Az to mujh par tune haath utha diya,aaz ke baad mat uthana warna tere liye ni achha hoga. Tu apne saare haq kho chuka hai,na to ab tu mera bhai hai na mai teri behan”.
Ye bolkar wo upar jaane lagi to Aryan ne use rokte hue kaha-” plz Ashu ek bar meri baat to sun,m tere bina nahi reh pounga,m tujhse bahut jyada pyar…..”
Ashu ne uski baat kaat te hue gusse mai jawab diya-” pyaar my foot. Agar tune ab ek aur lafz bola na to m mummy papa ko teri ye sab bakwas bataungi, ab tak mene unhe batane ka nahi socha tha kyonki m unhe teri wajah se sharminda hote hue nahi dekhna chahti,nahi chahti ki unhe teri parvarish par ghinn aaye ki kese tu apni hi behan se …..”.
Aur wo waha se upar chali gayi. Yaha neeche Aryan khada hua aanshu bahata raha,wo apne apko bahut bebas feel kar raha tha. Wo wahi betha raha,kuch der baad use bike aane ki awaaz aayi to wo samjh gaya ki uske mummy papa aa chuke hai,wo jaldi se washroom ki taraf gaya aur muh dhone ke baad akar gate open kiya.
Rajesh: are tu,tu soya nahi abhi tak.
Rajesh ne andar aate hue kaha.
Aryan: nahi bas apka hi wait kar rahe the.
Anjali: Ashu kaha hai.
Ashu: wo kuch der pehle hi sone gayi hai.
Anjali: theek hai,chal tu bhi soja.
Aryan apne kamre mai aa gaya. Halanki neend aaz us se koso dur thi. Wo bas yehi soch raha tha ki usne ye sahi kiya ya galaat.
“Mene ye galat to nahi kar diya,mene apni behan ko bhi kho diya aaz….nahi,agar m az us se nahi kehta to m mar jata,kam se kam ab sukoon to hai ki mene use keh to diya. Ab bas mujhe use manana hai kisi bhi tarah se.”
Is tarah kafi der tak uske dil ur dimag mai ladai hoti rahi,aur wo so gaya. Idhar Ashu bhi roti rahi,sochti rahi ki ye sab uske sath hi kyu hota hai,aur wo bhi kafi raat m soyi.
Next day 8 am se upar ho chuke the. Anjali upar aayi aur un dono ko jaga diya. Pehle Ashu ready hokar neeche aayi to use dekh kar Anjali boli-
” Ashu,teri aankhe kyu suzi hui hai”.
Ashu hadbada si gayi aur boli-” kuch nahi mummy raat m bahut der se soyi”.
Anjali: achha,aur az to Aryan ne bhi had kardi,ab tak so raha hai,wo to kabhi itna late tak nahi sota aur na hi gym gaya.
Anjali ye sab keh hi rahi thi ki use Aryan aata hua dikhai diya. Wo nasta karne lage,naste ke time Aryan ne Ashu ko 2-3 bar dekha but Ashu chup chap sir neeche kiye hue hi apna nasta kar rahi thi. Nasta karne ke bad Ashu apna bag uthakar bahar jaane lagi to Anjali boli-
Anjali- tu kaha ja rahi hai,rukja Aryan bhi to aa raha hai.
Ashu: mummy m apne aap chali jaungi,bacchi nahi hu m.
Aur wo waha se chali gayi.
Anjali: ise kya hua,tum dono ke beech firse jhagda hua kya.
Aryan hadbada gaya-:nahi to.
Aur wo bhi college ke liye nikal gaya. College m uske dost bhi samjh gaye ki az Aryan ka mood bahut kharab hai,class ke time to unhone us se kuch nahi poocha. Lunch time mai jab wo canteen m bethe the.
Vikul: Aryan kya hua yaar,tu az itna sad kyu hai.
Aryan: nahi kuch bhi to nahi hai.
Ayush: dekh Aryan sach sach bata.
Aryan: ok,jis ladki ke baare mai mene tumhe bataya tha na kal mene use purpose kiya tha but usne mjjhe mana kar diya.
Vikul: what?? Tujhe mana kar diya par kyu.
Aryan ne socha ki wo pehle hi unhe kafi bata chuka hai ab aur nahi batayega to wo bola.
Ashu: wo kisi aur se pyaar karti hai.(usne jhoot kaha).
Wo dono bhi uske liye thoda sad hue fir use samjhate hue bole.
Ayush: koi baat nahi yaar,life m aesa hota hai,bas ab tu uske baare mai jyada mat soch.
Vikul: ha yar,aur jaruri to nahi hai na ki jis se ham pyaar kare wo bhi hamse pyaar kare. Chill bhai,aur bahut ladkiya hai yaha.
Aryan: theek hai,class mai chalte hai.
Wo class mai chale gaye.
Idhar Ashu bhi raat hui sab baato ko soche ja rahi thi. Aditi bhi sab notice kar rahi thi ki wo az kafi pareshan hai,usne kayi baar Ashu se pucha bhi but usne kuch nahi bataya.
Aaz ka din dono ke liye kafi muskil bhara tha. Chutti ke baad dono ghar aaye. Aryan to pehle hi aa chuka tha aur khaana khakar bahar chala gaya tha jabki Ashu khaana khakar upar apne kamre mai chali gayi. Raat na sone ki wajah se use neend aa gayi aur wo so gayi.

