Jaisa Bhi Hai Mera Bhai Hai – Update 6 | Incest Story

Jaisa Bhi Hai Mera Bhai Hai - Incest Story
Reading Mode
Update 6

hariya Malik ab kaisa hai wah ladka bach to jayega n us ka kabhi khun bah rha tha

Malik. hariya Baidh jee ne kaha hai wah thi hai magar uske khon kabhi bah gaya hai our us ke sir pe chut lagi hai uske liye sahar se khon lana padega

hariya. to Malik aap chute Malik Ko bol dijeye un ke hospital me to bahut hi khon hoga

Malik. ha hariya maine use phone kar diya hai wah le kar aata hi hoga our isi bahane bahu our meri poti bhi aa rhi hai

hariya. Malik ye to khusi ki baat hai is ladke ke bahane sahi magar chute Malik 9 shall Baad gaao to aa rhe hai aap ne achacha kiya jo ye ladka Ko yeha laya

malik. ha hariya to sahi kaha meri nanhi pari bhi ab badi ho gayi hogi Wah jab paida huwi thi tabhi use apne seene se lagaya tha use oua mujhe kabhi Sahar Jane ki himmat hi nahi kiya

idhar jab gita ko hush aaya to wah ek gufa ke ander thi our Charo tarf se Phoolon ki khusboo aa rhi thi magar waha se uth kar bhagne lagi do char kadam chal kar gir gayi

tabhi ek aawaz aai abhi tum kamzur ho beti our tum is manhoosh jangal main kay kar rhi ho

gita jab aawaz ki taraf dekha to wahi aadmi tha jo pahade ke unchai ke samne Hawa main khada tha

our gita ne apni sari kahani Sona diya kaise wah yeha tak baba ke talash main aai hai

gita. baba kay aap jante hai Parmod baba kaha milenge mujhe uneh dhundh kar apne bhai ke bare main puchana hai mera Karan bhaiya thik to hoga n our baba jee aap has q rhe hai mera dil kitana ro rah hai wah main hi janti huin ab to meri aankhon se aansho bhi nahi bahate main jab panch shall ki thi tab se ek bhai ke liye ro rhi huin

jab baba ke tarf dekha gita ne ki meri dard Bhari bate soon kar bhi baba has rhe the to use achacha nahi laga

baba. beti jise tum dhundhte huwe yeha is darawani jangal main aai ho Wah main hi huin Parmod baba our tum phikar mat karo tumhara bhai bilkul thi hai magar tumeh our kuch din us ki judai Sahni hogi main is liye has rah tha ki jo bahan itni tadap rhi hai Wah kaise rah Sakti hai

gita. dahkti huwi kahne lagi baba main rah lungi bas mera bhai Abhi jaha bhi ho sahi salamat ho

gita ek Tarah tudi khush bhi thi ke us ka bhai Zinda to hai magar gam is baat ka tha ke abhi bhi main apne bhai se nahi mil paungi

gita. Baba main kab apne bhai se mil paungi

baba. jab Wah 18 shall ka ho jayega to use tum sab ki yaadein stane lage gi our Wah khud tum logo ke pass aa jayega our ye lo ise apni gale main bandh lo wah jab tumhari sahar main ayega to tumhara dil tezi se dhadekne lage ga

gita. aaisa kay hai is tabiz main jo mujhe pata chal jayega Wah jab hamare sahar main ayega ga

baba. Q ki aaisa hi tabiz maine Karan ke gale main bhi Bandha hai our tum is kabhi gale se nahi nikalna ye buri Sakti se tumhara raksha kare ga

Idhar karan ko khun chagane ke do deen Baad hush aaya

dadu dadu ye dekhiye

dadu Kay huwa muskan beta

Jaha Karan leta tha waha pe muskan bath kar use dekh rhi thi aachanak Karan helne laga to muskan ne apne dadu Ko bolaya

muskan. dadu dekhiye ye jag rha hai

karan. main kaha huin our aap loog Kaun hai

dadu beta mera naam Rajendar Singh hai our tum hameh jangal main mile the jakhmi halat main Kay huwa tha tumhare saath

karan. Mujhe kuch yaad nahi hai

our apne sar paked kar yaad karne laga ahhha kar ke phir se so gaya

rajendar Singh beta Kay huwa hai is ladke Ko our ye phir se behos kaise ho gya

parem Singh. Papa is ladke ke lagta hai sar pe chut lagne se yaad Chali gayi hai magar jab is ki Umar bdegi is apne maa baap ki yaad aayi rahegi tab tak aap loog is kuch mat puchiye warna kuch bhi ho Sakta hai

isi tarah deen betate gaye muskan our Karan ki dosti bhi badti gayi duno ek saath school Jane Lage

baba. gita tumeh yeha rahte huwe 8 mahine ho gayi hai tumhare ghar wale bhi dukhi hungi ki apne bete ke sath beti bhi kho di our mujhe bhi ab zarurat mando ke madad karne Jana hai ab tum ghar jaao apne

gita thik hai baba main aap ke chalungi phir aap apne raste chale Jana main apne ghar chali jaungi

teen deen bad gita apne sahar pahunchi jab gita texi main bathne wali thi to dekha kajal Ko ek ladka paked kar use le jas rha tha our kajal idhar udhar ger kar chal rhi thi gita texi ko chude kar bhagti huwi jaa kar ladke Ko dhakka de kar kajal Ko paked liya

gita. kajal meri bahan Kay huwa hai tujhe

Kajal nashe main didi aap aa gayi kaha hai mera Karan bhai aap use lane gayi thi n kajal Ko Zara bhi hush nahi tha bas Wah aise hi bolti jaa rhi thi

gita ne jaa kar ladke Ko paked kar do teen tapped mar kar puchane lagi Kay Kiya hai meri bahan ke magar ladka gita Ko dhakka de kar bhag Gaya Gita ne kajal Ko hospital le gayi

gita Kay huwa hai meri bahan Ko

Dr aap us ki bahan our aap Ko pata nahi hai ye bahut hi jayega Nasha kar rhi hai achcha Kiya ise sahi wakat pe le aai nahi to kuch bhi ho sakta the ghbraiye nahi aap ki bahan ab thi hai magar ise kuch shall tak yehi rahana huga

gita thik hai Dr sahab Kay main apni bahan se mil Sakti huin

Dr. ha mil Sakti hai

gita kajal tone nasha kab se kar rahi hai tujhe malum hai ghar sabhi kitni dukhi hai agar ghar pe pata chale ga to Kay halat hogi chuti maa our maa papa Ko

kajal. aankhon se aansho ki Nadiya bhati huwi kahne lagi didi sab khatam ho gaya papa our bade Papa ab is duniya mein nahi hai aap kaha Chali gayi thi hameh akela chude kar nahi jeena mujhe main bhi bhai ke pass Jana hai

jab gita ne kajal ke baat Ko sona Wahi kajal ke pairo main gir kar bath gayi us ke aankhon se waise bhi aansho to kab ke sukh gaye the

Tring Tring Tring

hello Kaun bol rha hai

hello Payal

payal gita didi aap kaha ho our rone lagi

gita. dekh Payal rona nahi mujhe sab pata hai to sirf Naina our Komal Ko le kar is xxxxxx hospital main aa jaa mujhe apni bahno ki bahut yaad aa rhi hai

kuch der Baad Payal duno bahno Ko le kar hospital pahunch gayi jab gita ne apni bahno ki halat dekhi to jo aansho ab nahi bahate the us main se ab bah rhe the Gita dur kar Naina Ko godh main utha liya sabhi bahne Wahi hospital main chikh chikh rone lagi magar gita janti thi ab main tut jaungi to ye meri Masoom bahno ka Kay hoga is liye gita ne himmat se kaam liya our kajal ke halat batayi our ye bhi ke hamara Karan bhai bhi Zinda our itne din ke Baad wah laut ayega jise soon kar sabhi Ko gam main bhi tudi si khusi huwi ke hamara bhai Zinda hai

Gita payal hamara campni ka kaam kawan dekh raha hai

payal. abhi campani Ko Vikram phupha dekh rhe hai our bowa bhi ab yehi rahti hai

gita. chal thik hai our tune kajal Ko akeli q chude diya tha janti hai Wah mujhe kis halat main mili hai agar abhi main nahi aati to ham sabhi apni bahan Ko Sayed kho deti

payal. didi ye Nasha pahle se Karti thi mujhe ek Baar Karan ne bataya main puchane wali thi magar Karan ne mana kar diya our bola ke isne Karan se kaha hai kabhi Nasha nahi karegi magar ye kabhi kabhi chup kar Nasha Karti thi magar jab se aap our Karan hameh chude kar gayi our phir kuch deen Baad jab papa our bade Papa aap duno Ko dhundhte huwe accident main mare gaye tab se ye Nasha karne lagi

gita to tune ise akeli ghar se bahar q Jane deti thi

payal. main ise akeli nahi Jane deti thi Vikram bhobha is mohit ke saath bhejate the ki is ka bahar man bahal jaye ga our kabhi kabhi Komal our naina bhi jati thi

komal. didi hameh to Wah kabhi bhi kajal didi ke saath nahi le gaya ghar se hameh mohit hi lata tha magar bahar se Vikram bhobha hameh apne sath ghumane le jate the

gita payal mujhe kuch thik nahi lag raha hai akhir bhobha aaise q karte hai ab mujhe hi apni campni dekhni padegi

payal didi Kay aap aage nahi padengi our aap Ko kuch malum hai campni main kaam karte hai

gita. Ab main aage nahi pahde Sakti magar main apni bahno Ko zaror pdehungi our campni ka kaam mujhe kuch kuch malum hai kaise karte hai America main mujhe mama ke saath jati thi our raat main mama mujhe samjhte the ki kaise karte hai waise bhi uneh pata tha ke aage chal kar mujhe campni ka kaam dekhna hai thik hai our meri Rajkumari kabhi nahi royegi promise karo didi se Komal tum promise karo

Naina. didi main kabhi nahi roungi to Karan bhaiya aayenge na

gita ha meri Rajkumari hmahra bhai zaror aayega

our man main to Wah mohit tha

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply