Reading Mode
Update – 59

Maine apna lund neha ke muh se bahar nikala aur muthh marte hue jor jor ki pichkariya chhodne laga jo bed par yahan wahan girne lagi aur udhar neha bhi apni chut me ungli jor jor se chalane lagi aur kuchh hi der me uska bhi badan akad gaya aur wo aankhe band karke jhadne lagi aur main bhi bed par uske side me let kar hapne laga tha………………….
.

Ab aage.
.

kuchh der hum dono aise hi pade rahe phir neha pahle uthhi aur bathroom me jakar fresh hokar apne kapde pahan kar aagai ab tak main bhi apne kapde pahan chuka tha aur neha ke aane baad main bhi bathroom hokar aagaya to dekha ki neha abhi bhi room me hi baithi thi aur mujhe bade dhyan se dekh rahi thi

“kyon kya hua maja nahi aaya kya” main use apni taraf aise dekhte hue dekh kar bola

“nahi maja to bahut aaya” wo boli

“to phir kya baat hai tu mujhe aise kyon dekh rahi hai” main bola

“ab sonu tu itna bhi nasamajh to nahi hai jo kisi ko harkato ya behavior ko nahi pehchan sake ya bato ko na samajh sake” wo boli

“jara khul kar baat yaar ki aakhir tu kahna kya chahti hai” main bola aur main samajh gaya tha ki ab wo manju ke bare me hi baat karegi

“tu Sab samajh raha hai lekin phir bhi sun ki jab manju tujhse dhang se baat bhi nahi kar rahi hai aur tujhe ignore kar rahi hai to phir tu kyon uske pichhe pada hua hai usse jabran kyon chipakna chahta hai” aakhir neha ne bol hi diya

“dekh neha tu jaisa samajh rahi hai na waisa kuchh nahi hai main to bas is bechari ke bare me sab jaan kar bas uska dukh batna chahta hu aur haan teri ye baat bilkul sahi hai ki wo mujhe ignore kar rahi hai lekin pata nahi kya baat hai ki uske is tarah behave karne ke baad mere andar se yahi aawaj aati hai ki is bechari ko daya pyar aur sahanubhuti ki jarurat hai isliye main sirf ye koshish kar raha hu ki wo kaise bhi wo dardnaak hadsa bhul kar wapas normal ho jaye” main bola

“ohh…….to ab janab ke andar se aawaje aane lagi hai ki manju ko khush rakho, lekin ye to bata de ki ye aawaje andar se kahan se aarahi hai kahin wahi se to nahi jo abhi kuchh der pahle mere muh me tha” neha mere lund ko taraf ishara kar rahi thi shayad use ye lag raha tha ki main manju ko chodna chahta hu isiliye ye sab kar raha hu

“are nahi yaar aisa kuchh nahi hai jab maine pahli baar uska dukhi chehra dekha tha tabhi mujhe laga tha ki mujhe iske liye kuchh karna chahiye aur jab tune mujhe uske bare me sab bataya to phir to mere dil me jaise pakka kar liya ab chahe manju mujhse jaisa bhi wyavhaar kare mujhe use normal life me lana hi hai, aur waise uske jaisa udaas aur gamgin chehra dekh kar sirf daya hi aasakti hai lund kabhi bhi khada nahi ho sakta samjhi” main bola

“ohh……to aawaje dil se aarahi hai yani ke love shav, pyar muhabbat ka mamla hai” neha muskura kar boli

“tu phir line se hat rahi hai maine kaha na ye sirf daya aur sahanubhuti ka mamla hai isme pyar muhabbat kaha se aagaya” main bola

“lekin mujhe to yahi lagta hai dekh lena ki ek din kaise teri daya pyar me aur sahanubhuti muhabbat me badalti hai” wo challenge karte hue boli

“aisa kabhi nahi hoga lekin neha yaar tu meri madad kar na us bechari ka dukh door karne me” maine request ki

“ab isme main teri kya madad kar sakti hu” usne puchha

“dekh itna to tu bhi samajh chuki hai ki wo mujhe avoid kar rahi hai aur agar main khud akela usse baat karne ki koshish karunga to wo mujhe bhav nahi degi lekin jab tu bhi sath rahegi to shayad wo dhire dhire mujhse khul jaye” maine bataya

“tera matlab hai ki main tujhe baar baar usse baat karne me madad karu” wo boli

“haan mera matlab yahi hai” main bola

“ok main koshish karungi” wo boli aur mere room se bahar nikal gai

Ab mujhe ummid thi ki neha ke bich me aajane se shayad kuchh baat bane aur phir main bhi niche aagaya aur kuchh der baad mummy aur manju bhi wapas aagai lekin manju ka chehra dekh kar ek baar phir mujhe laga ki jaise main asambhav ko sambhav karne ki koshish karta raha hu


uska chehra abhi bhi hamesha ki tarah murjhaya hua hi tha

“hi.. …..” jaise hi wo mere paas se gujri main bola lekin usne sun kar bhi meri baat ansuni kar di aur upar apne room ki taraf badh gai

mujhe ye achha to nahi laga lekin ab jab maine soch hi liya tha ki uski aisi harkato ko najarandaj karna hai to koi farak nahi padta tha aur waise bhi ab neha mere sath thi to thoda aur bharosa ho gaya tha mujhe apne aap par ki jaldi hi manju ko dukh aur gum ke is bhavarjaal se bahar nikal kar wapas main uske chehre par khushi aur muskaan khila dunga…………..

Please complete the required fields.