UPDATE 14
1 baje jab main ghar pahunchta hun to darwaja tina kholti hai
Tina – arey bhai tun aa gaya hume to laga tha aaj tun nai ayega
maine jitni pee rakhi thi saari utar gayi abey ye kya ho raha hai , ab tina to mujhse normal hi baatien kar rayi hai
Me – tina aaj afternoon main tujhe kya huya tha
Tina – arey bhai puch mat bas
Me – bata to sayi akhir tun mujhse gussa kyun huyi thi
Tina – bhai main tujhse gussa nai huyi thi main to DI se gussa huyi thi
ME – kyun
Tina – kyun arey wo di ko jab main khaana dene gayi thi , tab unhone mujhse bola k jaa be apne bhai ki chamchi usi ko jaa ke khana khila , mujhe tere haath se khaana waana kuch nai khaana
Me – acha fir
Tina – fir kya mujhe gussa aa gaya main khaana di ke kamre main phenk ke aa gayi akhir had hoti hai DI ko guusssa tum se hai to mujpe kyun nikal rayi hai , aise thodi na hota hai
ME – haan sayi bol rayi hai . chal chod ab di gusse main thi bhul jaaa
Tina – haan ab koi baat nai hai bhai meri di se baat ho gayi ab di normal hai bilkul , shayd tujhse bhi gussa nai hai ab
Me – arey sayi baata ‘
Tina – sarey haan sachi . mujhe to aisa hi lagta hai
Kya di mujhse ab gussa nai hai , aisa ho sakta hai kya ? ab agle din main subah 9 baje uth ta hun mujhe koi uthane nai aata , jab main uth ta hun soch main pad jaata hun akhir mujhe koi uthane kyun nai aaya
apne kamre se bahar jaa ke main dekhta hun mom to kitchen mian lagi huyi thhi aur tina aur dipakahin dikh nai raye the , main mom ke paas gaya
Me – mom di aur tina kahan hai
Mom – pata nai beta mujhe bata ke nai gayi
Me – ghar pe nai hai kya
Mom – nai beta shayd kahin bahar gayi hongi
aaj subah subah dono behene kahan chali gayi hai , mujhe bata ke bhi nai gayi tina ke school ki chutyan chal rayi hai aur dipa ka college bhi band hai aur waise bhi college jayo na jayo koi fark nai padta , akhir dono gayi kahan hai
ab main tv dekhne baith jaata hun mom nastha laga deti hai , kareeb 11 baje tak main tv dekhta rehta hun fir jaake computer pe baith jaatta hun thodi der baad 1 baje kareeb doo behene aati hai , dono ke haatho main thele bhare huye the tina mujhe builati hai
Tina – bhai ye saman pakad to zara
Me – haan aata hun ruk , but ye hai kya
Tina – bhai wo thodey kapde khareed ke aaye hai
Me – subah subah shoping karne chale gaye aisa kyun
Tina – aise hi bhai naye kapde khareed ne the isiiliye chale gaye
Me – acha to mujhe kam se kam bata ke to jaate , aur di aapne kya khareeda
di koi jawaab nai deti main fir puchta hun
Me – di aapne kya khareeda
but firbhi koi jawab nai
Me – di kitni der tak gussa rayo g mujhse ab to bhul jayo un baato ko
itne main tina jawab deti hai
Tina – bhai rehn de mujhe laghta hai di tujhse abhi bhi gussa hai
Me – hmm chal laa ain tera saman tere kamre main rakh dun
fir unka saman main rakh ke dubara apne kamre main aake computer pe baith jaata hun , fir 1 dum se main computer pe date dekhta hun , iski maa ko chodun AAJ to 1 tareek hai , aaj to di ka birthday hai main turant bhaag ta hun
Me – di happy birthday , aaj ke din to mujhse gussa mat ho ke baitho
fir bhi koi reply nai
Me – di its not fair aise mat karo , tina tun kuch bol na
Tina – bhai teri galti hai tujhe yaad hona chhaiye tha aaj di ka birthday hai tabhi to hum shoppping karne gaye the
Me- mujhe yaad nai tha aur mom ne bhi yaad nai dilwaya , wo to maine pc pe date dekhi to mujhe yaad aa gaya , sorry di itni late wish kiya but gussa thuuk do
Dipa – tina is se bol de koi jarurat nai hai mujhe wish wagera karne ki aur is se keh de aaj shaam main bahar chale jaye main nai chahti k ye meri birthday party main shameel ho
Tina – jeez di don’t u think thats a bit too harsh bhai to apne hi ghar main apne birthday pe aane ko mana kar rayi hai
Dipa – tujhse jtna bola hai na utna kar samajh aayi
tina – oho ok keh deti hun , sun liya bhai
ME – abey ye to had ho gayi , u cant tell me what to do main to aaj shaam main kahin nai jaane wala
Dipa – theek hai fir tina lets go hum bahar kahin pe jaake planning karte hain party ki let him stay here
Tina – arey di apne birthday wale din to aisa mat karo , akhir bhai hai wo tumhara
Dipa – tina then u stay here with ur brother as well , main apne aap kar lun gi maine jo bhi karna hai
Tina – arey baba mujhse kyun gussa ho rayi ho , chalo theek hai , bhai tun shaam main chale jaa na aaj di ka birthday hai aaj ke liye ladayi jhagda rehn de
Me – to main kahan lad raha hun ye to di hai jo meri baaton ka reply hi nai de rayi
ye keh k main wahan se nikal laita hun ghar se bahar aur fir ghar raat main 12 baje hi laut ta hun

Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.