Update-56
Thakur- Tu gulam nahi hai, mera beta hai
Jey-Asli Nasha to Khoon me hi hai
Guruji-Kaisa monster banaya hai humne
Jey- Maine sabko maar diya
Ruchi- agar tumhre parents ko main pasand nahi aae to
Thakur- kisi din nashe se fursat mil jaye to sochna tune kitna Khoon bahaya hai
***some romantic scenes with ruchi, priya,shivani and nisha**
**Goliyon ki aawaz**
Thakur- such tujhe yaha rahna hai to ek gulam bankar rahna hogi
Dunia me kisi ko ye nahi pata chalna chahiye ki tu ek thakur hai
Nisha- we are not your sisters
*dhay*dhay*dhya*
Jey- nahhhhhhhiiiiiiiiiiiiiiiiii
Chhilate hue apne bistar se utha
Ohh sala sapna dekh raha tha
Uska sarir pura pasine se lath path tha
Aawaz sunkar vo ladka bhagte hue aaya
Ladka- Sir you alright?
Jey- I need an advanced laptop, a car and lots of money
Mujhe jaldi hi nikalna hai
Ladka- ho jaega sir
Jey- Kitna waqt lagega?
Ladka- jab aap chaho tabhi mil jaega
Jey- mera pass time nahi hai
Mujhe abhi chahiye
Ladka- Sir car jo chahiye vo aap garages se lelo
Laptop bhi yaha bahut sare pade hue hai
Aur paiso ke liye aapko ek ganta wait karna padega
Jey- thik hai
Jaldi karo
Ladka- Sir aapko jana kaha hai?
Jey- Mujhe nahi pata
Koe aisa banda hai kya jo kisi ki information de sake
Ladka- Sir hai to bahut lekin vo sab paiso ke liye kaam karte hai
To leak ka bahut dar rahta hai
Jey- tum kis ke liye kaam karte ho
Ladka- mujhe nahi pata sir
Hume bas upar se order aata hai aur hum usse follow karte hai
Jey- koe idea ki kon order deta hai?
Ladka- nahi sir
Aur honestly bolu to Sir hum bata bhi nahi sakte
Jey- agar kahi kuch help chahige to contact kaise karu tumse
Ladka- Sir aap directly nahi kar sakte
Maine bola na ki order upar se aate hai
To aap code me hi baat kar sakte ho
Jey- thik hai tum mera samaan ka arrangements kar do
Mujhe aaj hi nikalana hai
Ladka- okay sir
Aur vo ladka vaha se chala jata hai
Jey apne man me
Kon hu main
Aur kon hai ye sab
Kyu mujhe kuch yaad nahi hai
Kyu baar baar vohi chehre mere ankhon ke samne aajate hai
Kya matlab hai un sab baaton ka
Kya vo meri family hai
Kya maine unhe dhoka diya hai
Ya fir unhone mujhe dhoka diya hai
Kya main ek don tha
Hey bhagwan rasta dikha
Aisi to main mar jaunga
Jey apna sir pakad kar bath gaya jaise jo aawaze uske dimag me chal rahi hai usse rokne ki kosis kar raha ho
Jab kamyaab nahi hua to daru ki bottle uthae aur ek jhatake me puri khatam kardi
Par sala aise thodi kuch yaad aata hai
Abhi to apne karmo ka faal bhugta tha usse
Jiski vajah se ye sab ho raha hai
Usne bhi to lasho ka pahad bana diya tha, khoon ki nadiya baha di thi
Ab kabhi na kabhi, kisi na kisi roop me uski bharpae to karni hi thi na
Usse hi to karma bolte hai
Jab tumne khud kisi ke lite kuch acha nahi kiya to tumhre liye acha kaise ho sakta hai
Tumhre sath to usse bhi bura hoga na
Jey ankhon me ashu aur hath me daru ki bottle lekar sofe par pada hua tha
Jab vo ladka vapas aaya
Jey ko aisi halaat me dekh kar
Ladka- Sir you okay?
Jey- hmm
Etni hi aawaz nikli uske muh se
Ladka- sab intzaam hogya
Ye aapka laptop
Car niche khadi hai
Bag me paise hai
Aur ye kuch debit cards
Jey- thank you
Thank you so much
Ladka- Sir agar aapko kuch yaad nahi hai to meri ek tip rakh lo
Jey- kya?
Ladka kuch bolta hai jisse sunne ke baad Jey vaha se chala jata hai
Dusri taraf
Nisha- Didi agar vo vapas aagya to?
Priya- Pagal hai kya tu
Teen goliyo ke baad kon bachta hai
Aur kitni upar se bhi gira tha vo
Nisha- but body to nahi mili na
Kitna doonda tha aapke logo ne
Priya- jada nahi sochte gudia
Vo mar chuka hai
Kyuki jinda hota to vapas nahi aajata abhi tak
Nisha- Didi usko kamjor mat samjho
Do baar underworld par kabja kiya tha usne
Priya- gudia kya bolna chahti ho?
Nisha- mujhe aisa lagta hai ki Hume kuch log laga dene chahiye pata karne ke liye
Vaise bhi etne log free bathe hai humare
Unhe thoda kaam mil jaega
Priya- chal tu khush rah
Main laga deti hu kuch logo ko
Nisha- okay
Main shivani Didi se baat karne ja rahi hu
Unhe pata nahi kya hogya hai
Priya- pyaar hogya tha usse aur kuch nahi
Waqt ke sath sab thik ho jaega
Nisha- chalo main thodi baat karke aati hu
Aur Nisha shivani ke room me chali jati hai
Shivani apne room me bilkul Shanti se kuch kaam kar rahi thi
Nisha- di kya kar rahe ho?
Shivani- kuch nahi aise hi timepass
Nisha- di aapko kya hogya hai
Kuch bolte hi nahi ho aajkal
Shivani- aisa to kuch nahi hai
Nisha- mujhse bhi juth bologe aap
Shivani- humare pass option tha
Usse marne ki jarurat nahi thi
Nisha- humne yaha aane se pehle hi ye decide kar liya tha na
Ab us bare me aap kyu soch rahi ho
Shivani- main tab bhi eske against thi aur ab bhi
Nisha- aapko kya hogya hai?
Humne jo socha tha vo sab humare paas hai lekin aap fir bhi khush nahi ho
Shivani- kyu ki humne dhoka de kar hasil kiya hai
Nisha- aur jo dhoke humare sath hue the kya usko bhul gaye aap
Humare sath ho hua vo bhi to ek dhoka hi tha na
Shivani- vo dhoka jey ne nahi diya tha
Nisha- lekin khoon to same tha na
Shivani- khoon humare bhi to same hai na
Kya humara khoon alag hai usse
Nisha- aapko jo samjhna hai samjho
Mujhe yehi karna tha aur main yehi kar rahi hu
Shivani- waqt badalte der nahi lagti gudia
Nisha- humare paas aur khone ko hai hi kya
Shivani- mere paas hai
Tu hai
Priya Didi hai
Main ab tum logo ko bhi nahi kho sakti
Nisha- hume kuch nahi hoga
Ab koe humara kuch nahi bigad sakta di
We are the most powerful person now
Shivani- body nahi mili hai matlab banda jinda hai
Nisha- teen goliya vahi mari hai jaha dil hota hai
Usse koe nahi bach sakta
Shivani- koe aam insaan sayad na bache lekin vo aam insaan nahi hai
Uske dil me nafraat bhari padi hai aur nafrat kisi insaan ko aram se marne bhi nahi deti
Nisha- agar aa gaya to hum chain se mar jaenge
Humne jo karna tha humne kar diya
Ab aage jo hona hai vo hota rahe
Shivani- kya tumhe thoda bhi pyaar nahi aaya uske liye
Etni care
Etni respect
Ke baadvjud
Nisha- nafrat etni jaldi pyaar me nahi badalti di
Aur Didi ek baat sach sach batana ki agar jo humare sath hua vohi uske sath hota to kya vo hum sabko marne se pehle ek baar bhi sochta
Nahi sochta na didi
Aur maut bhi aisi dardnaak deta ki sabki rooh kaap jati
Shivani- pyaar ka nataak to nahi karta
Nisha- ye humara tarika tha dard dena ka
Pyaar se to kabhi bhi maar sakte the asli maja hai dard, beintaah dard de kar marne me
Ussi se sikha hai
Shivani- mujhe kuch acha nahi lag raha
Nisha- aapko usski yaad aa rahi hai ya uska yaad aa raha hai
Nisha mazak karte hue boli
Shivani- masti mat kar gudia
Nisha- vaise bada to bahut tha na didi
Maza bhi bahut aata tha
Vohi ek chhiz miss karti hu main to
Shivani- tu itna kab bigad gaye
Nisha- kya karu di
Control hi nahi hota
Aur ab to ungli se bhi maza nahi aata
Shivani- bas kar
Mujhe nahi sunana ye sab
Nisha- acha movie to chal lo aaj
Shivani- mood nahi hai gudia
Nisha- mere liye chal lo
Please please please please please
Shivani- acha acha thik hai
Ab tu ja yaha se mujhe aaram karna hai
Nisha- be ready at 7 aur Nisha shivani ke Gallo par kiss karke vaha se chali jati hai….

