Reading Mode

Update 22

Sari raat Shruti bed ke ek kone mein simti leti rahi.. Nitin uski barabar mein hi chain se soya pada tha… par Shruti ne ek baar bhi jhapki nahi li.. sone se pahle Nitin ne wada kiya tha ki kal usko wo college chhod dega.. Nitin ke dwara sunayi gayi kahani uske dimag mein kisi picture ki tarah chal rahi thi.. lete lete usne kayi baar Rohan ke baare mein socha.. shakal se ek dam shareef aur cute se dikhne wale Rohan se usko poori humdardi thi.. agar uss’se pyar karne aur shadi karne tak ki hi baat hoti toh Shruti isko apna soubhagya hi maan’ti.. Nitin ke kahe anusar Rohan uska deewana tha bhi.. par Nitin usko jis raaste par lekar jana chahta tha uske baare mein toh Shruti ko sochna bhi paap lagta tha.. dhokha dena toh usne kabhi seekha hi nahi.. ya yun kahein ki uske khoon mein hi nahi tha.. bachpan mein hi uski maa ke gujar jane ke baad uske bapu ne dusri shadi tak nahi ki.. ye sirf uski maa ke prati uske bapu ki wafa nahi toh aur kya thi.. warna vansh chalana koun nahi chahta.. na.. wo aisa nahi kar sakti.. aur karegi bhi nahi..

raat bhar karwat badalte badalte Shruti ne yahi faisla liya tha, ki wo Nitin ki har haan mein haan milayegi.. jab tak ki ek baar uske changul se aajad nahi ho jati.. par ghar jane ke baad wo sab kuchh apne bapu ko bata degi.. sirf apna koumarya bhang hone ki baat chhodkar…. sath hi koshish karegi ki iss kaminey aadmi ki mansha kabhi poori na ho.. chahe iske liye usko police mein khabar karni pade.. chahe usko college hi kyun na chhodna pade..

inhi vicharon ki uthal puthal mein kab sawera ho gaya, Shruti ko ahsaas tak nahi hua… achanak Nitin ke karwat badalkar uske seene par hath rakhte hi wo uth baithi..
“jaag gayi tum?” Nitin ne uthkar angdayi lete huye kaha…
“Ji..” Shruti ne ghutno ko modkar apni chhati se laga rakha tha.. wo bhool gayi thi ki usne skirt pahan rakhi hai aur uski chikni jaanghein ghutne modne ki wajah se kafi upar tak nangi ho gayi hain… jaise hi najrein uthakar usne Nitin ki aur dekha.. wah sakpaka gayi.. Nitin ki aankhon ka nishana uski jaanghein hi thi..
Shruti ne turant apne pair seedhe karke skirt neeche kheench li…

“tumhari isi ada ka deewana hoon main”, Nitin wapas bed par latekar skirt ke upar se uski chikni jaanghon par hath ferne laga,” kya cheej ho yaar tum.. tumse kabhi dil nahi bharega…”

Shruti ko had se jyada ajeeb lag raha tha.. par majboori thi ki seedhe tour par mana nahi kar sakti thi,” pls.. mujhe der ho rahi hai.. college bhi jana hai..”
“haan haan.. chhod doonga.. chinta kyun karti ho meri jaan.. par tumne ye toh bataya nahi ki tumne kya faisla kiya” Nitin ne usko bechain hote dekh apna hath hata liya…

“theek hai!” Shruti ne itna sa jawaab diya…
“kya theek hai? uske baare mein batao na.. 10 karod ke baare mein kya socha..?” Nitin ki ghagh aankhon mein uska anmana sa jawab chubh gaya…
“haan.. kah toh rahi hoon ki jaisa tum kahoge.. main waisa hi karoongi..” Shruti ne iss baar shabdon mein kuchh ijaafa karke bola…
“kahin aisa toh nahi ki tum sirf yahan se wapas jane ke liye hi aisa bol rahi ho.. ye bhi toh ho sakta hai na..” Nitin ne paini nigaahon se uske man ko tatolne ki koshish ki..
Shruti ko uski baat mein chhipi dridhta ko bhaanp kar mahsoos hua ki jaise uska jhooth pakda gaya ho.. par wah sambhalte huye boli.. ,” 10 karod ke liye toh main 10 logon ka ulloo banane ko bhi taiyaar hoon.. aur fir ye toh koyi kaam bhi nahi hai.. mujhe uss’se pyar ka natak hi toh karna hai.. ya fir wahi karna hai jo jo tum kahoge..”

“gud.. that’s like an intelligent girl.. aksar khoobsoorat ladkiyon mein dimag ki kami hoti hai.. mujhe khushi hai ki tumhare andar bepanah hushn ke sath sath dimag bhi hai.. dekhna hum dono milkar kaise Rohan ko jaal mein faanste hai…” fir kuchh rukte huye bola,” fir bhi.. ho sakta hai ki kal ko tumhara dil uski nadani aur sharafat dekhkar pighal jaye.. isiliye main ye pakka kar dena chahta hoon ki ab tumhara apne beech huye iss karar se mukarana tumhari poori jindagi ko mout se bhi badtar bana sakta hai… ek minute”

Nitin uthkar kone mein rakhe LCD TV ke paas gaya aur sath rakhe DVD mein CD daal di.. aur wapas aakar bister par baith gaya…,” ye kuchh haseen pal hain jo tumne mere sath gujare hain…”
T.V. par tasvir ubharte hi Shruti ka kaleja munh ko aa gaya.. shuruaat wahan se huyi thi jahan Shruti apna skirt utha, kamar tak khud ko naga karke.. siskiyan leti huyi Nitin ki jaanghon ke beech baith gayi thi.. yahan se toh Shruti ki marzi bhi wasna ke uss gande khel mein shamil ho gayi thi jismein wo anyatha apni jaan ganwane ke darr se shamil huyi thi.. shuruati sahmati uski majboori thi par baad mein anchhuye youvan par wasna hawi ho jane ki wajah se wo bhi paagal si hokar uska sath dene lagi thi.. uss’se lipatne lagi thi… video mein kahin bhi aisa nahi lag raha tha ki usmein shruti ko daraya gaya hai ya jabardasti ki gayi hai..

kuchh der baad hi Shruti T.V. se najrein hatakar Nitin ki aur nireeh aankhon se dekhne lagi.. uski aankhon se aansoo ludhakne lage,” yye.. mujhe de do …pls..!”

“ha ha ha ha!” Nitin thahaka lagakar hansne laga… fir ruk kar bola,” kya itna pyar hai mujhse.. ya fir apne pahli raat ko sahej kar rakhna chahti ho.. dont worry darling.. ab toh hamara milna laga hi rahega.. iski ek copy tumhe de dunga.. ye bhi wada raha.. ek minute.. Rohan aaj hi batala jane ki baat kar raha tha.. main usko fone milata hoon.. usko bolo ki tumhara aaj hi uss’se milna bahut jaroori hai.. sapne ke baare mein…” kahkar Nitin ne Rohan ka no. dial kiya…
———————————–
sardarji wali seat, jahan ab wo dono ladkiyan baithi thi, ke neeche pada mobile hilne laga… fone ‘Vibrations’ par set kiya hua tha.. Nitin ne kayi baar no. try kiya aur ant mein gusse se apne cell ko bed par patak diya..,” lagta hai abhi tak so raha hai saala.. chalo.. baad mein try karte hain.. tum jaldi naha lo.. nahi toh college mein late ho jane par mujhse naraj ho jaogi.. he he he!”

Please complete the required fields.