Reading Mode

update 79

Dono khamosh bas ek dusre ko nihare he ja rahe the, tabhi achanak mausam ne aisi palti mari ki barish ki fuharen dono ke upar parne lagi…. Dono ka dhyan toota aur … Dono kisi jagah chhipne ke liye bhage …..
Idhar Vasu jab Riti aur Nain ko dekhi to uski dhadkane bhi apne pyar Anu se baat karne ke liye bekarrar ho gayi… Vasu, Anu ko call karne jaise he phone lagane wali thi, udhar se he Anu ka call aa gaya……
Vasu….. Muaaahhhhh, muahhhhh, muaaahhhhhhhh
Anu….. Kya baat hai, aaj to lagta hai barshaat si ho gayi hai, itna hum par pyar barshane ka karan to bataeye madam….
Vasu…. Abhi main call he laga rahi thi, ki tumhara call aa gaya Anu…
Anu…. Ohhhh hoooo aisi baat hai kya, to bataeye call kyon laga rahi thi…
Vasu…. Huhhh ! Ab kya kisi karan se he baat karna rah gaya hai tum se, waise to main call karti he nahi na….
Aur itna kah kar Vasu ne call disconnect kar di…. Anu ne turant wapas se call back kiya, Vasu ka ne phir phone cut kar di… Aisa he teen char baar hua… Vasu, muskurati har call ko disconnect karti chali gayi…. Kuchh der Vasu ka phone shant raha … Aur phir aaya Anu ka msg…..
“Ruthne ki adaa itni pyari hai, ki aap ki muskaan yahan tak mehsus karta hun…
Azi ruthna to haq hua aap ka, din raat aap ko he manane ki taiyari karta hun”…
Msg dekh kar Vasu ka chehra khil gaya… Phir bhi gusse ko barkarrar rakhti hui … Msg reply ki…. Main aaj tumhari kisi bhi baton se pighne wali nahi ….
Anu ka phir se reply aaya……
“Pighal jayengi aap, jab humre girte aanshu honge
Ashkon me meri har kahani kya khub bayan hogi
Mukhtaliff ishq to adhura hai aap ke ruthne ki adaa se
Umar bhar mana na lun, tab tak ye ishq puri kahan hogi”
Vasu se ab raha nahi gaya… Aur usne call laga di …. Anu bas call utha kar muskurane laga, Vasu bhi idhar phone par muskura rahi thi…..
Vasu…. Fir dobara karan na puchhna call ka, nahi to agli baar main mobile he band kar dungi… Fir na msg aayega, aur na main wo msg padh kar pighal jaungi…
Anu….. Ji iss gustakhi ke liye banda khud se khud ko 100 kore marne ki saza sunata hai…
Vasu…. Arrreee.. Khabrdaar jo ulti sidhi harkat ke bare me soche bhi to.. Warna mujh se bura koi na hoga……
Anu…. Ha ha ha… Ab jaisi bhi raho… Buri ya achhi… Tumhe he jivan bhar dhona hai…
Vasu…. Huhhh ! Aao yahan phir main batati hun …. Main bojh ho gayi jo dhona padega… Lagta hai bahut dino se tumhe dose nahi mili, isliye tumhare pankh nikal aaye hain….
Anu.. Badi he myusi se kahne laga….. “Haan sach he kahi, bahut dino se dose he to nahi mila…. Lagta hai sab chhor kar bhag aaun … Bahut yaad aati hai…. Aur aaj ka ye movie dekhne ke baad… Main khud ko rok nahi pa raha hun… Man karta hai, sari deewaren tod kar aa jaun…
Vasu…. Ye kya hai sona, ab tum aise himmat haroge, fir main ro dungi. Ab bache he kitne din hain.. Bas kuchh mahino ki to baat hai, phir hum sadaa sath honge… Waise mana ki thi na.. Romantic movie mat dekhna phir kyon dekhne baith gaye….
Anu…. Nahi baby, tumhari yaad aayi to gum bhulane ke liye movie he lagaya, par tumhari kasam romatic nahi lagaya….
Vasu…. Ohhh sona, waise bhi koi bhi movie ho bina romantic ke nahi hoti… Waise achhi movie thi kya…..
Anu…. Haan baby… Ek dum mast movie thi…. Mujhe to har scene me tumhari yaad aayi…
Vasu…. Wowwwwww… Naam batao main bhi dekhungi…
Anu….. Xxx teenager….
Vasu…… Anuuuuuuuuuuuuu, tum porn dekh rahe the…
Anu…. Haan baby, aur dekhte-dekhte tumhari yaad satane lagi…. Ahhhh kaas iss waqt hum sath hote……
Vasu…. Chhhi … Gande…. Matlab main tumhe uss kaam ke liye yaad aa rahi hunnn…
Anu…. Ab kya jhoot kahun… Jab romantic dekh kar roya aur yaad kiya tha… Tab bhi to phone kiya tha na….. Abhi porn dekh kar … Excited hua aur yaad kiya… To bhi phone kar raha hun na….
Vasu…. Hatt.. Mujhe koi baat nahi karni tumse …. Tum dekho porn … Aur enjoy karo .. Main chali..
Anu…. Achha … Jab tum story padhne baith’ti ho, aur erotic enjoy karti ho, tab to main kuchh nahi kahta, aur maine porn dekh liya to ganda ho gaya….
Vasu… Ohhh hooo, to ulhana diye ja rahe hain … Achha batao to jarra … Kya sab dekha …
Anu…. Matlab …..
Vasu…. Matlab seen narration karo, mujhe bhi sun’na hai…
Anu….. Kya narration karun ….. Pure movie me to ….. “Ohhh baby… Come on … Ysss … Ysss … Fuck hard.. Oh my godd…. Oh my goddd… Aahhhhh … Ohhhhh…. Yaasssss …. Aaahhhhh” yahi sab dialogue the … Aur bas sex scene …..
Vasu…. Huhhhh … Shuru se sunao…. Kaise kapdey utre, kiss kaise huye, seduction parts… Pura…. Sabdon me varnan
Anu…. Tum pagal ho gayi ho….
Vasu…. Hehe, ab bolti band kyon ho gayi. Achha chalo ek offer deti hun…
Anu…. Kaisa offer ….
Vasu…. Tum scene sunao, yadi act pasand aaya tooo…. Toooo …. Toooo… Samjh gaye … Do full-fill our lusty desire with same passion…
Anu…. Wowwwwwwwwwwww ! Sunana kya … Main link bhej deta hun… Dekh he lena…
Vasu…. No, no, no mr…. Jo boli wo karo, warna … Aaj jis khyal se yaad kiye ho.. Wo khyalat umr bhar tak kabhi puri nahi hogi… Soch lo …
Anu…. Arree baap re … Ajivan shadi ke baad bharmchrya ka palan … Meri mati he mari gayi thi, jo maine mazak kar liya tum se … Sorry baby .. Sachi… Main porn nahi dekh raha tha, bas mazak kar raha tha ……
Vasu…. Main kuchh nahi janti, wo tumhari problem hai tum dekh rahe the ki nahi, mujhe to bas sun’na hai … Aur nahi suna paye to mera faisla to samjh he gaye hoge…
Anu, apna sir pit’ta hua…. “Heyyy bhagwan main kahan phas gaya …. Ruko main 10 min me wapas call karta hun”
Takriban 5 min baad he Anu ka call wapas aa gaya…. Aur wo kahne laga …. “Ready” ….
Vasu…. Haan ready … Ab chalo shuru karo ….
Anu…… Haan baba sunata hun………
“Ek jawan ladka”
“Ufffffffffff, kaisa hai, gabru jawan hai ki nahi”
“Huhhh ! Chidhana band karo nahi to main nahi kahun’ga”
“No bakwas … Aage … Hum listner hain, humare cnt aise he honge, tum bhatko mat, chup-chap, sunao”
“Hmmmm ! Ek hot si sexy mast ladki, bilkul doodh si gori ladki, bistar me leti”
“Pause kyon lete ho … Aage sunao na”
“Kamre me ladka aaya, ladki khumari se kahi …..”ohh jack u r here”
“Fir………”
“Jack ne kaha…. “Here to fulfill my exotic desire”…. Ladki ne ungliyon ke ishare se bulayi”…….. Ahhh kya sexy addaa hai”
“Ohhhhh ! Aageeee ”
“Jack bistar par kuda, ladki ke boos ko pakda… Apna muh dala kapdon ke upar, uffff ab to sir he t-shirt ke ander dal diya. Abe hat be kuchh najar nahi aa raha … Upar ka kapda hata tab na dekhun ander kya kar raha hai”
“Bass… Baasss … Link bhej dena” ….. Aur itna kah kar Vasu ne call disconnect kar di. Anu ne call lagaya … To Vasu, call disconnect karti, usse msg ki, “10 min wait, main call back karti hun”
Anu, intzar karne laga…. Takriban aadhe ghante baad Vasu ne call lagaya…..
Anu…. Tumhare 10 min kya aadhe ghante ke hote hain, kya ho gaya tha, janti ho kitni fikr ho jati hai aise. Tum achanak se call kyon disconnect kar di, aur itne der baad phone kar rahi ho… Janti ho kitna bechain ho gaya tha main….
Vasu… So sorry…. Par tumhare wajah se he sab hua…
Anu…. Mere wajah se kaise….
Vasu….. Arreeee … Ab kya karun … Sunte sunte mujhe bhi kuchh-kuchh hone laga, aur kamre me hoti to baat alag thi, yahan sadak par hu na… Isliye khud ko thoda normal kar rahi thi…
Anu…. Kyon kya hua so, tum sadak par, wo bhi raat me, kahin ghumne nikli ho kya…
Vasu…. Haan kuchh aisa he… Aaj sayad … Riti aur Nain ka love purposal ho jaye, isliye dono ko akela chhor diya….. Khud he phone aa jayega unka, to wapas chali jaungi….
Anu…. Par Riti to Abhi ke sath thi na, phir ye Nain kahan se bich me aa gaya….
Vasu…. Wahi to shuru se tha, aur ye Abhi to kabhi tha he nahi….
Anu… Matlab…..
Phir Vasu ne Anu ko vistar purwak, sari kahani batayi, Anu Nain ki kahani sunkar bas itna he kaha… Kaphi intresting hai, milna padega…. Dono ki baat khatam ho gayi. Anu ne Vasu ko ghar pahunch kar phone karne ke liye kaha, aur phone rakh kar apne kamo me lag gaya…..
Idhar barish ki bunden ….. dono premiyon ko ek alag he mahol ka ehssas karwa rahi thi … Aur dono ek dusre me doobte huye … Kas kar ek disre ko gale se laga liya …. Mahol … Jaise surmayi ho chala tha …. Aur badhi dhadkane sirf iss pahal ka intzar kar rahi thi, ki ab izhar-e mohabbat ho jayega…..
_______________________

Please complete the required fields.