Reading Mode

Update 58

“Indu apne purse se paise nikal kar usse de di. “Kamina jyada over smart banta hai, ruk abhi pata chal jayega ki main tumhe yahan kyon lekar aayi hun”
Idhar hostel me…. Indu ke jane ke baad…
Vasu…. Kal raat ko itna bara drama kar di, aur aaj dekh uske sath fir gayi hai. Mujhe to iske lakshan kuch thik nahi lagte, dekhna kisi din apne sath-sath ye hum sab ko na phasa de.
Saily…. Haan sach kahi, pahle din nahi dekhi, puri raat hostel se gayab rahi, Riti kahan khoyi ho.
Riti jaise kahin khoyi si thi aur khawon se nikal kar aayi thi…. “Nahi kahin nahi, bas sun rahi thi aap sab ko. Waise aaj hadsaa hote-hote tal gaya.
Saily… Hadsaa, wo to bhala ho uss ladkey ka jo acid ki jagah kuch aur rakh diya, yadi kahin sach-much ki acid hoti tab iss Indu ki bachi ko pata chalta.
Riti… Nana, dost hain wo humari, aisi baten sochte bhi nahi.
Vasu… O’ Gandhi ji, band karo ahinsawadi ka path, kya kah rahi thi Indu, “duffer he hoga koi jo iss mazak ko sach manega”. Par ye kahan ki baat hui kisi ladke ko, uske sath raat bitane ka offer dekar aane ki, koi bhi pagal hoga he na.
Riti…. Vasu, to iss galti ke liye aap bhi jimmedar hui na, aap ne bhi to usse, uss waqt support kar rahi thi.
Saily…. Ab bas bhi karo, main bored ho rahi hun ek he baat sun-sun ke, jo ho gaya so ho gaya.
Vasu…. Haan ye bhi sahi hai, ab jo ho gaya us par bahas kyon kare, wo jane aur uska kaam. Main ab uske kisi bhi pagalpan me support nahi karungi.
Saily…. Aap sab baten karo, main chali jarra apne crazyboy ko chherne.
Vasu… Wo kaise ?
Saily…. Main kahungi tumhare (Vasu) aur uske bich kuch lafda chal raha hai.
Riti thodi mayus hokar… Ye itti bhi private baat to nahi ki akele me ki jaye.
Vasu… Haan, haan, Saily jarra hume bhi to suna, bada maza aayega…
Saily “thik hai” bolti hui, speaker on kar ke, call Gaurav ko laga di …..
Gaurav……
Aah !! un ki ye aahat kya hui,
Laga ringtone nahi mera dil baj raha hai.
Riti aur Vasu ko kaphi tej hasi aa gayi iss baat par, Saily haton ka ishara kar ke chup rahene ka ishara ki.
Saily….. Mera crazyboy kaisa hai, aaj subah se nahi mil payi solly…
Gaurav…. Arree koi baat nahi par kal ki baat mujhe rah-rah kar yaad aa rahi hai, mera ek baar aur mann kar raha hai Royal Place chalne ka.
Riti aur Vasu ke kaan khadey ho gaye, dono ghurti najron se Saily ki ore dekhne lage, aur ek dusre ko dekh kar hasne lagi.
Saily hadbadati hui…. Bas-bas, roj bahar dinner achhi baat nahi hai.
Gaurav…. Arre dinner karna bhi kaun chahta hai, mujhe to bas wo jhatke wali special dish khana hai.
Saily…. Hunnn ! Bakwas band karo apni aur jo-jo puchh rahi hun uska sahi-sahi jabaw do.
Gaurav…. Aji puchh lijiye, hum to gulaam hai aapke 24 ghante aap ki he sewa me hajir hain.
Riti aur Vasu ke liye chhote pack me bada dhamaal tha. Dono kaphi maze ke sath sun rahi thi. Dono ko rah-rah kar hansi iss baat par aa rahi thi….”ki kahan Saily, Gaurav ko padesan kar rahi thi, aur khud ghabrayi hui si lag rahi hai”
Saily…. Mujhe ye batao ki tumhare aur Vasu ke bich me ye kya chal raha hai ?
Gaurav…. Aji aap malkin hain, aap kuch bhi chala kar kar ruth jaeye hum se, hum to kab se bechain hai aap kab ruthen ka, aur hum manane aaye.
Dono hans-hans kar bistar par lotpot huye ja rahi thi…..
Saily thode gusse me…. Jo puchh rahi hun wo batao na, idhar udhar ki baten na karo…
Gaurav…. Tumhari kasam, hum dono ke bich kuch bhi nahi. Aur maine tumhari kasam li hai, yadi iske baad bhi koi sawal ki to main baat nahi karne wala.
Lay Saily kya sochi thi, aur kya ho gaya. Ab to uske pass kuch bacha he nahi tha kahne ko.
Gaurav… Kya ho gaya, tum chup kyon ho gayi. Arre chhoro ye sab, lagta hai tumhara mood off ho gaya, chalo na chalte hain wahin, jahan kal…
Gaurav itna bola he tha ki call cut kar di Saily ne. Riti aur Vasu, Saily ko dekh kar bas hase he ja rahi thi. Dono ki hasi ruk he nahi rahi thi.
Saily apna dono hatho ko utha kar …. Kyaaaaa ? Chup bhi karo ab please.
Itna kahi he thi ki Saily ke phone ki ghanti baji, call Gaurav ka tha. Saily pick karti hui Gaurav ko “baad me call karti hoon” kahti hui, call disconnect kar di.
Vasu….. Saily jhooti, ye kal raat ka chakkar kya tha.
Riti…. Hunnn-hunnn, batao-batao madam
Saily thodi sharmati hui….. Arre wo dress code bataya tha na, to main jab kapde badal rahi thi tab usne mujhe ek baar pura dekh liya tha.
Riti apne muh par hath rakti….. Hoooo ! Matlab kuch nahi pahni thi uss waqt aap.
Saily “haa” me apna sir hila di.
Vasu…. O’ meri bholi Riti, tum itna aschrya kyon kar rahi hai, aur Saily tu kya jhoot par jhoot bol rahi hai.
Saily…. Main sachi bol rahi hun.
Vasu…. Pahli baat to ye ki kya hotel walon ne tumhe bra aur panty bhi diya tha badlne ke liye jo puri nangi thi, aur dusri baat ki tu kha le apne crazyboy ki kasam main maan lungi.
Saily…. Kyon tang kar rahe ho tum dono.
Riti ek baar phir apne muh par hath rakhti…. To kya sab ho gaya.
Vasu…. Ye bhi na baat-baat par itna shock hoti hai, ki aisa lagta hai jaise koi pahar toot gaya ho. Haan Saily bata na, bata na please, kal kya sab hua.
Saily…. Main ja rahi hun, tum sab mujhe chher rahi ho.
Vasu…. Arre yahi to girls hostel ke khas baat hai, khul kar jiyo. Life bahut busy hai pagli, yahi wo samay hai jab khul kar jiyo.
Saily…. Haan sab ho gaya, ab to khush na.
Riti…. Ye dono to yahan pahle din bhi hostel me…… Wo Gaurav kewal tauliye me tha aur dono sath bistar par lete the.
Saily…. Nahi-nahi uss din kuch nahi hua tha, kasam se.
Vasu…. Arre to kal kya-kya hua wo to bata.
Saily…. Mujhe sharam aati hai, main nahi batati.
Vasu…. Ab tu bhaw kha rahi hai, bata na please.
Saily…. Thik hai, thik hai baba, par tum sab ko bhi apne-apne bare me batana hoga.
Riti…. Par….
Itna he boli thi ki Vasu uski baat ko kat’ti hui…. Haan pata hai, tum kya kahna chahti ho, par kuch to hoga kahne ke liye, hum ussi ko maan lenge. Thik hai Saily done, ab tu bolna shuru kar, kal kya-kya hua tha.
Saily…. Ohhh hooo ! Chhupi rustam, to tumhari bhi opening ho he gayi hai.
Vasu…. Hehe, to kya tumhe he aag lagti hai, ab jarra bata bhi, kal hua kya tha…
Saily…. Hum yahan se nikle disco jane ke liye…..
Vasu bich me baat kat’ti hui….. Disco ke liye nikali aur pahunchi hotel. Ye sab back ground chhor, ye bata kaun fisla aur kahani shuru kaise hui, background suna kar bore mat kar.
Saily…. Wo, fisli to main he thi. Mujhe kal pata nahi kya ho gaya, aisa laga jaise ander koi aag bhadki ho, isliye maine hotel jane ka faisla kiya. Pahle to Gaurav raji nahi tha, phir maine uske same he apne kapde utar diye aur, batroom khol kar nahane lagi. Uski bhi aag bhadak gayi aur wo bhi pahunch gaya batroom. Aur phir sab ho gaya.
Vasu…. Ishhh ! Isme kya tha, kya rape ho gaya tha tera. Thodi feeling ke sath suna, jab kapde utari to uski najren kaisi thi, aur jab batroom me gaya to kahan-kahan hath lagaya aur tere ander kaisi-kaisi aag bhadki…..
Saily ek thandi aah bharti hui, puri sans ander khinchi, apne aanken thodi mundi aur chehre par ek pyari muskaan laate apni feeling bayan karna shuru ki………..

Please complete the required fields.