Reading Mode

update 155
Ab aagee
……………..
Sam ko hi ramjih ne ek video ki cassette aur ek letter b bhejwai ti….
Sanyog se ramesh b tabhi aaya ta aur wo khat aur letter usi k hath lag gai…khat ko padh kar ramesh ki aankho me khun utar aaya jhat apna laptop kholl kar cd play ki toh khun khaul gaya …ramesh ka…

Geeta casete aur khat letI dekh chuki ti toh jhat ja kar kavita ko batlai ..ramesh bahar nikal hi raha ta na dress change kiya na kuch aur wapas thane nikalne laga ta ki ..

“Ramesh kaha ja raha hai beta…”
Ramesh khud ko sant rakhte huve kahta hai kuch nai maa wo thane se phone aaya hai toh wapas ja raha hu…l”

“Toh fir vo letter aur cd kaha lekar. Ja raha hai…”
Ramesh kabhi apni maa aur kabhi choti maa ko dekhta wai baki sabhi chulhe k pass baithe sab idhar hi dekh rahe the..
Neha khana bannane me lagi ti..

“Kuch nai maa bas ye mere kisi kam ka kagaj aur cd haii aap log mera intjaar mat karna mujhe kam hai…”
Ramesh bahr nikalne laga..

“Ab apne parivar k ijaat ko kanuni dav pech me uljaiyega beta bas yai rah gaya hai….”ramesh k badhte kadam tham gaye….

“Toh aapko malum hai iss cd me kya hai…ramesh khare khare hi piche ki orr muh kar k kaha…”

“Ha malul hai par isse tu mat lekar ja..”
“Aapko kya lagta hai uske pass video ki yai ek copy hogi …jab tak mere pass koi evidence nai hoga mai kiss adhar par search warrant issue karwaunga…”

Aur uske baad parivar ki ijaat jab sarko p neelam toh kya rok lega tera ye kannon…”kavita pass aati boli..

Ramesh ek najar bua p dalta hai aur apni maa ko dekh kahta hai…” maa ye ab bol rai jab ye sab kar rai ti wo tab kya paribar ka nam kya raushan ho raha ta…”

Ramesh ka itna kahna sab k dill me khanjar ki tarah chubha …kavita ne ek tabrak khich diya ramesh k gaal p …”bahuut bari bari baate karne laga hai janta kya hai tu ye sab k bare me..”

Ramesh najree niche kiye tha ki kavita ne cd aur letter lapak liya..

“Maa ye cd de do aaj pahli baar koi sabut khud udharse chal k aaya hai…iss case p mai kafi samai se laga hu…”

“Yecd toh mai nai dungi par ye letter pakar aur iskeadhar p khuch kar sakta hai toh kaar mai nai rokungii…

To be CONTINUED….
 

Please complete the required fields.