Reading Mode

update 135
ab aagee
………………..
satyanan ka bas ek hi maksad rah gaya ta ramjih ko sabak sikanana krishna k prati uske mann me koi mail nai ta ….

satyanan ko khabar milli ki ramjih bagicee ki traf nikla hai…uss dinn babu ji b kisi kam se sahar gaye huwe te ghar me bas aurate ti jinme choti bahan shanti geeta maa ji aur dono chote bache sanju toh good mehi ta…

satyanan nikal para ramjih ko dundhane. ..wo waha pahucha toh ramjih kahi dikhayi hi nai de raha ta …

wah khojte huwe boring ki traf jaise hi gaya kisi ne sar p kissi chij se mara …

satyanan sar pakar kar baith gaya….

dekhte hi dekhte karib 20se 30 admi na jane kidhar chipe the hathyaro k sath samne aa gaii….

satyanan ko samajhte deer na lagi ki ye sab usse fasane ki chal hai…aur wo fas b chuka ta …

krishna samne aaya ….kyu bhaiya ji pahchana …

tnhe kaise bhul sakta hu chotee satyanan muskurate huwe utha…

bare hi dith ho bhaiya ji sach me sar p maut madra rai hai fir b ho ki muskuraye ja rai ho… krishna hatho me talwar ko nachate hiwe bola..

mere bhai ko maar kar thik nai kiya bhai ji …ab toh tmhare upar ki ticket kat gai hai…kahte hai jal me rah kar mgar se bair nai kartee. par aapne toh aastin ka saanp paal liya ..aur usse khojte huwe yaha tak aa dhamke..

ohhh toh ye khabar jaan much kar tm sab ne failai ti aur wo suar b tmse milla hai ….styanan muskuraya …

hmm samajhdar v ho achi baat hai ..par ye samajhdari aaj kisi kam na aayegi bhai ji…aaj toh tmhara ram nam satya hona tay hai…

toh bolo shiyavar ramchandra ki jai…achanak se krishna ne talwar ko bhanja talwar ek gahra chira bah par lagati hui nikal gaii…

sambhalne tak ka mauka nai diya ta krishna ne…par dusre war ko satyanan ne rook liya aur ek hath se utha usse jamin p de patka …krishna uskee majbutt pakar me chatpatane laga …

apnne sathi ko pitta dekh baki k sab styanan par lapke satyanan par har traf se laat ghusse par raiii tee….

khun bah se ho kar ujale shirt ko laal karta ja raha ta

fir b kissi trah kuch ko pitte huwe side kiya aur nahar me chalang laga di satyanan ne…

pichee pichee wo sab b dauree…

dhundo sala bachna nai chahiye aaj isse khatm kar k hi rahunga…
krishna chika

satyanan dubki lagaye pull k pass tak pahucha ..aur pull k oth me baith kar sans ko durust kiya fir haulee ae nikal kachi raste p bhagna suru kar diya….ki ek ki najar duur bhagte satyanan p par gaii….

wo bhag raha hai pakro …

sab uske pichee lapke …satyanan galiyo k raste bhagte chiptee huwe ghar me pahuchaa ….

maa ji ki tohh chik nikalte nikalte rah gaii satyanan ka shirt khun se laal ho rakha ta….

ye ye kya hai ….

wo sab baad me maa mujhe chipao jaldi wo mere pichee paree hai…
satyanan maa ko bola

par bete ka khun dekh bhala maa hosh me rah sakti hai wo toh jarwat khari rah gaii geeta b angan me hi tii. …

geeta maa ko sambhalo…kahta huwa satyanan idhar udhar dekha aur anaj rakne k liye jo kothi mithi ki bani hoti hai usme ghuss gaya aur band kar liya…

tabhi gav ki ek aurat jo pass hi ki tii…daurti hui aai……

chachi aap sab jaldi yaha se chaliye bhut sare log bhaiya k picje parre hai kuch toh kah rai hai vansh tak naas kar denge …jaldi chaliye wo aa jaiengee…

nai mai kahi nai jaungii…maa ji kahi jane k liye tayar hi naii tii….

bas aankho se aasu bah rai te ghar me koi mard b nai ta satyanan k alawa iss waqt..

bhabhi chachi ko samjhaiye na ….wo aurat bolii…

beta tu bahu bacho aur shanti ko lete ja jaldi …isse pahle ki wo sab pahuch jaiye…

shanti aur geeta kosis karti rai ki maa b chalee par wo nai gaii… wo abi bahar hi nikalne walee tee ki bahar wo sab aa gaye …

darwaja kholiye chahi……

sab ka chehra dar se safed par gaya ta…

maa ji ne unhe jaldi piche ki diwar se fandwa kar sabko pichee k raste bahar nikal diya…

bas ab ghar me bas satyanan ta aur maa ji ….

satyanan toh kafi khun bah jane ki wajah se kothi me hi behosh ho chuka ta..

baar baar darwaja khatkhataya ja raha ta ma

tabhi gav ki ek aurat jo pass hi ki tii…daurti hui aai……

chachi aap sab jaldi yaha se chaliye bhut sare log bhaiya k picje parre hai kuch toh kah rai hai vansh tak naas kar denge …jaldi chaliye wo aa jaiengee…

nai mai kahi nai jaungii…maa ji kahi jane k liye tayar hi naii tii….

bas aankho se aasu bah rai te ghar me koi mard b nai ta satyanan k alawa iss waqt..

bhabhi chachi ko samjhaiye na ….wo aurat bolii…

beta tu bahu bacho aur shanti ko lete ja jaldi …isse pahle ki wo sab pahuch jaiye…

shanti aur geeta kosis karti rai ki maa b chalee par wo nai gaii… wo abi bahar hi nikalne walee tee ki bahar wo sab aa gaye …

darwaja kholiye chahi……

sab ka chehra dar se safed par gaya ta…

maa ji ne unhe jaldi piche ki diwar se fandwa kar sabko pichee k raste bahar nikal diya…

bas ab ghar me bas satyanan ta aur maa ji ….

satyanan toh kafi khun bah jane ki wajah se kothi me hi behosh ho chuka ta..

baar baar darwaja khatkhataya ja raha ta maa ji bas diwar k sahare khari ho samne darwaje ko dekhe ja raii ti…

kya kare kuch samajh hi nai aa raha ta….
dar se thar thar kanp raii tii kabi kothi ko dekhti toh kabi darwajee ko..

sikar me jakra satyanan ka kutta monty joor jorr se bhauk raha ta..
tabhi darwaja ka palla ukahar kar girr para ….

khol kyu nai rai ti…..kaha chipa rakha hai apne bete ko bahar nikal…krishna chika …

wo woo yaha nai hai…..maa ji darse pasinne pasinne ho gaii ti…

kyu jhut bokti ho chachi wo harami bhag kar yai aaya hai ham jante hai khojo sab ghar ghar ka har ek kona chan maro yai hai sala wo… ..nai toh ye chachi ji itna kyu darti bhala …krishna muskurate huwe maa ji ka chehra thapthapate hiwe bolaa..

khojo sab sabne ghar ka har ek kona chan marra par satyanan kahi milla nai unhe….maa ji ko thora chain milla ….

baki sab kaha hai teri bahiu tera pota …..maa ji k baal pakar wo khichta huwa bahar lekar aaya….

sunn lo gav valo kisi ne agar iske parivar ko chipa rakha hai toh bahar nikal de warna uske parivar ka b kriya kram kar dunga aaj….suna sab ne

bahar bhirr ekta ho chuki ti par bas tamasa bin jiss gav valo k liye satyanan ne kitna kuch kiya aaj koi madad karne wala nai ta..

kridhna ko maa jo ko yeen char thapar laga kar puch bollk kutti kaha chipa rakha hai sabko aur kaha hai tera wo harami pilla …boll sali…

maa ji ko hoth fat gaii te aankho se aasu bah raii te par unhone kuch nai kaha..

krishna ne gusse me ek laat mara maa ji jamin p girr gaii… gaal sujj gaya ta..

wo maa ji ko jannse marne k lite hath uthaya hi tha ki uski najar kothi k niche khun bahta huwa dikh gaya…

hotho p muskan naach uthi….maa jo ko wai chorr wo kothi ki traf badha…

toor do iss kothi ko ….

maa ji ka chehra fak par gaya …ye kya ho gaya…

maa ji uske pairo me daurti hui girr gaii betaa bhagwan k liye aaisa mat karoo…
choor do mere bete ko….

par shaitan p koi asar na huwa kothi foor di gaii andar satyanan behos para ta…

ghasit kar bahar aangan me laya gaya usse…..
maa ji krishna k pairo me girr pari chor de mere bete ko meri jann le le..par usne maa ji ko jhatka dekar thella aur talwar ko satyanan k peet me ghusaa ta chala gaya….

maa ji chik parii….naiiii wo teji se bete ki taraf lapki toh unhe jor se dhaka diya wo ja kar diwal se takra gaii sar futt gaya…

pani daal iss par hoso hawas me chikte huwe marna chahiye sala…

maa jibbehos ho gaii…

hosh me lakar krishna ne do char baar aur talwar ko aar par kar diya par marte waqt b satyanan muskurata hi raha …

aangan me laas parii ti satyanan ki khun se latpat ..

maa ji behos pari tii alag unke sar se khun bhut bah gaya ta..

wo sab gab me baki k pariwar ko khoj raii tee par uss aurat ne kisi trah chipaiye rakha sabko

firr sab chale gaii….

karib 1 baje k karib babu ji gav aaye ghar k pass bhirr lagii tiii…

anjani aasanka se unka mann ghirr gaya…..wo saman wai chor teji se ghar me lapke…

ghar k anganka manjar dekh toh jaise hill gaye lakwa jaise maar gaya unh
 
anjani aasanka se unka mann ghirr gaya…..wo saman wai chor teji se ghar me lapke…

ghar k anganka manjar dekh toh jaise hill gaye lakwa jaise maar gaya unhe wai ghutno par baith gaii ..babu ji aankho se aasu bah raii tee samne jawan bete ki lash pari tii aurr patnii ka ro ro kar bura hall ta..geeta maa ji aur shanti ko sambhalne me lagii tii…khud v ro raii tii… chota sanjuu bade papa ko baar baar uthane ki kosis kar raha ta …

par jane wale b kabi laut kar aate hai bhala…

Please complete the required fields.