Kamina Bhai – Update 77 | Incest Sex Story

Kamina Bhai - Incest Sex Story
Reading Mode

UPDATE 77

Dinner ke waqt par Rajesh, Anjali aur Nirmala dining table par bethe hue the.

Rajesh: Aryan ko waha jaane ki kya jarurat thi bhala.

Rajesh apni wife ki aur dekhte hue kehta hai.

Anjali: apko bataya to hoga usne.

Anjali anjaan bante hue kehti hai.

Rajesh: mere paas to dopehar ke waqt uska call aaya tha, keh raha tha ki yaha aane jaane mai use prob hoti hai to abse wo office ke dwara diye gaye flat mai hi raha karega.

Niramla: mujhse bhi wo yehi bol raha tha.

Rajesh: agar aesi baat thi to ham sab wahi shift ho jaate na.

Anjali: nahi..nahi, wo keh raha tha ki bas kuch waqt ki hi baat hai. Phir wo yahi aa jayega.

Rajesh: aur ye Ashu kaha hai, ise khaana nahi khaana hai kya.

Anjali: uski tabiyat thodi kharab hai.

Yaha upar Ashu Aryan ke bed par padi hui aanshu baahaye jaa rahi thi. Uski aankhe rone ki wajah se laal ho rahi thi, Aryan ke waha se jaane ke baad se wo bas roye hi jaa rahi hai. Kuch der baad Anjali khaana lekar Ashu ke paas aati hai.

Anjali: Ashu, le khaana kha le.

Ashu ko takiye mai muh chhupaye rote hue dekhkar wo boli.

Anjali: Ashu khaana khale.

Ashu: mujhe nahi khaana, aap jao yaha se.

Ashu gusse se apni mummy se kehti hai.

Anjali: ha m to tum dono ki dushman hu na, Aryan ko call kiya tha wo bhi meri call nahi utha raha, tu bhi tabse yaha padi hui hai. Tum dono kabhi nahi samjhoge, mene ye sab tum dono ke achhe ke liye hi kiya hai. Lekin tum dono ke sar par to pyaar ka bhoot sawar hai. Ye rakha khaana, jab khaana hoga khaa lena.

Anjali bhi funkarti hui waha se chali gayi. Kuch der baad Ashu ka mobile baja, to Ashu ko aur jyada junjhalahat hui. Lekin jab usne no. dekha to uski aankhe kuch der ke liye chamak gayi.

Ashu: Aryan….

Ashu sirf itna bolkar rone lagi. Uska is tarah se rona Aryan ko bahut jyada hurt kar raha tha. 

Aryan: honey plz ro mat, tu aesa karegi to m toot jaunga.

Ashu: Aryan, plz mujhe maaf kar de. Lekin m parents ke upar nahi ho sakti thi.

Aryan: Mujhe pehle se hi pata tha ki tu mere aur parents ke beech, unhe hi choose karegi.

Ashu: Aryan iska ye matlab nahi hai ki m tujhse kam pyaar karti hu, shayad m is duniya mai tujhe sabse jyada pyaar karti hu, lekin hamare parents ne jo hamare liye kiya hai uske saamne mera pyaar bahut chhota hai.

Ye kehkar Ashu phirse rone lagi.

Aryan: mujhe pata hai honey, lekin plz tu ro mat.

Ashu: Aryan plz mujhe ab honey mat keh.

Aryan: lekin kyu.

Ashu: kyonki mujhe mere parents chahiye, mummy ne bola tha ki agar ham aaz ke baad bhai behan ke siwa koi aur rista rakhenge to ham unka mara hua muh dekhenge, aur m aesa nahi chahti.

Ye bolte hue Ashu ki jese saans hi atak rahi thi. Use ye kehte hue aesa feel ho raha tha jese uske dil par chaku rakh diya ho.

Aryan: theek hai Ashu, jesa tu chahegi aesa hi hoga. Lekin tujhe bhi meri ek baat maanni hogi.

Ashu: kya.

Aryan: tu apna dhyaan rakhana, khaana time se khana,ok.

Ashu: ok.

Aur ye kehkar dono bhai behan rone lage, aryan se ye bardast nahi hua aur usne call kaat di. Kuch der aese hi rone ke baad Ashu washroom mai jakar fresh hui, aur aakar khaana khaane lagi. Ye raat in dono bhai behan ke liye kisi ajaab se kam nahi thi.

Next day, Aryan sokar utha. Kal hue haadse ke baare mai sochne laga, phir usne apna laptop uthaya.

Aryan: Ashu kaha gayi, wo na to apne kamre mai hai aur na hi lounge mai hai.

Aryan apne laptop par dekhte hue bola. Darasal usne aane se pehle apne ghar mai mini cameras fit kar diye the. Phir kuch sochkar usne apne room ka camera on kiya to waha Ashu aankhe khole hue pata nahi kin socho mai gum thi. Aryan ko saaf dikh raha tha ki wo puri raat royi hai kyonki uski aankhe laal ho rahi thi. Aryan se ye sab bardast karna bahut muskil tha. Usne lappy band kiya aur ready hone chala gaya.

Yaha Ashu fresh hokar neeche aa gayi.

Rajesh: Ashu beta, kya hua tujhe. Ye kesi halat bana rakhi hai tune.

Rajesh uski laal aankhe aur udaas chehra dekhkar bolta hai.

Ashu: kuch nahi papa, bas thodi tabiyat kharab hai.

Rajesh: tu mere saath chal, m tujhe kisi achhe se dr ke pass dikhata hu.

Rajesh ko uski bahut fikr ho rahi thi.

Ashu: nahi papa, m ab theek hu.

—–

Aryan apne cabin mai betha hua tha, lekin uska dimag ab bhi Ashu ke paas hi tha. Wo us se baat karna chahta tha, lekin uski himmat nahi ho rahi thi. Tab usne uske paas call kar hi di.

Ashu: hello.

Aryan ko Ashu ki udaasi bhari awaaz aayi.

Aryan: kesi hai tu.

Ashu: m theek hu.

Ye kehte hue Ashu ka gala bhar aaya.

Aryan: naasta kar liya tune.

Ashu: ha kar liya, aur tune kiya.

Aryan: ha mene bhi kar liya, tu apna dhyaan rakhna.

Ashu: theek hai,by.

Tabhi waha singh aa jata hai.

Singh: kya hua bhai, m subah se dekh raha hu tum bahut udaas ho.

Aryan: aesi koi baat nahi hai sir.

Ye kehkar Aryan sar jhuka leta hai.

Singh: koi baat nahi bhai nahi batana to mat batao, lekin prob bahut badi hai shayd Ashu se related.

Ye sunte hi Aryan ne singh ki aur dekha to singh bhi samjh gaya.

Aryan: ha sir, Mummy ko hamare baare mai pata chal gaya hai.

Singh: what?? 

Phir Aryan use sab 

 bata deta hai, use bhi is waqt kisi ki jarurat thi, jis se wo apne man ki baat keh sake.

Singh: ohhh, lekin Aryan iska samna to tumhe karna hi tha, aaz nahi to kal. Aryan tumhe pyaar hua bhi to apni hi sagi behan se. Is baat ko koi nahi samjhega na hi tumhari family aur na hi ye samaaz.

Singh pata nahi kin socho mai gum ye kehta chala gaya.

Aryan: sir, mujhe pata nahi aesa kyu lagta hai ki ham jab bhi is baare mai baat karte hai, aap kisi aur duniya mai chale jaate hai. Kya m puchh sakta hu kyu.

Ye sunkar singh ki aankho se 2 aanshu tapak aate hai.

Singh: Aryan mene ek baat hamesha apne dil mai dabakar rakhi hai, lekin pata nahi aaz kyu tumse share karne ko man karta hai.

Aryan: sir aap bharosa kar sakte hai.

Singh: mujhe bhi apni sagi behan se pyaar tha.

Ye sunte hi Aryan ko ek jhatka sa laga, ab use samjh aaya ki kyu Aryan uske pyaar ko itni simply leta tha.

Singh: wo mujhse 3 saal badi thi, uska naam vidya tha. Wo bhi mujhse bahut pyaar karti thi lekin mujhe lagta tha ki sirf bhai wala. Lekin pata nahi kab mujhe us se pyaar ho gaya. Mere liye wo hi meri duniya ho gayi thi. M use apni feelings batana chahta tha lekin kabhi himmat hi nahi hui. Lekin jab uski shadi ki date fix ho gayi to kisi tarah mene use sab kuch bata diya. Ye sunkar wo bahut gussa huyi, lekin sach to ye tha ki wo bhi mujhse bahut pyaar karti thi. Uski shadi ki date fix ho gayi thi, aur usne bhi Ashu ki tarah apni family chuni. Aur wo shadi karke apni sasural chali gayi, jabki m toot chuka tha. Phir mene sucide karne ki kosis ki tab usne mujhe samjhaya ki kisi ke jaane se ye duniya khtm nahi hoti. Aur agar ham aesa kuch karte hai to ye hamare pyaar ki tauheen hogi. Phir uski kasam dene ki wajah se mene bhi shadi karli lekin m aaz tak ek pal ke liye bhi m use bhool nahi paata hu.

Singh ki aankho mai ye batate hue aanshu aa gaye the. Phir kuch der baad wo apni aankhe saaf karte hue bola.

Singh: to ye thi meri kahani, jise mene aaz tak chhupa kar rakha. Jab mujhe tumhare baare mai pata chala tha, tab mujhe tum dono ki jagah m aur divya najar aane lage. Isly tum meri first choice ban gaye the, tum dono ke andar m khud ko aur apni behan ko dekhta tha. Lekin saath hi ye dua bhi karta tha ki ham to mil nahi paaye lekin bhagwan tum dono ko ek kar de.

Phir kuch der ke baad waha sanaata chha jaata hai.

Singh: agar tum chaho to ghar jaa sakte ho.

Aryan: nahi m theek hu.

Shaam ka waqt hone ko aaya tha, aryan ko phone ring hota hai.

Aryan: ha wolf.

Wolf: sir agar, ye neta hi zora hai to kuch bahut bada hone wala hai.

Aryan: m kuch samjha nahi.

Wolf: sir mujhe khabar mili hai ki city mai bhari matra mai Rdx aaya hai.

Aryan: what??? Kuch aur pata hai is baare mai.

Wolf: nahi bas itna hi pata hai, lekin abhi kuch der pehle khanna us neta se milne aaya tha.

Aryan: lekin uske phone to tape hai, aur use to koi call nahi aayi.

Wolf: pata nahi sir, lekin panther ne uska peecha kiya tha.

Aryan: khanna ko uthalo.

Wolf: sir lekin, use uthane se prob ho sakti hai.

Aryan: wo sab m dekh lunga, agar abhi kuch nahi kiya to kya pata is shehar mai kya hoga. Zora is waqt ghyal saanp ki tarah hai, aur ghayal saanp jyada khoonkhar hota hai.

Wolf: theek hai sir, kuch time baad wo apko wahi par milega.

Aryan: ok best of luck.

Usne abhi call cut ki hi thi ki Singh waha aata hai.

Singh: Aryan khabar mili hai ki  city mai Rdx….

Aryan: sir mujhe pata chal chuka hai.

Aryan uski baat ko pura hone se pehle hi bola.

Aryan: sir aur kuch pata hai is se alag.

Singh: nahi abhi tak to nahi, lekin input mile hai ki city mai bada blast hone wala hai.

Aryan kuch soch raha hota hai ki singh kehta hai.

Singh: Aryan agar tum kaho to mai dusri team ko kaam par lagau.

Aryan: ok sir, aap apna kaam kariye. M apna kaam karta hu.

Uske baad Aryan control room aata hai, jaha pehle se Ravi  betha hua tha.

Ravi: are bhai Aryan, kaha rehte ho tum. Har waqt kaam mai hi busy rehte ho.

Ravi use dekhte hue kehta hai.

Aryan: aesa kuch nahi hai, bas thoda busy tha kuch din se.

Tabhi waha ek peon aata hai.

Peon: sir aapko bade sir bula rahe hai.

Wo peon Ravi se kehta hai aur wo waha se chala jaata hai.

Aryan: Amit, jitne bhi is city mai crowded area hai un sab par focus karo. Waha har waqt najar rakho, aur agar kuch bhi doubtful hota hai to mujhe inform karna.

Amit: theek hai sir.

——

Raat ke waqt Aryan apne  bed par laita hua Ashu ke baare mai hi soch raha tha. Use uski bahut fikr ho rahi thi, kyonki wo bhi achhi tarah se jaanta tha ki Ashu use lekar bahut jyada hi possessive thi. Ye yaad aate hi wo laptop uthata hai aur cameras display kar deta hai. Wo dekhta hai ki Ashu uske room mai leti hui hai, aur usne apna muh takiye mai daba rakha hai, aur wo sisak rahi thi. Tabhi Aryan use foran call karta hai, wo display par naam dekhti hai to apni aankhe saaf karti hui call receive karti hai.

Ashu: hello.

Aryan: tu mujhse jara bhi pyaar nahi karti na.

Ashu: kya kehna chahta hai tu.

Ashu thoda ukhadte hue kehti hai,uski awaaz rone ki wajah se thodi bhaari bhi thi.

Aryan: yahi ki agar tujhe mujhse pyaar hota to tu mujhe is tarah se hurt nahi karti. Mene tujhe kaha tha na ki tu bilkul bhi nahi royegi.

Ye sunkar Ashu ko jhatka sa lagta hai.

Ashu: mmm…m..m kaha ro rahi hu.

Ashu ladkhadate hue boli.

Aryan: achha jhoot bolna bhi seekh gayi tu ek din mai hi.

Ashu: Aryan i miss u so much.

Aur ye bolkar wo foot foot kar rone lagi.

Aryan: Ashu…ashu plz chup hoza… tujhe meri kasam hai,agar tu ab royi to.

Jab Ashu chup nahi hoti to Aryan use apni kasam deta hai, jisse wo bhi turant hi chup ho jaati hai.

Aryan: Ashu tu khud itni samjhdar hai, ab m tujhe kya samjhau. Tu bilkul bhi fikr mat kar ham ek hoge, aur jaroor hoge.

Ashu ko samjh nahi aa raha tha ki wo kya bole. Use to apni maa se kiye gaye waade ka dar tha.

Ashu: m phone rakhti hu, mujhe ab sona hai.

Aryan: theek hai, lekin abse rona nahi.

Ashu: ok.

Aur phir dono lait jaate hai aryan to bas Ashu ko hi dekhe jaa raha tha.  Aur Ashu to bas karwate badal rahi thi, uski aankho se neend koso door thi. Pata nahi kab jakar dono bhai behan soye honge.

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply