Kamina Bhai – Update 30 | Incest Sex Story

Kamina Bhai - Incest Sex Story
Reading Mode

UPDATE 30
Ashu chilla rahi thi,ro rahi thi. Lekin unhe koi farq nahi pad raha tha. Kartik ne bhi apni pent nikal li thi.wo nanga ho gaya tha. Ajay ashu ki aur badhne laga ,use apni aur badhta dekhkar wo aur joro se rone lagi. Ajay uske pas aaya aur uska dupatta kheencha,Ashu to behaal ho chuki thi.
Ashu: nahiiii..mujhe ch..chhuna mat.
Ajay: aaz to tujhe aesi aesi jagah chuyenge jaha kabhi kisi ne nahi chuwa hoga.

Ye bolkar usne uska sir pakda aur apna chehra uske chehre ki aur le jane laga. Ashu apna chehra modne ki puri kosis kar rahi thi lekin Ajay ne uske baal pakde hue the. Jab uske honth uske honth se milne hi wale the ki uski kamar par aakar kuch laga,aur wo wahi jameen par gir gaya. Aryan andar aa chuka tha aur usne jab dekha ki Ajay kya kar raha hai,usne bahar rakha flower pot uski kamar par de mara. Aryan dodta hua kamre mai aaya to wo Ashu ko dekh kar thithak gaya. Uski halat bhut kharab ho rahi thi,pura chehra aansuo se bhiga hua tha. Tabhi kallu ne uski kamar par peeche se laat maari,Ashu jameen par jakar gir gaya.

Kallu: tu kaha se aaya be,darwaza to band hai.
Ajay: salo baat kya kar rahe ho maro ise..
Is se pehle ki wo kuch aur kehta Aryan ek dam furti se utha aur uska sir pakad kar deewar se de maara,sir itni jor se deewar mai laga ki dham ki awaaz aayi aur wo wahi jameen par gi gaya. Halat dekh teeno sann reh gaye. Fir ek aur aage badha to Aryan ne uska hath pakda aur uske pet mai jab tak marta raha jab tak ki wo ladka neeche na gir gaya ho. Ab wo dono ghabre gaye,Aryan ki aankhe gusse se laal ho rahi thi,is se pehle ko wo dono kuch samjhte Aryan ne kartik ko pakda aur uski taango ke beech mai laat mari,uska to dam nikalne ko ho gaya,aur wo tadapta hua neeche gir gaya. Ajay ki kuch samjh nahi aa raha tha wo kya kare. Jitne gusse mai Aryan tha use lag raha tha ki wo to gaya. Ajay ne tezi se Aryan ke pet mai ek laat maari. Aryan thoda sa jhuka hi tha ki usne Ajay ko kamar se pakadke deewar se sata liya. Aur uske chehre aur pet par mukke barsaane laga,Ajay ki halat kharab hone lagi thi. Shor sharaba sunkar Avni kamre ki aur gayi to usne un teeno ko waha jameen par pade dekha,aur Aryan ko Ajay ko bahut buri tarah se peet te hue dekha. Usne waha na jaana hi behtar samjha aur waha se ek taraf aa gayi. Ajay ke chehre se khoon nikalne laga,wo nidhaal ho gaya tha lekin Aryan use marta hi raha.

Ashu: Bhai…
Jese hi usne Ashu ki awaaz suni,wo jese hosh mai aaya. Usne Ashu ki aur dekha wo gardan ko na mai hila rahi thi. Usne Ajay ko choda,chhodte hi wo jameen par ludhak gaya. Aryan jaldi se Ashu ke pas aaya aur pehle uske pair rassi se khole aur phir uske haath. Haath kholte hi Ashu Aryan ke gale lag ke rone lagi. Aryan ne use apne seene se jor se bheench liya.

Ashu: bhai..agar tu aaz time pe nahi aata to mai az zinda nahi hoti.
Ashu ne rote hue Aryan se kaha.
Aryan: mene kaha tha na tujhse ki mere hote hue koi meri Ashu ko chhu bhi nahi sakta.
Ashu: bhai mujhe jaana hai yaha se.
Aryan: ha jayenge pehle inse nipat lu.
Wo unki aur gusse se badha to Ashu ne uska haath pakad liya.
Ashu: Aryan chhod de inhe,m nahi chahti ki tu gusse mai kuch aesa wesa kare.

Aryan: nahi,m inhe jaan se mar dunga. Inhone tujhe haath lagane ka socha bhi kese.
Aryan gusse se utha aur neeche pade hue unpar laat barsane laga. Ashu ne jaldi se use pakda.
Ashu: mene kaha na tujhe chal yaha se. Chhod inhe tujhe meri kasam Aryan.

Ashu ne use tez awaaz se kaha,Aur uska haath pakad kar ghar se bahar aa gayi. Aryan ko gussa aa raha tha usne Ashu ko roka.
Aryan: tu janti hai unhone tere sath kitni ghinoni harqat karne ki kosis ki hai,aur tu keh rahi hai ki m unhe chhod du.
Ye bolkar wo phir se andar ki aur jane laga to Ashu ne uska hath pakad kar kaha.
Ashu: ha pata hai unhone mere sarh kya karne ki kosis ki thi lekin ab m theek hu,mujhe kuch nahi hua hai. Mai nahi chahti ki tu gusse mai kisi ka katl karde, m nahi chahti ki mera bhai mujhse dur ho.
Aur Ye bolkar Ashu uske gale lag gayi.
Ashu: ham ghar chale jayenge,ham kabhi nahi aayenge yaha.
Aryan: par..
Ashu: mene kaha na chal yaha se.
Wo dono bike se ghar ki aur chal diye.
Ashu: ye baat ghar mat batana.
Aryan: kyu na batau,kam se kam gharwalo ko pata to chale ki unke apne hi unke sath kya karne wale the.
Ashu: nahi Aryan,tauji ka koi beta nahi hai. Unhone bachpan se hi us kutte ko apne sage bete se badhkar maana hai.Agar hamne unhe sach bata diya to unka dil toot jayega,apni parwarish se nafrat ho jayegi unhe.tujhe pata hai na wo kitne gusse wale hai. Wo dono ko jaan se maar denge. M nahi chahti ki unki saza tauji aur taiji ko mile. Wo akele reh jayenge.

Aryan: ashu mujhe samjh nahi aata. Tu khud se jyada dusro ke baare mai kyu sochti hai. Teri ye achhayii hi teri sabse badi dushman hai. Tu keh rahi hai ki m unhe aese hi chhod du,agar mai az thoda bhi late ho jata to pata nahi kya anarth ho jata.

Ashu: kuch hua to nahi na bhai,tujhe meri kasam hai kisi ko kuch mat batana.
Aryan: man karta hai mai tujhe hi maar du,lekin tu khud meri jaan hai.
Aryan gusse se bola,Ashu apne haath uske pet par le gayi aur apna sir uske kandhe par rakhte hue boli.
Ashu: Aryan mujhe pata hai tujhe unpar bahut gussa aa raha hai,lekin mujhe bhi unpar tujh se jyada gussa aa raha hai. Lekin isme tauji aur taiji ka kya kasoor hai. Undono kamino ne hame apna nahi mana lekin ham to tauji aur taiji ko apna parents mante hai na. Bhagwan ka shukr hai ki m sahi salamat hu,to fir kyu ham un dono ki khusiya ujadne ka karan bane.
Aryan: bas kar meri maa,m samjh gaya.
Ashu: ye hui na baat.
Aryan: lekin wo kutiya kaha thi,wo to waha dikhi hi nahi.
Ashu: Aryan uska jikr mat kar mujhe uske naam se bhi nafrat ho gayi hai,kese ek behan apni hi behan ke sath itni ghatiya harqat kar skati hai.
Aryan(apne man m): Ashu usne jo tere sath kiya hai uski keemat to use chukani hi hogi.

Ashu ne Aryan ko mana liya tha ki wo ghar jakar kuch na kahe. Ghar pahunchne se pehle ek tubewell par Ashu ne apna chehra dhoya. Ghar pahunche to.
Nirmala: are itni jaldi aa gayi tu.
Ashu: ha dadi,hame ghar chalna hoga isliye m aa gayi.
Sunil: kya hua beta,itnj jaldi nahi jaane dunga m tumhe.

Ashu: tauji mera kal practical hai,az hi friend ka call aaya tha. Aur aap chinta kyu karte hai m fir aa jaungi.
Aryan: chaliye mom saman pack kijiye.

Sunil: theek hai beta jab practical hai to ham kya kar sakte hai. Lekin Avni aur Ajay ko to aa jaane do.

Unka naam sunkar Ashu ke jehan mai kuch der pehle ka vakya goonja.
Ashu: tauji wo do to raat tak aayenge bday se.

Aur kuch der baad wo ghar ke liye nikal gaye.

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply