Reading Mode

update 77
Ab aagee
……………..
Pancho ki toh gav balo ko dekh fat kar hath me aa gaii tii..koi kidhar bhagne laga koi kidhar…par gav vallo ne sabko pakar dhona chalu kar diya..

Sanju toh uss p para tha jo chala tha udghatan karnee

Sab ki halat khasta ho gaii ti…ki tabhi ramesh pahuch gaya..

Sabko toh pakar liya gaya par sanju tha ki usse chor hi nai raha ta…

“Sanju chorr isse…”ramesh ne kaha..

“Nai nai chorunga iski himmat kaise hui meri di par hath daalne ki ..”

“Dekh pahlee b ek bar tu fas chuka hai issi karan choor de..”par uake sar p toh khun swar ta chorr hi nai raha ta..

Ramesh priya ko isara kiya..wo sıbakti huii sanju k pass aai “Bhai chor do…”

“Nai…”…”Bhai fir se wai galti mat kar jiske karan itna kuch huwa hai humlogo k sath…”

Usne ek lath mar kar duur kar diya apne pass se..

“Tumlog insabko thane le chalo mai aata hu kuch deer me..”

Ramesh jeep me sanju chacha aur priya ko baitha ghar lete aaya…

“Meri bachi tu thik to haii ..dadi k aankho se aasu chalak paree wai priya b ro parii…”

“Priya thik hai dadi…isse andar letii jaiyee..maa kaha hai..?”

“Bahu toh udhar hi gaii ti bhagti huii tumlogo ko nahi milli..”dadi ka itna kahna ta ki sabhi k chehre firr se safed par gaii..

Sanju aur ramesh bahar bhagee

……………..
geeta phone p baat karne k baad wai dard se behos ho gai tii..

Fufa jo aaram se uss taraf aaye the geeta ko behos para dekha ..

Mann me socha baki sab toh gaii hi hai faltu me dande khane kahe ko jana isse hi utha lete chalta hu..thora sab p prabhab b jamega ..

Geeta ki ujli sari jagah jagah se fati ti aur khunn se laal hui parii tii..
Wo geeta ko jeela kar dekhe toh usse kuch hosh hi nai ta..

Geeta ko uthaya..toh wajan se unke pasinne chut gayee….

“Bari badhi hai …jaan nikal jaiegi ghar tak lekar janne me..”

“Chal beta kuuch panne k liye kuch mehnat v karni parti haii…”

Geeta ko unhonne kandhe p daala aur chale aa rai tee..

Bich raste me hi sanju aur ramesh bhagte aate mill gaii..

Dono ne millkar jhat unko uthaya…
“Maa kya huwa maa aankhe khol na…”

“Sanju maa ko ghar le chsl behos haii ye..”

Sanju apni maa ko goodh me utha ghar ki traf teji se badh gaya..

“Batao beta kuch bata kar ghar se nikalna chahiye bhauji bina bataye hi bhag gaii ti wo toh acha hıwa maii pichhe hi aa raha ta.. aaisa karta hai koi bhala..”

Fufa ji apni chikni bato se ramesh ko apnne sath millane ki kosis kar rai te jaise kitni fikar ho

“Maa chij hi asise hoti hai fufa ji aap nai samjho gee..”ramesh unki baat ko najarandaj kar aage badh gaya..

Fufa ji upar se toh kuch na bolle par unki jhante sulag gaii..

Sanju jaldi se unhe ghar me leta aaya .. geeta ka hal dekh sabka dill muh ko aa gaya ta …
Ghar me pahlle hi bhir lagii tii…

Priya aur dadi toh geeta ko iss hall me dekh bechain ho gaii…

Ramesh kal se pani chala leta aaya aur geeta k cjehre p chirka …

“Aaaaahh…priya…” geeta k hotho se yai boll futta…

“Maa aap thik toh haii…”priya roti hui bolii

Aapne samne apne beti ko sahi salamat dekh geeta ko chain milla
“Merii bachii…geeta futt kar ro parii gaale se laga liya..

“Ha mai thik hu tujhe kuch huwa toh naii…”
“Nai maa mai thik hu..”

Chacha dr. Ko lete aaye…

“Ghabrane ki koi baat nai hai gungunne pani se jhakm ko saaf kar ye daba lahaiyega…aur ye dawa deye rahiyega…

“Aree mai yaha ghar me tha mujhe bata kar jatii toh mai lene aa jata ..sab iski wajah se huwa..”fufa priya par gussa karnne lagee

“Fufa ji…”sanju gusse me bolla “aap jada kuch na hi bolle toh aapki sehat k liye acha rahega ..mere piche pare rahte ho khud yaha khat torne se
Fursat milti hai…”

“Aaaee jada unchi awaj me bollega..muh toor dunga tera …”fufa ji ne ghurki dii

Sanju toh abi sanka tha hi

“Aa hi jao dekhte hai kaun kiska muh torta hai..” fufa ji ki traf badhte huwe bola

Ek pall k liye toh fufa ki halat patli ho gai..

Sanju abi kuch kar baithta tabhi..”sanju ye kya kar raha hai barro se aaise hi baat karte hai..”
maa ki awaj sunn sanju ruuk gaya

Dekh lo chokree ko…kitna bigar gaya hai..” fufa ji budbudate bahar nikal gaii..

Sanju gusse me daat pista ghurr kar unhe dekh raha ta..par geeta ne usse hath k isaree se kuch bolnee se mna kiya..

To be continued….

Please complete the required fields.