M@i Toh Th@ Ariyal Tattoo – Update 65 | Incest Story

M@i Toh Th@ Ariyal Tattoo - Incest Sex Story
Reading Mode
Ramesh ko aakhir kuch samajh hi nai aa raha ta ki huva kya…
Wo maa ka gaal thapthapa kar uthane ki kosis kar raha ta..”maa uth naa..maaa”

Ramesh ki budhi vivek sab dhari ki dhari rah gai ti…

İss t4ah ka soor gull sun neha bhagi bhagi kamre k andar se aayi toh dekhti hai uski saas beho pri hi aur ye bechain maa maa kiye ja ahe hai gooh me sar liy..

Wo jhat pani le glass me aayi aur muhh p pani cherak naak daba diya ..jisse wo bechain ho aankh khol di..

Ramesh ki jann me jan aaie..wo maa se lipat gaya… neha pass hi baithi ye sab dekh rahi tii

Hosh me aane k baad v wo kuch boli nai par aankho se anansu nikle ja rahe the..

Wo uthi aur apne kamre me jakar darwaja laga li..

Ramesh bas dekhta rah gaya maa ka ye ruup kabi usne na dekha ta..

Neha jo tab se shant ti ..ramesh ko jhakhjhorti hui puchi…”baat kya hai…kya huwa ta…”

“Thanne se phone aai ti ki akhilesh ji aur unki patni par janleva hamla huwa hai …maa ne puch toh maine bata diya wai sunn kar maa behos ho gai ti..”

Aur fir jab hos me aai toh..

Tabhi darwaja khula aur bas purse le kar maa andar se nikli..sari b nai badla na baal saware jiss hal me ti usi hal me nikli…
Achanak thithak kar pucha “wo kiss hospital me hai..”

“City hospital..”
Maa abhi badhi hi ti ki

“Tahariye maa…”
Kavita (ramesh ki maa) k badhte kda ruuk gaii..
“Kaha ja rahi hai aap…”
Kavita iss sawal se uljhan me par gai ek trafwo pahle hi bechain ti uss p ye sawal

“Mai wo ..hospital…”

“Kyu …aakhir ky jana hai aapk waha…”

“Y kaisa awal hai..tumhare sawalo kjawab abhi merepass nai hai..”

Ramesh chalt@huwa samne a kar khara ho gaya neha toh bas maa betee k bich bas ye sab jo v chal raga ta wah hatprabh ho mukdaarsak bani dekh rai tii…

“Aap ko mere sawalo ka jawab dena hoga maa…bhut se sawal hai jiske jawab mujhe chahiye..aur wo jawab ya toh aap de sakti hai ya fir wo akhilesh jiski aap trafdari karti hai…

Aap ki kahi har baat p aaj tak mai uss parivaar ki madad karta raha par kyu kiss liye..

Aap ne kaha uski liye vakil karne wo b kiya par aaj uske jakmi honne ki baat se kyu itni bechain hai…”

Kavita bas itna kah paai
“Abhi mai tumahare kisi sawal k jawab nai de sakti..mujhe janne do..”

“Na aaj aap mere swalo k jawab dena hi hoga aakhir kya sambandh hai aapka aur uss khuni k baap k sath…ya firr wo..yaa”
Tarak ki awaj se kamra gunj gaya kavita ka jhanate daar thapar uski gaalo p para aankho se krodh chalak para …bina kuch kahe wo aage nikalti chali gaii

Ramesh bas khara apni maa ko jata dekhta raha aaj pahli baar maa ne uspe hath uthaya tha..

Neha chik pari..”saram nai aati maa ko aaise bolte kya bitti hoggi unpe wah kya beta paya hai aaj maa ka seena garv se fool gaya hoga …”..wo apne kamre me chali gaii..

Ramesh ne jo b kaha ta apnne sene p pathar rakh kaha ta par aaj wo b than chuka ta bhalle wo sabki najro me girr jaiye par sachai jaan kar hi rahega ..wo apni maa k kamre me ghuss gaya..

Bed takaiya sab chij hata kar dekhi..par kuch kam ka na milla ..ab bas bacha tha toh wo sandukk jiss p taalee lage te ..par aaj ye taala b ramesh ko nai rook sakta ta usle sar p junnon sawar ho chuka ta sare raaj janne ka ..

Usne rood utha taale me fasa kar ghuma diya ..khatak ki awaj k sath taala khul gaya..

Awaj sunn neha b kamre me aa gai..”ye aap kya kar rai ho…maa k kamre me aap ..”

“Meri madad nai kar sakti toh chup raho ya dafa ho jao yaha se …”ramesh chikha

Neha kaanp kar rah gai..iss ramesh ko toh wo nai janti .ti..

Saree saman idhar kar chanta raha usme jaawani k deeno k kuch khas yaade jo sameet kar sahej kar rakhe the wai the kavita k baki kuch b nai …ramesh laghbhag haar maan chuka ta ki ramayan p najar gaii..laal rang k kapre me lipta…

Usne wo kapra kholaa andar se ek ramayan aur ek dairy nikli…

Dairry kholl kar jaise hi usnee hatho me le dhull jarii..usme se ek photo nichee girri…..

Neha aur ramesh dono ki aankhe hairat se faili rah gai ..ye tasveer unhone na kisi album me na hi aur kabhi

“Ye photo kiski haii….”neha hairat bhari najro se dekh rai tii..

“Sayad akhilesh ji..ki..”ramesh ka ye kahna neha k liye kisi ascharya se kam nai ta..

“Par maa ne toh kabhi unka hamse ya aapse kabhi koi jikr nai kiya…fir unki tasveer maa k pass…”

“İska jawab ye dairy de kahi dekhte haii..”

Dairy palti…

KAVİTA KA ATİT
……………………….

aaj mai bhut. Khus ti maiine apnne board exams me top kiya ta..
Papa ko b jab ye baat pata chali wo bhut khus huwe..unhone sabasi dete huwe kaha “beta aaj mera sar fakr se ucha ho gaya..aaj mujhe koi malal nai ki meri bas ek beti hai..beta nai….aaj teri maa hoti toh bhıt khus hoti..”

Sach me aaj maa ko bhıt miss kiya maine..mujhe toh ınki sakal b yaad nai bas sabse suna hai..mai unpe gai hu..kaas meri maa aaj jinda hoti..

Par papa ne kabhi mujhe maa ki kami ka ahsas nai honne di..

Ya sayad maa kya hoti hai mai janti hi nai maa ka pyar jo nai milla mujhe…

………….

Kuch aur panne palte..

Ab college aur ghar bas yai duniya hai meri…

Kuch ache dost b ban gaye hai mere…aur in sab me ek khas hai akhilesh …(neha aur ramesh ki aankhe hairat se milli..)

Wo jadatar mere sath hi rahta hai..uski pyari baate bahut achi lagti hai pata nai kya aakarshan hai ..usme mai uski traf khichi chali jaati hu..

Wo b toh mere class k chakar lagata rahta hai…

Kai baar aisa lagta hai jaise wo mujhse kuch kahna chahta hai..par kahta nai..

Paglle ko ye v nai pata uske ijahare muhabaat sunne ko meri kaan tarash gai hai..

Par kahna toh usse hi parega mera bhola deewana..

Mai b deewani hu uski par uss jalim ko ye khabar v nai…..

………….
Kuch panno me college ki baati ti..

Fir uske baad …
Aaaj wo mujhse millne aaya ta kuch deer idhar udhar ki baate karta raha..par uske chehre se lag raha ta jase kuch kahna chahta ho mujhse..

Par koi baat nahi kahi ant me jate huve ye letter pakra gaya..

Sath hi me pin se attach chitti..

Kavita mai na janne kab se ek baat kahna chahta ta par himmat nai hui kabi..

Aaj b mai tumhare ghar ye kahne hi aaya ta par kah na saka ..

Par bari himaat karke ye patr likh raha hu tumhe ..mujhe pata nai tum mere baare me kya sochti ho ….
Par ab agar na kaha toh sayad mai fir kabhi himaat na kar pau..

Kavita mai tumse pyar karta hu…ha kavita mai tumse dillo jan se mohabat karta hu ..ye aaj se nai jiss din se dekha hai tumhe uthte baithte sotte jagte bas tum hi mere aankho me rahti ho…

Par tumse kabhi kah na saka ..

Agar tum b mujhse pyar hai ya kuch toh batla dena ab iss betabi me mujhse jiya nai jaata..

Chalo ek kam karnna tumhe kuch kahne ki jarurat nai paregi..agar tumhari ha hogi toh wai suit pahan kar aana jo college k pahlle dinn pahan kar aayi ti wo laal suit..

Mujhe tumhare jawab ka intjaar rahega ..
(İtna hi likha ta uss chitti me..)

Agle din

Mai bari uljhan me thi kya karu kya na karu kuch samajh hi nai aa raha ta
Wo suit toh kal hi fhoyee the par sukhi hi nai ti….

Kambakt se milne k liye jawab dene k liye mai press kar kar k suit ko sukha rai tii..

Papa ne kaha b aree jaruri hai kya yai suit aaj pahnana par unko kya kahti mai..mere liye kitna jaruri hai bari muskil se toh uss bhondu ne apnne dill ki baat kahi hai….
Jisse sunne k liye na jaane kab se mere kaan tarash gai tee..

Jab mai college pahuchi toh ek ghanta late ti par wo pagla bahar gate par hi na jaane kab se khara ta..nirash ho chuka tha wo par jaise hi usne mujhe dekha uski aankho me chamak wapas aa gai ti..

Mai vai suit me thi jisse pahan kar usnne aane ko kaha ta..

Mai jab uske pass gai..”kya baat hai bahar khare kisi ka intjaar kar rai the kisi ka kya …”

Mere sawal se wo akchaka gaya uske chehre k bhav pal prati chan badal rai te..”haa…na…nai bas aaise hi..”

” kavita tumne kal kitab kholi thi…”

“Nai toh kya kuch khas ta …”

“Nai toh…”uski bechaini dekh kar mujhe bara maja aa raha ta..

“Aaj ye kapre…”

“Ha isme kya hai kapre hai pahan li..”

“Nai wo bas aaise hi aaj ye kapra pahna toh..”

Aaj ye kapre…”

“Ha isme kya hai kapre hai pahan li..”

“Nai wo bas aaise hi aaj ye kapra pahna toh..”

“Ha baki kapree gille the na toh yai pahan li..”

Wo meri baato se nirash ho gaya ta..uski chehre ko dekh mujhe bari hasi aa rahi ti…par kaise mainee khud ko rok rakha ta mai hi janti ti..”

“Chalo class me chalte hai ..”
Wp muh latkaye ..palta..

Ab mujhe b laga bhut ho chuka nai toh ye bhondu mere hath se nikal na jaiye aase hi itna samai laga diya isne..

“Waise bhut jaldi nai kah di tumne kuch aur saal baad kahte …”

Usse kuch samajh na aaya mai kya kah rai hu..

“Ha maine wo chitti padhi ti..”
Meri baat sunn uska kaisa reaction tha mai sabdo me nai likh saktii…wo paglo ki trah khudne laga aur mujhe goodh me utha liya..ta

Hamare aas pass bhir jhut gai tii hamme jab iss baat ka abhas huwa toh dono ko bari saram aai..

…………

Ab toh jindgi uske bina katna mushkil sa hota hai pata nai kab subah se saam hoti hai raate toh bas karwat badalte hi katti hai..

Wo b mera intjaar karta rahta hai…..

…………

Aaaj jo nai hona chahiye ta wo ho gaya pata nai kaise ham dono kamjoor par gaii…ghar p papa nai the ..
Na hamme pata chala na usse ham dono ek hotte chaale gaii..hosh aaya toh tab jab maine apna sab kuch luta diya…

Mai ronne lagi ki ye kya hogaya kaisse ..usne mujhe bhut samjhaya ki wo papa se baat karega sadi ki..

Mai papa ka samna kaise karungi..kuch samajh nai aa raha….
Agle dinn wo papa se milne aaya papa se baat ki sadi ki toh wo begar gaiyee dhake maar kar nikal diya usse mujhse v nai pucha ki unki beti kya chati haii…

Aaj maine papa se baat karni chahi kaha b ki mai akhilesh se pyar karti hu

Par papa nai maane aaj pahli baar unhone mujhbhath uthaya…mera ghar se nikalna band kar diya hai…
……………

Aaj mai college gai wo kahi nai dikha mujhe uske dosto se pata kiya toh pata chala usse papa ne college se nikalwa diya…

Mai nirash ho gaii..ghar jab pahuchi toh kuch guest aaye the thori deer baad pata chala mera rista tay hogaya hai..

Maine papa ko bhut samjhaya par unhone meri ek na sunni..

………
Kuch dinno baad

Aaj subah se hi chakar aur ultiya ho rai ti…mann kafi ghabra raha ta aaj barat b aane wali ti..

Dr. K pass pahuchi toh pata chala mai peet se hu…
………….
Kal sab kuch tabah ho gaya papa ki ijaat mera mann saman sab kuch…jiss dr. k pass mai check up k liye gaii ti..wo larka ki mmauseri bahan nikli..usne sab kuch unlogo ko bata diya…

Tumhari kavita badnam ho gai akhilesh kahi ki na rahi pata nai tum kaha challe gai ek baar v toh laut kar nai aaye..ab toh papa b nai rahe wo iss sadme ko bardast nai kar sake..

Ab kaha jau mai kya karu….log kahte iss paap ki nishani ko girra de…

Par mere liye toh ye hamare pyar ki nishani hai mai isse janm dungi…ye mera khun hai isse apnne khunn se sechungii…ye koi paap nai hamara pyar hai pyar…

…………..
Kuch saal baad

Ab toh jivan sangarsh hai akilesh jispe mujhe akeele hi chalna hai aaj mai ek bin vyahi maa hu..

Mai ne usse tumhare baare me kuch nai bataya kya batau mai aur kya kahungi mai usse mainne toh samaj ki jillat jheel li hai aadat ho gai mujhe par wo bhut masum wo najayaj ka tamga k sath nai ji payega isse acha hai wo apnne pita ko mara hi jaane ….

Aur b panne the jisme kavita ka har sangarsh para ta ..

Mgar ab unn panno ko palatne ka sahas ramesh me na bacha ta…

Aankho me aasu liye wo aur neha baithe te

“Maa ne kitna kuch saha hai aur na jane maine unhe kya kya kaha mere jaban kat kyu nai gaye neha
Neha kaise kah diya maine …..”

“Kabhi kabhi sach bhut karwa hota hai ramesh aap toh ye aaj jane hai tab aapka ye haal hai..
Maa ka toh sochiye …kitna kuch unhonne haste haste akelle saha hai…”

“Ha neha tum sahi kahti ho ..ab mujhe apni jimmedari sahi se nibhani hai chalo tayar ho jao asptal chale..jo ho gaya usse badal toh nai sakta par sayad aane wala kal sawar jaye….”

To be continued……….

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply