Update 16: The first attack
Holi ke ek din pehle:
Raju subah apne kaam se khet jaata hai aur wahan kaa kaam dekh kar kaamya se milne uske ghar chupke se jaata hai.
Kaamya naha kar ek transparent blouse aur saadi mein usse milne aati hai jise dekh kar Raju ke pant mein tambu ban jaata hai. Kaamya bhi yeh dekh leti hai aur halki si muskurahat ke saath Raju se poochti hai ki woh kyun aaya hai.

Raju baat kar hi raha tha ki usi waqt Mala bhi kamre mein aa jaati hai. Mala ko dekh kar Raju ko tension ho jati hai lekin Kaamya usse kehti hai
Kaamya: tujhe inse darne ki zaroorat nahi hai. Use pata hai ki tu yahan kyun aaya hai mujhse milne.
Mala: haan..Kaamya ne mujhe bataya hai aur hum dono ki baat hui hai. Waise tere naam kya hain? (Ab tak Mala ko Raju kaa naam pata nahi tha).
Raju: Raju
Mala: dekho Raju..Kaamya thoda mushkil main hai aur tumhe uski aur meri madad karni hogi.
Raju: kya mushkil hai?
Mala: woh to main tumhe phir kabhi bataaungi..lekin hum bhi chahte hai ki badle mein hum bhi tumhe kuch de..is madad ke liye…tum kahin aisa naa sochna ki hum apne swaarth ke liye yeh kar rahe hai. Bolo, kya chahiye tumhe badle mein hamari madad karne ke liye
Raju: Dono ko ghoorta hai..pehle Kaamya aur phir Mala ki chuchi ko ghoorta hua kehta hai..abhi to kuch nahi lekin waqt aane pe pooch loonga.
Mala bhi Raju ki aankhon kaa peecha karte hue dekhti hai ki woh dono ki chuchiyaan ghoor raha hai aur uske man mein ek shatir idea aa jaata hai.
Mala: theek hai..lekin yeh kaam thoda jaldi karna..tumhe jo bhi madad chahiye woh hum karne ko taiyyar hai..lekin saavdhaani se karna..thakur ko shak naa ho jaaye..
Raju: theek hai..main soch ke bataata hoon..aur phir Mala ko bhi wahi baat kehta hai jo usne Kaamya se kaha tha..aap bhi ek baar Thakur kaa karma dekh lijiye..aur kuch milta hai to mujhe bataana. Yeh keh kar Raju wahan se nikal jaata hai..
Nikalte waqt ek galti ho jaati hai..aur yeh ki Thakur kaa ek aadmi use wahan se nikalte hue dekh leta hai aur jab sham ko Thakur ghar aata hai to naukar use batata hain ki koi launda maalkin ke kamre se bahar jaa raha hai.
Thakur ko yeh jaan-ne mein koi waqt nahi lagta ki yeh Raju hi ho sakta hai..lekin woh Kaamya se milne kyun aaya hai..use pata nahi tha..aur pata karna tha…
Thakur gusse mein aa jaata hain aur apne aadmiyon se kehta hai ki kal holi hai aur holi ke din uske aadmi Raju ke ghar ki aurat ko utha le aaye..
Thakur ke aadmi poochte hai ki kisko uthaana hai to Thakur kehta hai ki jo bhi mile use utha le aao aur gusse se Kaamya ke baare mein sochne lag jaata hai.
Holi ke din:
Holi ke din sab thoda khush the…Ravi aur uske bapu ke marne ke baad kaafi din ho gaye the aur Raju aur baakiyon ki zindagi bhi theek se chal rahi thi..jisme gham to tha hi..lekin usko bhool kar chhoti chhoti baaton aur kaam mein busy reh kar shaanti aur khushi se jeene kaa aas dhoondte the..
Sab log holi mana rahe the..aur ek doosre ko rang laga kar khel rahe the…baaki ados pados ke log bhi inke ghar aa kar zabardasti unhe ghar se bahar le jaakar sab ke saath holi khel rahe the..
Mauka dekh kar Aaru Raju ke honton pe kiss kar ke Raju ko holi hai keh kar thoda maje leti hai aur kehti hai “bura naa maan-na Holi hai”..Raju bhi waise hi uske honton ko kiss kar ke apne baahon mein bhar ke uski gaand ko dabate hue woh bhi thoda maje leta hai…aur woh bhi Aaru ko aise hi wish karta hai.
Ratna dekh kar khush ho jaati hai aur Raju ko bhi thoda gulaal laga kar holi khel rahi hoti hai.
Raju bhi Ratna ko kiss kar ke Aaru ke jaise hi uski gaand daba kar maje leta hai…sab log khel kar khushi manaate hai aur dopahar ko sab apne ghar chale jaate hai..
Waisa hi haal Raju Sandhya aur Sudha ke saath karta hai aur woh dono bhi use maje lete hai aur uska saath dete hai..
Khel kar jab sab ghar aate hai to Raju dekhta hai ki ghar mein sab hai lekin Sandhya nahi hai..
Raju baaki teeno se poochta hai to woh teeno kehti hai ki Sandhya to sab se saath khel rahi thi..woh yahi kahin gayi hogi..
10 min tak jab woh ghar nahi aati to Raju pareshaan ho jaata hain (aur saath mein baaki teen bhi) aur ghar ke bahar jaa kar dekhta hai to use woh dikhaayi nahi deti..
Us waqt kuch log holi khel rahe hote hai..to Raju unse poochta hain to khel ke chakkar mein koi theek se jawaab nahi deta.
Raju pareshaan ho jaata hai aur bhag kar raaste mein use dhoondhne ki koshish karta hai lekin us Sandhya dikhai nahi deti.
Jab woh pooch taach karta rehta hai to uske 1-2 dost aakar kehte hai ki unhone Thakur ke kuch aadmi ko ek aurat ko utha kar le jaate hue dekha hai. Raju turant samajh jaata hai ki woh aurat aur koi nahi Sandhya hai.
<What happened:>
Sab log holi khel rahe hote hai aur masti chalti rehti hai…jaise Thakur ne bataaya tha..uske aadmi bhi wahan aa jaate hai aur apne chehre pe rang laga lete hai taaki koi theek se unhe pehchaan naa paaye…
Sab ke saath dikhaawe ke liye sab ke saath holi khelte hai. Unhe Sandhya dikh jaati hai aur ek aadmi ishaare se dikhawa karte hue uske gaal mein gulaal laga deta hai..aur usi waqt peeche se ek aadmi aakar uski aakhon mein bhi gulaal phek deta hai..yeh ghatna bahut jaldi ho jaata hai..aur woh apni aankhen malte hue gulaal ko nikaalne ki koshish karti hai.
Mauka dekh kar Thakur ke aadmi dheere se Sandhya ko dhakka de kar bheed se alag karte hai aur jab zyaada log nahi rehte hai to ek aadmi peeche se aakar uska mooh daba deta hai taaki woh koi awaaz naa kar sake aur use utha ke le jaate hai.
<End>
Raju pareshaan ho jaata hai aur apne doston se poochta hai ki kis taraf unhone Thakur ke aadmiyon ko dekha hai.
Jab use shehar ki taraf kaa ishaara karte hai to Raju us taraf bhaagta hai lekin use wahan koi dikhaayi nahi deta..
Lekin Raju ko kuch chudiyaan aur chappal dikhte hai jise dekh kar Raju samajh jaata hain ki yeh dono to Sandhya ki hai.
(Ratna aur dono ko bhi jab yeh baat pata chalti hai to woh log bhi pareshaan ho jaate hai aur pooch taach karte rehte hai lekin unhe kuch pata nahi chalta).
Raju shehar ki taraf bhaagta hai lekin raasta ekdum sunsaan nazar aata hai.
Raju kaafi dhoondta hai lekin use koi dikhai nahi deta…woh sochta hai ki use police ko bataana padega..yahi sochte hue woh jaa raha hota hai…usi waqt use ek kacchi sadak nazar aata hai jisme tyres ki nishaan bhi dikte hai. Raju ko shaq hota hai aur woh un tyres ke nishaan ke raaste mein nikal jaata hai.
Nishaan kuch door tak milte hai lekin baad mein woh bhi gayab ho jaate hai kyunki wahan us jagah par zameen ghaas se bhara hua tha..
Jab woh haalat kaa muaaina karta hai to use door jhaadiyon ke beech ek khandahar type kaa toota phoota building dikhta hai. Raju ko shaq hota hai ki shaayad woh gunde Sandhya ko wahin lekar gaye honge..
Raju saavdhaani se us building ki taraf jaata hai aur use jab wahan bahar Thakur ke aadmi dikhaayi dete hai to uska shaq yakeen mein badal jaata hai.
Woh dekhta hai ki Thakur ke aadmiyon ke paas bandook aur chaku the..to use soch samajh kar aage badhna tha.
Woh jhaadiyon mein chupte hue woh ek patthar utha kar zor se doosri taraf phenkta hai..aawaz ki wajah se baahar khade aadmi us taraf dekhte hai aur ek aadmi wahan jaata hai jahan se aawaaz aayi thi. Usi waqt Raju bhi bhagta hua us taraf jaata hai aur jaise hi woh aadmi wahan aata hai use peeche se pakad uski garden marod kar wahan maar deta hai.
Doosra aadmi kuch der wait karne ke baad jab pehla aadmi nahi aata to woh bhi wahin jaata hai dekhne ke liye…Raju uska bhi wahi haal karta hai aur use bhi maar deta hai.
Building ke baahar abhi bhi 2 aadmi the..unhe bhi usi tarah se gumraah kar ke unhe bhi maar deta hai.
Abhi bahar koi nahi tha..to woh andar kaa nazaara dekhne ki koshish karta hai.
Andar dekhta hai ki thoda andhera tha…andar ek doosre kamre mein Sandhya ek kursi par bandhi hui thi..uske kapde fate hue the..aur shareer pe saadi bhi nahi thi..woh sirf blouse aur petticoat mein hi baithi thi…aur kuch aadmi use lalchaayi nazar se dekhte hai. Uske shareer mein thode ghaanv bhi the..
Pehla Aadmi (PA): (baaki logon se)..yaar yeh to badhiya maal hai..dekh iske chuche kaise bahar aane to tadap rahe hai..ise chodne mein maza aayega…
Doosra Aadmi (DA): haan bhai…
Teesra Aadmi (TA): ek baar haath lag jaaye…saali ko ragad ragad kar chodunga..
Sandhya: chhod do mujhe..nahi to bahut bura hoga tum logon kaa..
PA: kyun be…tera pati hai kya koi jo yahan aane waala hai…kisi ko pata bhi nahi hain ki tumhe hum yahan laaye hai…chup ho jaa..warna teri aise halat karenge ki tujhe tere ghar waale bhi pehchaan nahi paayenge..
DA: chup ho jaao saalo…thoda sabar rakho…sab kaa number aayega..aur sab maje kar sakte ho.
Raju yeh sab baatein sun kar uska khoon jal uthta hai..woh wahi paintra apnata hain jo usne bahar apnaaya tha…
Aawaz sun kar PA DA se kehta hai..dekh bahar ek baar..yeh aawaz kahan se aa raha hai..
DA jaise hi bahar aata hai…Raju peeche se uska mooh daba kar sar pe ek zabardast mukka maarta hai jiski wajah se woh behosh ho jaata hai. Raju koi chance nahi leta aur uska bhi gardan tod kar use bhi maar deta hai aur uska chaaku cheen leta hai.
Jab woh chupke se andar jaata hai to Sandhya use dekh leti hai..Raju use chup rehne kaa ishaara karta hai aur jaise hi TA par waar karne ki koshish karta hai..to PA use dekh leta hai aur chillata hai. TA bhi satark ho jaata hai aur Raju ke waar se bach jaata hai.
TA: Kaun hai be tu..aur tu yahan kya kar raha hai? Apni maut ko daawat kyun de raha hai
Raju: tera baap hoon aur maut kaa daawat tujhe dene aaya hoon…jaise hi DA ko diya hai jo bahar mara pada hai.
Usi waqt Thakur bhi wahan aa jaata hai aur kamre ke andar hi jaane waala tha..ki use Raju ki baat sunai deti hai..woh wahi ruk jaata hain aur chupke se bahar aa jaata hai aur dekhta hai ki DA wahan mara pada hai. Thakur ko gussa aata hai lekin use lagta hai ki abhi kuch karna theek nahi hoga..aur woh wahan se nikal jaata hai apne ghar ki or.
Dono aadmi Raju ki baat sun kar gussa ho jaate hai aur uspar waar karte hai..Raju pehle se hi satark tha..aur woh bhi un dono kaa dat ke muqabla karta hai aur un dono ko khoob marta hai …laat aur mukke se…dono gir jaate hai…PA Sandhya ke paas gir jaata hai..aur apne aap ko sambhaalte hue..woh uthta hua Sandhya ke paas jaa kar uske gale mein chaaku laga kar Raju ko dhamkaata hai..
Raju kuch soch nahi paata aur stabdh khada reh jaata hai aur chaaku neeche wahin gira deta hai. Itne mein TA bhi uth jaata hai aur Raju ko bahut maarta hai..Raju kuch nahi kar sakta tha..kyunki Sandhya ki jaan khatre mein thi.
Raju ko bhi bahut chot lagti hai aur uske badan se bhi khoon nikalne lagta hai.
Jab TA Raju ko maarta rehta hai to Raju gir kar neeche pade chaaku ke thoda door reh jaata hai.
Raju bhi dard se jhool raha tha..aur use ek idea aata hai…woh darwaaze ke taraf dekh kar “arre Thakur sahib, aap yahan kya kar rahe ho” kehta hai…dono aadmi ki nazar darwaaze par padti hai aur Raju furti se woh chaaku utha kar apna poora taqat se PA par fenkta hai..Chaaku seedha uske gale mein jaakar utar jaata hai aur PA wahin dam tod deta hai aur Sandhya uske changul se chhoot jaati hai.
TA bhi dar jaata hai aur uska bhi pasina nikalne lagta hai. Raju phir apne aap ko sambhaalte hue TA ki taraf badta hai aur use khoob maar kar adhmara kar deta hai.
Raju koi risk nahi lena chahta tha..to use bhi maar kar Sandhya ke paas jaakar uske badan ko apne shirt se dhak deta hai aur dono sambhalte hue ghar ki or chal dete hai….
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.