Main Aur Mera Gaon – Update 85 | Adultery Sex Story

Xossip
Reading Mode

Update 85

“1 MONTH LATER”

Main gardan mein betha huya tha mann ko mayus karke.Kyu ki Sonali bua ghar bapas chale gaye the.Maine bahot koshish kiya hamare sath rehne ke liye lekin woh nahi maani.Mujhe bahot bhura lagh raha tha.Inn 1 mahine mein unhone mujhe maa ka pyaar diya tha.Pehli baar maa ka pyaar ka jhalak dekha tha maine.Komal aaj university gayi huyi thi.Aab dopeher bhi ho gaya lekin woh nahi a rahi thi.Patah nahi kahan reh gayi.Kabhi itna der nahi karti thi.Main call kiya uski mobile mein.Aab yeh kya hai uski mobile bhi band hai.Aab mujhe kuch acha nahi lagh raha hai.Mujhe aisa lagh raha hai ki woh taklif mein hai.

Mujhse aur raha nahi gaya.Main aapna bike lekar nikal padah Komal ki university ki or.Bike mein bethkar mera yeh khyal a raha hai ki kahin usko kuch ho na gaya ho.Main aapna dimag ko jhatka nahi kuch nahi ho sakta meri Komal ko.Main raftaar se uski university pohonch gaya.Aab yeh kya hai.

University full khali tha.Koi bhi nahi tha waha par.Main jakar watchman se pucha.

Main- Suniye aaj university band hai kya.

Watchman- Nahi sir.Aaj toh result diya tha isliye sabh chale gaye aur chutti ho gaya.

Aaj result dene wala tha Komal ka.Par usne toh mujhe kuch nahi bataya.Agar result diya hai toh woh kahan hai. Kahin usko kuch huya na ho.Tabh mujhe yaad aya kahin woh park mein toh nahi gayi.Main bike lekar park ki or dauda diya.Main jabh park pohoncha toh idhar udhar dekhne lagah.Kahin Komal nahi dikh rahi thi.Main pura park mein usko dhundne lagah.Karib 10 min tak dhundne ke baad mujhe ek sunsan ped ke niche Komal bethi huyi dikhai diya.Woh rou rahi thi.Uski gore gore gaal lal ho chuka tha.Uski rouna dekh kar mera dil pura hil gaya.Mujhe bhi bahot rouna ane lagah.

Main ahista jakar uski pas beth gaya.Woh meri taraf dekhi phir jhatse mujhe aapni bahon mein bhar liya.Main bhi usko aapna bahon mein bhar liya.Kuch der usko roune diya.Phir ahista se uski baal ko sehlate huye bola.

Main- Kya huya tum rou kyu rahe ho.

Woh kuch nahi boli bas mujhse chipki rahi.Phir kuch der baad woh kuch normal huyi.Phir mujhse alagh hokar boli.

Komal- Kuch nahi aise hi.Maa ki yaad a rahi thi isliye.

Main samajh chuka tha woh jhuth bol rahi hai.Mere ankhon se aab asu nikalne lagah.Yeh mujhe itna pyaar kyu karta hai.Aab Komal mere asu pochke boli.

Komal- Kya huya tum rou kyu rahe ho?

Main- Mere kasam kha kar bolo ki yehi baat hai.

Woh kuch der mujhe dekha phir aapni nazar jhuka liya.

Main- Bolo na.

Komal- Woh baat yeh hai ki….

Main- Haan bolo.

Komal- Aaj hamara result diya aur main fail ho gayi.

Main- Kya?

Komal- Haan.

Main bethkar sochne lagah.Main toh ache se exam diya lekin Komal ache se exam nahi de paya.Mujhe koi taklif nahi huya padai mein lekin Komal ache se nahi padh payi office ke liye.Kya maine galti kar diya uski kandhe par sara bojh dal diya.Main responsibility se picha choda liya.Kya maine sahi kiya.Mujhe bahot rouna aya.

Main Komal ke samne hath jodhte huye.

Main- Mujhe maaf kardo.Mere bajase tum ache se padh nahi paye.

Komal meri hath ko pakad kar boli.

Komal- Yeh kya kar rahi ho.Tumne kuch nahi kiya hai.Main thik se padh nahi payi isliye aisa huya.

Main- Nahi agar main tumhe zimmedari nahi deta toh tum pass ho jati.Aaj se main sara zimmedari leta hoon.

Komal mere gale lagh gayi aur boli.

Komal- Main chahti thi ki tum sara zimmedari uthao.Par main nahi chahta tha tum par jabardasti karoon.

Main- Koi jabardasti nahi hai.Jabardasti toh maine kiya tha tumhare sath.Aaj se main sara zimmedari leta hoon. Tum aab se sirf padai mein dhyan dogi.

Phir hum aise hi kuch der bethe rahe phir Komal ko lekar main ghar bapas a gaya.Maine ghar akar munimji ko bol diya ki aab main sara buisness sambhalne wala hoon.Phir raat ke khane ke baad main aur Komal bed mein soye huye the ki Komal boli.

Komal- Agar tumhe acha nahi lagh raha hai toh tum jabardasti aapne aap par jor maat dalo.

Main- Dekho mujhe bahot pehle sabh sambhal lena chahiye tha.Jabh tum MBA pass kar loge na tabh tum office sambhal lena.

Komal- Kyu.

Main- Kyu ki main chahta hoon ki tumhara padai bekar na jaye.Main janta hoon tum bahot achi buisness woman banogi.Main chahta hoon ki tum aapna jagah khud banao.

Komal- Lekin tum kya karoge.

Main- Main hamisha se khud kuch karna chahta tha.Khud ke dam par.Jabh tak tumhara padai khatam nahi hota tabh tak main sambhal lunga buisness.

Komal- Kya tum age nahi padoge.

Main- Jitna pada hai kafi hai.Mujhe buisness acha laghta hai.Isliye main khud aapna kuch karna chahta hoon.

Phir main aur Komal aapni aapni bahon mein sou gaye.Subah uthkar main naha dhhokar tyaar ho gaya office jane ke liye.Main office wala kapde pehenkar bahar a gaya.

Komal- Kya baat hai aaj toh mere husband buisness tycoon lagh raha hai.

Main thoda sa muskura diya.Phir car mein bethne ja raha tha ki main Komal ko bahon mein bhar liya aur ek kiss kar diya.

Komal- Yeh kya tha.

Main- Good bye kiss.

Komal- Acha ji.

Main- Haan ji.

Phir hum dono muskuraya.Phir main car mein bethkar nikal padah office ki or.Jabh main office pohoncha toh dekha bahot sare logh bahar khade the phool lekar.Main car se utra toh munimji mujhe phool ki mala pehna diya.

Main- Yeh saab kya hai.

Munimji- Woh chote malik aapka swagat kiya.

Main- Thanks.

Phir munimji mujhe sabse mulakat karvaya.Lekin main thoda thoda janta tha.Phir main Komal ka jo cabin tha uss mein beth gaya.

Sara din kaam karne ke baad main thak gaya tha.Shayed pehla din tha toh aisa lagah.Jindaghi mein shayed jyada kaam kiya tha.Phir main ghar laut aya.Jabh main hall mein enter huya toh Komal bhag kar mere pas ayi.

Komal- Kaisa raha pehla din.

Main beth te huye bola.

Main- Main bahot thak gaya.

Komal- Main abhi paani lekar ati hoon.

Phir Komal paani lekar ayi aur main paani pee kar kamre mein chala gaya.Main raat ka khana khakar bed mein sou gaya.

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply