Main Aur Mera Gaon – Update 82 | Adultery Sex Story

Xossip
Reading Mode

Update 82

Main jabh sou kar utha toh tabh dopeher ho chuka tha.Main uthkar fresh huya.Bahar akar dekha toh hall mein koi nahi tha.Komal shayed abhi tak nahi ayi thi.Maine socha bua se mil leta hoon.Main unke kamre mein jakar dekha toh woh waha par nahi thi.Aab yeh kahan chali gayi.Main bahar hall mein akar beth gaya.Tabhi kitchen se awaaze a raha tha.Main kitchen mein jakar dekha toh bua khana bana rahi thi aur naukrani madat kar rahi thi.Main unke pas jakar ghusse se bola.

Main- Yeh kya kar rahi hai aap.

Woh mere taraf dekh kar muskurakar boli.

Sonali Bua- Beta khana bana rahi thi.

Main- Aapko kisne kahan khana banane ke liye aur tum kyu inko khana banane diya.

Naukrani darte huye boli.

Naukrani- Chote malik mainr mana kiya tha par maa ji nahi suni.

Sonali Bua- Beta isski koi galti nahi hai.Maine hi zid kiya tha.

Main- Aap chaliye bahar.Aapko khana banane ki jorurat nahi hai.Aap bas rest karoge.

Sonali Bua- Beta mujhe acha laghta hai khana banana.Baise bhi din bhar mujhe koi kaam nahi hai toh khana bana leta hoon.Kaam karte rahunga toh tabiyat achi rahegi barna main jaldi maarrr.

Woh marne ki baat bol hi rahi thi ki maine unke muh par hath rakh diya aur unko gale lagah liya.

Main- Nahi aap mujhe chodkar kahin na ja sakte.Main aapko kuch nahi hone dunga.

Yeh bolkar main roune lagah.Bua mere sar par hath ferakar shant kiya.

Sonali Bua- Mujhe aapne se alagh karke….Thik hai nahi jaungi.Tum bahar jakar betho main khana banakar ata hoon.

Main aapni asu poch kar bahar a gaya aur hall mein beth gaya.Thodi der baad Komal a gayi aur mere sath wali seat par der ho gayi.Aisa lagah jaise woh bahot thak gayi.

Main- Kya huya thak gayi kya.

Komal- Haan thoda sa.

Main- Acha chalo fresh ho jao phir sath mein khana khate hai.

Woh uthkar kamre mein chali gayi.Kuch der baad khana lagh gaya aur hum sabhne milkar khana khaya.Khana khane ke baad Komal aapni kamre mein chali gayi aur sou gayi.Mujhe toh nind nahi a raha tha toh socha bua se baat kar loon.Main bua ke kamre ke taraf chala gaya.Main kamre mein jakar dekha toh bua sou rahi thi.Main unko disturb na karke bapas kamre mein a gaya
aur sochne lagah ki kya karoon.Phir wohi mera purana kaam painting karna.Main bethkar painting karne lagah.Kuch 2 ghante baad bore ho gaya isliye table par hi nind a gaya.Jabh logon ko koi kaam nahi hote hai toh unka sirf ek hi kaam hai khana aur souna.

Jabh koi mere balon mein ungliya firai toh mera nind khul gaya.Maine dekha Komal mere sar mein ungliya fira rahi thi.Main thoda smile dekar usko aapni ghod mein betha liya.Woh bhi mere ghod mein beth gayi.Main uski honth ke taraf aapna honth le jakar kiss karne lagah.Thodi der uski honth choosne ke baad maine uski honth chod diya.

Komal- Kya baat hai aaj bahot romantic mood mein ho.

Main- Jabh aap jaisi hasina jagaoge toh mood toh aapne aap ho jayega.

Mere baat sunkar Komal muskurane laghi.

Main- Chalo na aaj kahin bahar chalte hai.

Komal- Kahan?

Main- Yehi shahar1 mein kisi restaurent mein.

Komal- Thik hai.

Main- chalo fatafat tyaar ho jao.

Phir main jakar tyaar ho gaya.Mere baad Komal bhi tyaar hokar a gayi.Wow usne aaj mera lai huyi sari pehni thi.Kya gajab ki lagh rahi thi.Mere upar toh jaise bijliya gir raha tha.Husn ki mallika lagh rahi thi.Uski gora gora badan mein sari chand chand lagah rahi thi.Main bas ankhen fadhe dekhta ja raha tha.Woh mere pas akar boli.

Komal- Kya huya aise kya dekh rahi ho.

Main- Dekh raha hoon koi sapna toh nahi.

Mere baat sunkar woh muskurai phir mere hath mein chimti kaat liya.

Komal- Aab malum huya na ki sapna nahi haqiqat hai.

Main- Mujhe toh aab darr lagh raha hai.Kahin meri biwi ko koi na pasand karle aur bhaga kar le jaye.

Komal bas sharmai aur boli.

Komal- Dhatt kuch bhi.Aab chalo.

Phir main aur Komal bua ko bolkar nikal pade.Bua Komal ko dekh kar kaan kr niche kala tika lagah di.Main car chala raha tha aur Komal mere pas bethi rahi.Main bas usko dekh raha tha aur car chala raha tha.

Komal- Aise maat dekho aur age dekho barna accident ho jayega.

Main- Haay kya karun mera toh nazar hi nahi hath raha.

Komal- Janab thoda nazar par control kijiye.

Phir hum shahar1 ki ek restaurent mein a gaye.Hum jakar ek table mein beth gaye.Komal menu dikh rahi thi.

Main- Tum order karo main abhi aya.

Komal- Tum kahan ja rahe ho.

Main- Bathroom.

Phir main waha se uthkar bathroom mein a gaya aur susu karke bahar a raha tha ki mujhe Varun dikhai diya.Main uske pas jakar bola.

Main- Aabe yaha kya kar raha hai.

Tabhi main notice kiya woh kahin pe dekh raha tha.Main jabh nazar ka picha kiya toh main dekha woh Komal ko dekh raha tha.Main uske peth mein mukka mara.

Varun- Are tu kabh ayaya aurur yahan kya kar raha hai.

Main- Main toh bahot pehle aya lekin aap kahan kho gaye.

Varun- Yaar mujhe pyaar ho gaya hai.

Main- Acha pyaar ho gaya yeh toh khushi ke baat hai.Bol kyon hai.

Varun- Woh rahi.

Main uski ungliyan ki picha kiya toh main chonk gaya woh Komal ke or ishara kar raha tha.Main mann mein keh raha tha”Saala mere biwi par daka dalta hai.Tera muh tod dunga main”.Phir socha isko kya malum hai ki wohoh kyon hai.Phir mujhe thoda masti karne ka mood huya.

Main- Bhai agar pasnad hai toh jakar propose kar de.

Varun- Agar bhura mann gayi toh.

Main- Are yaar itna kyu darta hai shayed haan bhi keh de.

Varun- Try karun kya.

Main- Haan jorur.Kahin koi dusra na le jaye.

Varun- Thik hai main abhi jata hoon tu bhi chal mere sath.

Main- Nahi yaar main yaha se dekhta hoon tu jaa.

Phir woh darte darte chale ja raha tha aur main muskura raha tha.Main bhi ek table ke pas jakar chup gaya.Par aise jagah chupa jahan se baat sunai de sake.Main chup chup kar dekh raha tha ki woh Komal ke samne jakar khada ho gaya.

Varun- Kya main yaha beth sakta hoon.

Komal uske taraf dekha aur boli.

Komal- Kya main aapko janta hoon?

Varun- Nahi.

Komal- Toh phir?

Varun- Darasal mujhe kuch kehna tha aapse.

Komal- Kya?

Varun kuch der betha raha aur jor jor se saanse le raha tha phir bol pada.

Varun- I L L LOVE YOU.

Yeh baat sunkar Komal ek dam se khadi ho gayi aur ghusse se boli.

Komal- Yeh kya behuda baat kar rahe hai.

Varun- Maine zindaghi mein pehli baar kisiko yeh bola hai.Aapko dekh kar mujhe acha lagah.

Komal- Dekhiye mera shaadi ho chuki hai.

Yeh baat sunkar Varun thode der uske taraf dekh ta raha phir bola.

Varun- Aap mere sath majak kar rahe hai na.Aap jhut bol rahe hai.

Tabhi maine dekha ki Komal hath utha rahi thi usko marne ke liye.Maine mann mein bola bahot ho gaya maja lena.Main daud kar Komal ke pas gaya.Mujhe dekh kar Komal mujhse chipak gayi aur boli.

Komal- Dekho na yeh badmash kya bol raha hai.Maine kahan ki mera shaadi ho chuka hai phir bhi maan nahi raha hai.

Varun mujhe ankhen fadh kar dekh raha tha.Komal phirse bol padi.

Komal- Agar tumhe yakin nahi hai toh yeh dekho mera manglsutra aur mera sindoor.

Woh aapna gala aur matha dikhata huya boli.Varun ko aab sabh samjh a chuka tha.

Varun- Saale tune mujhe pehle kyu nahi bataya.Sorry bhabiji mujhe maaf kar dijiye.

Uski baat sunkar Komal chonk gayi.Phir maine sabh bataya aur Komal ko Varun se introduce karvaya.

Varun- Par tune toh kabhi nahi kahan ki tera shaadi ho chuka hai.

Main- Tune kabhi pucha hi nahi.

Komal- Chaliye na hum milkar dinner karte hai.

Varun- Nahi bhabiji aaj nahi.Main yaha ek kaam se aya tha.Par agli baar jorur.

Phir Varun hame bye bolkar chala gaya.Uske jaate hi Komal mujhe marne laghi.

Komal- Badmash aisa kyu kiya.Main bahot darr gayi thi.

Main- Are darna toh mujhe chahiye tha.Meri khubsurat biwi ko agar woh pasand a jata toh mera kya hota.

Komal- Bahot gande ho tum.Hamisha mujhe tang karte ho.

Yeh bolkar muh fula liya.

Main- Acha baba sorry.Aab main kaan pakadta hoon.

Phir jakar unke muh thik huya phir hum khana khayr aur ghar ke taraf nikal pada.Jabh hum ghar poche toh raat ke 11 baj raha tha.Maine naukrani se pucha ki bua khana khaya ki nahi toh usne bataya kha liya.Main ek baar unke kamre mein jakar check kiya toh woh sou rahahi thi.Phir hum aapne kamre mein akar fresh hokar sou gaya.

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply