Update 79
Kabhi kabhi kuch chiz hamare zameer ko ghabara nahi hota phir bhi hum woh karte hai.Zindaghi mein hum kya chahte hai yeh hame khud nahi malum hota.Bas khush rehne ke liye kuch bhi kar lete hai.Agar duniya mein koi chiz insan ko diya hai jo uske liye anmol hai woh hai maa.Maa aisi naam hai jisko lene se mann mein shanti cha jati hai.Hamare maa hame kabhi dukh nahi dete hamisha aapne seene se lagake rakhte hai.Jabh hum bade hote hai kya tabh hum maa ka khyal rakhte hai.
Main gaon mein ghumte ghumte ek jagah pohonch gaya jaha par bahot sare logh jama hokar khade the.Bahot rouna aur chillam chilli ho raha tha.Main age jakar dekha toh ek budhi aurat ek aadmi ke paa pakde bethi thi.Buddhi aurat bahot rou rahi thi.Woh uss aadmi se keh rahi thi.
Budhi Aurat- Beta main iss umar mein kahan jauonga.Mujhe maat nikal.
Aadmi- Main kya jaanu.Jaha bhi jana hai ja.Main tujhe nahi rakh sakta.
Abhi mujhe samajh mein aya ki yeh aadmi iss aurat ki beta hai.Par yeh aapni maa ko nikal kyu raha hai.Tabhi ek aur aurat andar se bol rahi thi.
Aurat- Iss budhi ko jaldi nikalo yaha se nahi toh main gayi apne maike.
Aadmi- Dekh teri bajase mera sansar khatam ho raha hai.Nikal ja yaha se.
Tabhi ek chota bachcha route huye budhi aurat ke pas aya.
Bachcha- Dadi aap maat jao.
Bachcha rou raha tha.Budhi aurat uss bachcha ko aapni seene se lagah liya.Mujhe aapni Dadi ka yaad ane lagah.Tabhi uss aurat andar se a gayi aur bachche ko khinh kar andar le gayi.Bachcha nahi jana chahta tha.Uss aadmi aapni maa ko uthakar ek dhakka mara.Dhakke ke sath woh aurat mujhpar a giri.Maine unko pakad liya.Sare logh khade hokar bas tamasha dekh raha tha.Main unko side mein kiya aur badh gaya uss aadmi ki taraf.Main usski gale se pakad kar mere taraf kiya.
Aadmi- Tu kyon hai.
Main- Main jo bhi hoon.Yeh tumne thik nahi kiya.
Aadmi- Tu hota kyon hai bolne wala.
Main- Main shayed kuch nahi hota.Lekin kya tum sahi kar rahe ho.
Aadmi- Dekho aapni biwi ko khush rakhne ke liye mujhe yeh karna padega.
Main- Acha aapne biwi ko khush rakhne ke liye tum aapni maa ko nikal de rahe ho.Kya tumhe aapni maa ki woh mamta nazar nahi ata jo unhone tumhe diya.
Aadmi- Dekho mujhe iss bareme baat nahi karna.Uss sali ko nikalo yaha se.
Yeh baat sunkar mujhe ghussa a gaya.Main usko gardan se pakad kar niche gira diya.Pas mein ek lakdi tha woh uthakar uss aadmi ko marne lagah.Karib 5 bar marne ke baad budhi aurat a gayi.
Budhi Aurat- Mere bete ko maat maro.Main tumhare hath jodhti hoon.
Tabh main bahot ghusse mein tha.Ghusse mein uss ko bola.
Main- Dekh yeh hota hai maa.Tujhe itna marne se hi woh sehen nahi kar payi.Are maa sirf kismat walo ko naseeb hota hai.Aab teri biwi kyu nahi ayi tujhe bachane ke liye.
Mere ankh aag babula ho gaya tha.Woh aadmi zameen par betha huya tha.Uss aurat ghar ke andar khadi thi.
Main- Jabh teri maa tujhe pal pos kar badah kiya tha tabh tera biwi kahan tha.Are logon ko sari zindaghi lagh jata hai aapni maa ki doodh ki karz utarne ke liye phir bhi nahi utarta.Woh khushnaseeb hote hai jiske pas maa hota hai.Par tere jaisa aadmi kya samjhega maa ki kadar.Aapni biwi ko khush rakhne ke liye aapni maa ko nikal de raha tha.Are yeh kabhi socha kya jabh tera janam huya tha agar tabh teri maa tujhe raste mein chod deta toh tu ek anath ki tarah jita.Kutte ki tarah rehta.
Aadmi- Bahot jor se rou kar….Chup ho jao aur maat bolo.
Maa mujhe maaf kardo.
Yeh bolkar woh aapni maa ke pair mein gir gaya.Waha par bilakh bilakh kar roune lagah.
Aadmi- Maa mujhe maaf kardo.Maine bahot bada galti kiya hai.
Budhi Aurat route route aapni beta ko uthaya aur seene se lagah liya.Doni bahot rou raha tha.Yeh dekh kar mujhe bahot acha lagah tha.Kuch der baad woh normal huya.Woh aadmi mere pas akar boli.
Aadmi- Aapka bahot bahot dhanyabad mera ankh khulne ke liye.Aap kyon ho pehle toh aapko nahi dekha.
Main- Ji main Komal ka pati hoon.
Aadmi- Sonali chachi ka beti Komal?
Main- Ji.
Aadmi- Are phir toh aap hamare gaon ka jamai huye.Chaliye andar chaliye.
Main- Nahi aaj nahi.
Aadmi- Nahi nahi aapko ana hi padega.
Main- Thik hai.
Tabhi uss aurat route huye daud kar budhi aurat ke pair mein padh gayi.
Aurat- Maa mujhe maaf kar dijiye.Mujhse galti ho gayi.
Budhi aurat ussko uthakar aapni seene se lagah liya aur usko maaf kar diya.Woh bachcha daud kar aapni Dadi ke gaud mein chadh gaya.Woh bahot khush nazar a raha tha.Phir main andar gaya aur paani piya.
Aadmi- Toh yeh bataiye aap karte kya ho.
Main- Kuch nahi.
Aadmi- Matlab?
Main- Matlab ki abhi tak kuch nahi karta.
Aadmi- Phir ghar kaise chalta hai.
Main- Ji main thakur hoon.
Yeh bolte hi woh aadmi khada ho gaya.Maine unko mera gaon ke naam bataya.
Aadmi- Mujhe maaf karna.Maine aapko kya kya nahi bola.
Main- Are aap bethiye.
Phir main unke sath kuch der baat kiya phir nikal aya waha se.Dopeher ho chuka tha.Main sidha Sonali bua ke ghar ke pas pohonch gaya.Main dekha ki kuch ladkiya ghar ke bahar khadi thi aur Komal ke sath baat kar rahi thi.Main jabh unke pas jakar khada ho gaya toh woh ladkiyan muskurate huye daud kar chali gayi.Main Komal se pucha.
Main- Yeh logh aise kyu bhag gayi.
Komal- Aapni jija ji ko dekh kar sharma gayi honge.
Main- Are mujhe dekh kar sharmane ki kya jorurat hai.
Komal- Baise aajkal aap bahot social work kar rahe hai.
Main- Social work.Maine kabh kiya.
Komal- Nahi aaj jo tumne kiya.
Main- Woh uski baat kar rahe ho.Woh toh bas aise hi.
Komal- Tumhare kaam dekh kar toh tumhare saliyan tum par lattu ho gaya.
Main- Acha.Yeh toh acchi baat hai.
Komal- Chaliye khana kha lijiye achi baat baad mein batata hoon.
Phir main andndar chala gaya aur beth gaya khana khane ke liye.

