Main Aur Mera Gaon – Update 71 | Adultery Sex Story

Xossip
Reading Mode

Update 71

1 Week Later:

Ek hafta beet gaya Dadi ko jate huye.Iss ek hafte mein ghar se bahar nahi nikla.Aapne room mein hi ghumsum rehne lagah.Komal jabardasti mujhe chad par ya phir garden mein le jati.Aab main kafi sambhal chuka tha aur mann liya ki Dadi mere sath aab nahi rahi.Main hall mein betha huya tha aur Komal mere sath bethi huyi thi.Tabhi munimji aye.

Munimji- Namaste chote malik.

Main- Ji.Namaste.

Munimji- Kuch baat karna tha.

Main- Boliye.

Munimji- Woh malkin toh aab nahi rahe.Bahot sara kaam pada huya hai.Factory mein bhi sahi se kaam nahi ho raha hai aur Shahar2 wale office mein kuch problem ho gaya hai.

Main- Toh main kya karoon.

Munimji- Aap agar office akar sambhal lete toh acha hota.

Main- Mujhe yeh saab nahi ata.Aap khud kar lijiye.

Munimji- Main sambhal nahi sakta.Sirf malik hi sambhal sakta hai.

Aab main kya karoon.Mujhe toh yeh saab ka kuch malum hi nahi hai.Main jabh Komal ke taraf dekha toh mujhe hal mil gaya.

Main- Aap ek kaam kijiye Komal ko le jaiye.Komal ko samjha dijiye woh kar legi.

Mere baat sunkar Komal shocked ho gaya.Woh hadbadate huye kahin.

Komal- Main kaise.Mujhse nahi hoga.Mujhe kuch patah bhi nahi hai.

Main- Are itna ghabrane ki kya jorurat hai.Munimji sabh samjha dega.Tum mujhse bhi jyada padi likhi ho.Tumhe jyada malum hai.

Komal- Nahi main nahi kar sakti.

Main- Are yaar mujhe kahan malum hai.Munimji samjha dega na.Aab koi behes nahi.Munimji aap Komal ko le jao.

Komal aur kuch nahi Kahin.Munimji bola.

Munimji- Woh toh unko main sabh samjha dunga.Lekin unse kaam nahi chalega.

Main- Kyu?

Munimji- Aab malkin ke jane ke baad aap hi malik ho.Aapke sighn ke bina kuch nahi ho sakta.

Main- Aab yeh kya baat huya.Kuch toh upay hoga.

Munimji- Hai.Agar aap apna power inko de toh.

Main- Toh thik hai.Aap papers tyaar kijiye.

Munimji- Ji.

Munimji chale gaye.

Komal- Yeh tum kya kar rahe ho.

Main- Kya kar raha hoon.

Komal- Tum mujhe kyu fasa rahe ho.

Main- Ajib baat hai.Fasaonga kyu.Dekho yaar tum mujhse jyada ache se sambhal payoge.Baise bhi tumhe MBA karni thi.Toh tum office ke kaam ke sath MBA bhi kar lena.

Komal- Par agar main dono hi karungi toh tumhara khyal kyon rakhega.

Main- Main koi chota bachcha thoda na hoon.

Komal- Phir bhi.

Main- Agar itna hi mere fikar ho raha hai toh ek kaam karo mujhe ek pyaari si beti de do.

Mere baat sunkar Komal sharma gayi.Sharmakar niche dekhne laghi.

Main- Aab sharma kyu rahe ho.

Komal- Dhatt tum bahot besaram ho.

Main- ajib baat hai.Besarmi ki kya baat huya.

Komal- Abhi nahi jis din tum college se pass karke nikloge tabh sochunga.

Main- Bapre itna samay tak wait karna hoga.

Komal- Karna toh padega.

Main- Chalo ji kar lenge.

Phir main aur Komal hasne lageh.Bahot dino ke baad main hasa tha.Phir main aapne kamre mein chala aya.Dopeher ko munimji aye papers lekar.Maine papers par sighn kar diya.Phir Komal munimji ke sath chali gayi.
Main ghar mein bethkar bore ho raha tha toh main terrace par ghumne chala gaya.Kuch der ghumne ke baad room mein a gaya.Raat ke karib 9 baje Komal bapas ayi.Woh room mein ate hi bistar pe der ho gayi.

Main- Are kya huya.Thak gayi kya.

Komal- Haan.Bapre itna kaam toh maine aapne sari zindaghi mein ek sath nahi ki.Kitna bada factory hai.

Main- Tumhe bahot taklif ho raha hai na.Sorry mere bajase tumhe itna taklif ho rahi hai.

Komal uthkar beth gayi.

Komal- Koi taklif nahi ho rahi hai.Mujhe toh maja a raha hai.Kitne sare logh mujhe ma’am karke pukar rahe the.Mujhe toh bahot achi laghi.

Uske baat sunkar main muskura diya.

Komal- Acha suno maine tumhara admission kar diya hai.Shahar2 ki college mein.

Shahar2 ke bareme sunn kar mujhe phirse Pari ka yaad a gaya.Main waha nahi jana chahta tha.Main nahi chahta tha Pari ka yaad mujhe aye.

Main- Nahi shahar2 nahi shahar1 mein admission karvao.

Komal- Par tumhe toh shahar2 mein padhna tha na.

Komal ke baat sunkar mujhe kuch ajib lagah.

Main- Tumhe kisne bataya mujhe shahar2 mein padhna tha.

Komal- Aise hi bola.

Main- Nahi mujhe shahar1 mein padhna hai.

Komal- Thik hai.

Phir Komal bathroom ghus gayi.Main yeh soch raha tha ki maine toh Pari ko kahan tha ki main Shahar2 mein padhonga.Komal ko kaise patah chala.Phir hum khana khaye aur sou gaye.

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply