Main Aur Mera Gaon – Update 64 | Adultery Sex Story

Xossip
Reading Mode

Update 64

Hum dono ek restaurant mein a gaye.Restaurent dekhne mein bahot acha tha.Humne khana order kiya.Khana ane ke baad hum khane laghe.Restaurent ke ek taraf dance floor bhi tha.Woh dekhkar mujhe Pari ka yaad a gaya.Main dance floor ke taraf dekh kar Pari ke bareme sochne lagah.Par dusre pal main aapna dimag jhatke se nikal liya.Mere zindaghi aab sirf Komal ka hai.Main Komal ko pucha.

Main- Chalo dance karte hai.

Komal- Nahi mujhe nahi ati.

Main- Are mujhe kahan ata hai.Bas unke tarah hilna dhulna hi hai.

Komal- Mujhse nahi hogi.

Main- Are chalo toh sahi.

Main Komal ka hath pakad kar dance floor mein a gaye jaha par dusre couple bhi dance kar rahe the.Woh logh western dress pehne huye the.Hum alagh dekh rahe the un logon ke bich.Komal dance floor mein akar khadi ho gayi.Kuch nahi kar rahi thi.Main uski hath pakad kar aapni taraf khincha.Woh mere bahon mein akar lipat gayi.Main aapna right hand uske kamar par le gaya.Uski badan mein ek leher daud gayi.Woh bahot sharma rahi thi.Main aapna dusre hath se uska right hand pakda aur le jakar mere kandhe pe rakh diye.Main uske kamar pe hath rakhkar khinch kar mujhse chipka liya.Woh bas sharma rahi thi.Phir hum dance karne laghe.Bahot acha lagh raha tha aise dance karte waqt.Par yaha bhi Pari ka yaad a raha tha.Main dance karte karte Komal ko Pari samajh raha tha.Jaise ki Pari mere samne khadi ho.Hamara dance aur bhi karib a gaye.Aab main uski sanson ko mehsus kar raha tha.Bas kuch hi duri par uski honth thi.Bas ek ungli ka duri tha hi ki music band ho gaya.Hum hosh mein aye.Maine dekha toh Komal khadi khadi sharma rahi thi.Mujhe mera harkat ki bareme yaad aya.

Phir hum khana khakar bahar a gaye.Hum dono raste mein chal rahe the.Koi kuch nhi bol raha tha.

Main- Aapko bhura toh nahi lagah.

Komal- Bhura kyu lagega.

Main- Woh dance floor mein jo huya.

Komal- Kya huya dance floor mein.

Main- Kuch nahi.

Phir kuch der aise hi chalte rahe.Phir achanak barish shuru ho gaya.Ajib baat hai.Iss desh mein abhi kaise baarish ho raha hai.Aas pas koi pedh bhi nahi hai.Ajib baat hai.Hum dono daud kar ek dukaan ke samne khade ho gaye.Dukaan tabh band tha.Sirf ek ka hi jagah ho sakta hai khade rehne ke liye.Dusre ko baarish mein bhigna padega.

Main- Aap khade ho jaiye.

Komal- Nahi aap khade ho jaiye.

Main- Maine kahan na.

Main jabardasti usko khada kar diya.Main side mein bhig raha tha.Kuch der bhigne ke baad maine dekha ki Komal bhi bhig rahi hai.

Main- Are tum bahar kyu a gaye.

Komal- Tum bhig rahe ho.Main kaise na bhigon.

Main- Yeh kya baat huyi.Chaliye dono jbh bhig hi gaye toh chaliye hotel.

Phir hum dono laghbagh daud kar hotel aye.Hum dono ko bahot thand lagh raha tha.Komal toh kaanp rahi thi.Main jaldi se key liya aur room mein a gaye.

Main- Tum bathroom mein change kar lo main yaha change karta hoon.

Komal aapna kapde lekar andar chali gayi.Main bahar aapne kapde change karke blanket mein ghus gaya.Komal kuch der baad nikli ek aur salwar kameez pehen kar.Woh abhi bhi kaanp rahi thi.Woh akar blanket mein ghus gayi.Par usko bahot thand lagh rahi thi.

Main- Kitna baar kahan tha n bhigne ke liye.Nahi inko toh pati bhrata patni banni thi.

Komal kaanpti huyi boli.

Komal- Tum dant kyu rahe ho.

Main- Danto nahi toh kya pyaar karun.Kya jaroorat thi bhigne ki.

Komal kuch nahi kahin bas kaanpti rahi.Agar aise hi thand laghi toh bimar padh jayegi.Aab kya karoon kaise garam karoon.Phir mujhe ek idea aya.Main jakar Komal ko bahon mein bhar liya.Komal ko pakadte hi Komal mujhse chipak gayi.Woh mujhe kaske pakad li.Main bhi usse pakad kar garam karne lagah.Kuch der baad woh garam ho kar sou gayi.Main bhi usse bahon mein bharke sou gaya.Woh mujhe pakad kar sou gayi.

Please complete the required fields.




Comments

Leave a Reply